chapter 4

1.6K 126 3
                                    


Akshu made dinner for both of them.

Abhir is in a room studying while akshu is in the kitchen.

Akshu : Aaj abhir ke pasand ka sab banaya hai uska mood theek karna hoga.

Akshu : abhir... Betu chalo dinner kar lete hai... Jaldi AA jao...

Abhir came and sat on the dining table.

Akshu : betu Aaj na mumma ne apki pasand ka khana banaya hai... Aur Aaj mumma na apne bete ko apne haath se khana khilayegi.

Abhir : mumma main khud kha lunga app bhi kha lo.

Akshu sit beside abhir.

Akshu : abhir betu kuch hua hai kya? AAP Aaj Aisa kyu behave kar rahe ho.. mumma ne kuch kiya? Apki school main kuch hua? Pls na beta baato na mumma ko.

Abhir : mumma kuch nahi hua mujhe jaldi Sona hai me khana kha leta hu aap bhi aao.

Both eat the food. Akshu notice that abhir is in no mood..

Even he eat without talking...

Abhir finished eating and wishing akshu good night and kisses her cheeks and goes to sleep.

Akshu finish with work and was about to go when her phone notification ring.

Akshu checked the phone.

The message was from abhir's school.

Messages.

Hello everyone.

Tomorrow was a parents teachers meeting.

All student parents had to came school with their child.

Thank you
Principal.

After reading the message.

Akshu : kal abhir ki school me parents teachers meeting hai.. lekin abhir ne to kuch kaha hai nahi...

Akshu goes to the room.

Abhir is not sleeping yet. He was playing with video game.

Seeing akshu abhir put video game and about to sleep.

Akshu came and sit.

Abhir..

Kal apki school me parents teachers meeting hai na? Apne bataya kyu nahi?
AP to study me ache ho sports main bhi ache ho.. to phir apne mumma ko bataya kyu nahi kal ke baare me?

Agar apki school se message nahi aata to mujhe pata hai nahi chalta.

Abhir : mumma main kal school nahi jaane vala. Mujhe acha nahi lag raha hai.

Akshu checked abhir forehand.

Akshu : abhir apko tabiyat to theek hai bukhar bhi nahi hai to phir school kyu nahi jaan? Apko school jaana hoga.. ok.

Abhir : no mumma mujhe nahi jaana nahi jaana nahi jaana.

Akshu : abhir app na bahut jiddi ho Gaye ho.mumma ki baat nahi mante ho. Kab se me apko puch Rahi hu kya baat hai kya baat hai  lekin aap... Apke liye apki favourite dish banayi.. lekin nahi apka mood theek hai nahi ho raha.. aur ab school nahi jaana..

Abhir has tear in his eyes.

Akshu sees and felt bad for talking these way with abhir.

Akshu hugged abhir.

Abhir beta mumma sorry. Apko aise dat ne ke liye I m sorry betu.
Apko pata hai na mummy loves you bacha.

Abhir in crying..

Mumma... Parents teachers meeting me sabhi bache apne mumma aur papa ke saathe aate hai aur me.... Mujhe bhi papa chaiye...

Meri class me meri dost mujhe bolte hai ke mere papa mujhse pyaar nahi karte.. woh mere saath nahi khelte sabhi ke papa unke bete ke saath khelte hai..lekin mere.. mujhe to pata hai nahi hai mere papa kaha hai..

Mumma woh mujhse pyar nahi karte?

Hearing all these from abhir akshu felt very bad and guilty.

How she told abhir about his father? What she told him?

Akshu : abhir beta apke papa na apse bahut pyar karte hai.. mujhse bhi jyada..

Abhir : to woh mujhse Milne ke liye kyu nahi aate? Hamare saath kyu nahi rehte? San log apne papa ke saath rehte hai aur me...

Akshu : abhir beta woh na abhi hamare saath nahi reh sakte.. me AP thode big ho jaoge tab bataugi.. abhi aap so jao pls. Aur kal na me aaugi apke saath.. kal ham park me jaayege.. waha khelege. Phir resturant me bhi jayege apki favourite..ok

Abhir : nahi mumma mujhe kahi nahi jaana mujhe bas papa chahiye... And he goes and sleep while crying.

Akshu sit there .

Akshu to herself

Kya me abhir ke saath bura kar Rahi hu usko hak hai uske papa ke baare me jaan ne ka.. lekin me kya batu apko beta... AAP bahut chote ho abhi.. kaise smjau me apko....

She then also goes and sit beside abhir caressing his hair.

In udaipur hospital.

Rohan came to abhi's office.

Rohan : sir ek emergency hai lekin apko...

Abhi : kya hua Rohan saf saf baato.

Rohan: sir ek complicated surgery hai lekin woh patient ko ham yaha nahi laa sakte..

Abhi : kaha hai woh patient?

Rohan : sir woh goa me hai.. dr.patel ne bataye ki unhe apki jarurat hai.. agar aap..

Abhi : jaldi se Goa ke flight dekho aur meri tickets book karva do me aai hai chala jauga..

Rohan : ji sir. You are a great sir.

Abhi : Rohan it's my work.

Rohan goes to book tickets for abhi.

Hey guys how was the chapter?
Pls like and comment 😊


abhira : go where it started Where stories live. Discover now