chapter 7

1.4K 101 8
                                    

Abhir and akshu reached home.

Abhir: mumma woh uncle na...

Akshu : abhir bas karo pure raste tum bas uss uncle ki hai baat kar rahe the... Maine kaha hai na stranger se dur raho. Beta aap chote ho kisi pe bhi itni aasani se bharosa mat karo. Log jaldi hamara bharosa Tod dete hai.. aur usse uncle ne unka name bataya aap ko? Kon hai kaha rehte hai? Pls ab aap aise kisi bhi aanjan se baat nahi karoge okk.

Abhir : ok mumma.

Akshu : ab jaao Jake fresh ho jaao phir hum khana khate hai.

Abhir : ok mumma.. and he goes

Abhir to himself.

Mumma ko kaise baatu woh uncle bahut smart handsome the.. unke to six pack bhi the.. unhone mujhe promise Kiya hai mere saath football khelenge... Lekin mumma ne mana Kiya hai unse Milne ke liye.. aur mere pass unka address bhi nahi hai..

Here abhi reached the hospital and checked the patient.

After that he reached hotel where he stay.

He was going where he saw some children playing football.

He remembers that little child.

Abhi to himself.

Woh bacha kitna pyara aur intelligent tha.. Maine usse promise Kiya ke main uske saath khelunga..lekin hospital main emergency... Ab woh milega bhi ke nahi... Uska name... Abhirr

Hey Mahadev usse bache ko hamesha khus rakhna..

He remembers abhir's world.

Mujhe nahi pata papa kaha haii.. me aur mumma saath rehte hai..

Abhi : hey Mahadev usse bache ko apne papa se milva Dena.

His phone ring.

It's shivu's video call.
Abhi picked the call.

Shivu : chachu I missed you so much...

Abhi : I miss you too Mera bachaa...

Shivu : apko pata hai Aaj kya hua... He narrated whole his whole day's activity to abhi..

Here abhir and akshu both did their dinner.

After that abhir watching cartoons on TV.

And akshu doing her work.

Akshu stand up and going towards kitchen. When she feels dizzy and held chair and sit there.

Abhir sees and run towards her.

Abhir: mumma aap theek ho.. kya hua aapko? Pani.. Pani deta hu main apko..

He give her water.

She drink that.

Akshu : abhir.. bachaa I m ok.. don't panicked.

Abhir : mumma aap sach me theek ho na.. with teary eyes.

Akshu hugged her tightly.

akshu : haa bacha mumma theek hai.. aap tension mat lo.

After that both goes to the room and abhir sleep after sometime.

Akshu thought.

Mujhe aise achanak chakkar jaisa kyu feel hua? Sar bhi bahut bhari lag raha hai. Kuch din se Aisa ho Raha hai.. shyad Kam ka pressure... Haa wahi honga aur kya ho sakta hai.. me bhi kuch jayada hai soch Rahi hu..

She saw abhir sleeping peacefully.

She kissed his forehead.

Abhir bhi kitna dar Gaya. Agar kal kuch aisa feel hua to main doctor ko jarur dekha dungi.

abhira : go where it started Where stories live. Discover now