chapter 13

1.1K 81 33
                                    

Hey friendsssssss
Back again
With an update
Hope you all enjoy it
Happy Reading 📚....................
_________________________________________

( Continution from the last part )

Faizi - koel woh..............

Koel - jaanti hun ki tumhe kya jaana hai

Faizi - agar tum jaanti ho toh batao , kaun hai woh baccha

Koel - mera beta hai woh ( said in a low voice )

Faizi - what!!!!!!!!! But koel tum single ho , tumne apne form mein bhi wahi likha tha

Koel - mein single hi hun

Faizi - lekin tumhara ek beta hai , how you can be single

Koel - I am a widow

( Faizi was shocked again )

Koel - my husband isn't alive anymore , kisi heart issues ki vajah se unki do saal pehele death ho gayi

Faizi - oh.....I am sorry lekin koel you know that tum nikhil ko yahan bina permission ke nahi rakh sakti

Koel - woh yahan nhi rehta hai

Faizi - but jab mene usse pucha toh usne tumhare room ki taraf point kiya

Koel - woh iss liye kyuki mene usse kaha tha ki jab bhi usse mein kahi na milu toh iss room mein hi rahe mein uske pass aa jaungi

Faizi - toh woh rehta kahan hai.....tumhare in-laws ke saath?????

Koel - nope , mere in-laws bhopal mein rehte hai unke bade bete ke saath..........actually mere husband ke family Brahman hai aur mein vaishya hun aur hamari intercast 'love' marriage hui thi , unki maa puri orthodox thi unko mein kuch khass pasand nhi aayi aur mere husband ke death ke baad unhone kahan ki mein yahan se chali jaun toh mein chali aayi

Faizi - oooo..........lekin abhi bhi baat wahi hai nikhil rehta kahan hai

Koel - woh hostel mein rehta hai aur weekends mai mein usse milne jaati hun

Faizi - hmm...........wese koel nikhil ka behavior kuch odd hai

Koel - woh....

Faizi - kya usse autism hai????

Koel - what!!!! Tumhe kese pata ???

Faizi - ( in mind ) agar puri zindagi ussme bitayi ho to kese pata nhi chalega

Koel - faizi....

Faizi - haa kya hua

Koel - kahan kho gaye the

Faizi - kahi bhi toh nahi

Koel - toh batao tumhe kese pata ki nikhil ko autism hai

Faizi - woh.....mein kisiko jaanta hun aur nikhil ke behavior usse match karta hai toh guess kar liya

Koel - ooo.....hmm

Faizi - wese usse yeh kabse hai

Koel - jab woh 5 saal ka tha tabse hai

Faizi - isiliye monami ko panic attack aa raha tha yeh tumhe easily pata chal gaya , if I am not wrong nikhil ko bhi panic attacks aate hai , right???

Koel - hmm.......jab woh kisi naye insaan ko dekhta hai ya phir koi stranger usse over-friendly hone ki kosish karta hai tab usse panic attacks aate hai

( there was a silence between them as none of them spoke )

Koizi - woh.....

( suddenly faizi's phone rang )

Monami~AnneWhere stories live. Discover now