Guru Vashishth

336 25 16
                                    

Months went by Hridayaa kept on visiting the Pandavas every day.
One evening as she returns from her frolicking in the Woods, after entering the palace, it was unusually quiet.
Then she says

" kya baat hai aur sab Kuchh Itna Shant Kyon Hai?"

And that is when she notices Maharishi Vashishth sitting there smiling at her.
That is when her father says,
"Baccha ab Tumhari Gurukul jaane ka samay ho chuka hai, Jaanta Hun Ki Tumhara Janm Hue abhi bahut kam Samay Hua Hai Kintu Tumhari Shiksha ka abhi prarambh hona atyavashyak hai. Isiliye yah hai aapke pahle Guru--"

"Maharshi Vashishth, inke bare mein kaun Nahin Jaanta pitashri.
Maharshi Vashishth ko hridaya ka Sadar Pranam" hridaya says this and touches his feet and she sits near his feet.

" Aaj Tak bus Suna Tha ki Rajkumari hridya Sundar hi Nahin gunvati aur jaban se Tej bhi hai, aur Aaj dekh bhi diya. Aapse Kuchh prashn poochhne Ki aagya Hai Rajkumari," says Maharishi Vashisth.

" Kyon puchna Chahte Hain puchiye gurvar, main aapke prashnon ka Uttar Puri Nishtha se Dene Ka prayatn karungi". Says hridyaa

" yuddh Bhumi Mein sabse avashyak kya hai?"

"himmat".

" Yoddha ka sabse bada Shastra?"

" atmavishwas"

" Yoddha ke adhogati ka Karan?"

"Andhvishwas aur Ahankar".

" sabse bada Nayak kaun?"

" Apna Sab Kuchh Luta Kar Bhi Dharm ki Raksha karne wala".

" aur sabse bada Raja?"

" Raja vah, Jise Kabhi Kabhi apni Praja ki Suraksha Sukh V Samriddhi ke liye.
Aise nirnay lene padte hain Jo unke Naitik Aadhar ke niche ke ho."

" vistar mein samjhao."

" Ek Nayak Apne Priya Ki Bali chadhakar Dharm ki Raksha karta hai,
Use Apna Sab Kuchh tyagne Mein Ek kshan Nahin Lagta, Keval Dharm Ke Khatir. Jabki Ek Raja Ko Hamesha apni Praja ke Bhale ko Apne Dhyan Mein Rakhna padta hai vah aise hi Apna Sab Kuchh Nahin Luta Sakte aur agar koi Raja Aisa Karta Hai To usse Bada murkh aur Rajpadke liye ayogya aur koi nahin."

" Ek Yoddha V Raja Ki Sabse Badi Chinta?"

" Ek Yoddha Ki Sabse Badi Chinta,
Apne Rashtra Ki Har halat mein Suraksha. Aur kisi Raja Ki Keval Ek Chinta Nahin Hoti Unki Kai chintaen Hoti Hai jaise ki Unki Praja ne khana khaya, kya vah Sab surakshit Hai, kya vah Sab santusht Hai, kya unhen nyaypalika per Vishwas hai, ityadi."

" manushya ke Jivan ka sabse kathin Intezar?"

" Pariksha ke bad Praman ka."

Maharshi Vashishth Smiles at the Clever answers and hold her shoulders and makes her stand up and says

" Kalyan Ho Putri! Tumhara Har Uttar ATI Uttam tha. Bahut Kam logs Hain jinko Aaj Tak ine prashnon ka Sahi Uttar Pata Tha aur tum bahut kam logon me se ek ho. Yeh mera Saubhagya Hoga Ki Tum Mujhe Apne Guru ke Swaroop Mein swikar karo." says maharishi hashish

" aapki Shisya Banna Mera Param saubhagya Hoga Guruvar,
abhi agaya
De Mujhe Apne mitron Ko is bare mein Bata kar aana hai."

" avashya jao Putri,
per shighra Laut Aana Ham cal pratah kal hi aashram ke liye prasthan Karenge."

" Jo agaya Guruvar".

___________________________________________

In the forest,

Everyone was doing their respective work when they all heard a familiar voice call out to them," Mata Kunti, bhrata yudhishthir, bhrata Bheem, bhrata Arjun, bhrata Nakul, bhrata Sahdev! Dekho aapki Pyari Kishori agayi."

Everyone goes and gives her a big hug,
The mata kunti asks," Are, Putri abhi Kuchh hi der pahle to Gai Thi FIR a gai, kya baat hai?"

" vah Mata main aap Sabko Ek atyant mahatvpurn Suchna butane Aayi Hoon."

" han, bolo na Kishori kya baat hai?"
Says bheem

" vah kya hai na main aapse ab sabse milane Nahin a paungi, Iske pahle aap sab chillana Shuru kar de vah isiliye Kyunki Mere Gurudev Mujhe Lene a gaye main cal pratah kal hi Vashishth aashram ke liye prasthan karungi.
Socha Ki जाते-जाते aap Sabko Ek Aakhri bar Alvida kah Dun."

" Alvida Nahin bandariya, bol FIR milenge." says nakul

" Mata Kunti Dekhiye na bhrata Nakul Mujhe chidha rahe hain, aap Kuchh Nahin bolati isliye Itna Bigad Gaya Hai.

" Nakul To Kabhi Nahin sudhrega na,
ruk Main Tujhe abhi batati hun."

Kunti takes the stick from the ground and starts chasing nakul around and the rest is history.


Hridayaa: the flame ignited Where stories live. Discover now