Chapter-3

2.5K 154 25
                                    

Happy Reading!!

After around 1 month, patralekha was 1 and half month pregnant, she was becoming way to irritate women for sai, but for her baby's sake she used to accept it, in this days sai never talked to virat and this was killing virat but his male ego was coming between so half of the time he stays in patralekha's room, which was hurting sai!!

One day, bhavani kaku came into hall shouting, all of them came down except patralekha, bhavani kaku was way to worried

Kaku- are patralekha kaha hain? (Worriedly)

Virat- kaku hogi kahi woh, bahar ghum rahi hogi, sai jaakar dekho toh please!!

Sai- mohit dada aap jakar dekhiye please, mujhe interest nahi hain naye drama mein (she said sitting on sofa)

Virat- ye kaisi baatein kar rahi ho sai? uske kok mein humara baccha hain!!

Sai- toh kya bhajan gaau? ya parvat uthakar laau aapke bhabhi keliye? (angrily) jab bacche ko sambhalna hi nahi hain toh kyun lekar bethi hain apne kok mein?

Virat- saiii!! bas karo apne hadd paar kar rahi ho (shouted)

Sai- are dhattt!! mujhe nahi farak padta aapke chillane se kyunki chillana mujhe bahut achese aata hain, aur agar maine chilla diya toh iss gharmein bhukkamp jaroor aayega and I swear about my life!! (ninad rubbed her hand)

Ninad- shaant beti, aise khudko stress mat do (Worriedly)

Sai- dekhiye na baba, subah subah inn sabka drama shuru hogaya (irritately)

Mohit- dada woh garden mein kya, kahi bhi nahi hain (coming towards them)

Sai- phirse ek naya natak!! (mumbled)

Virat- bas karo sai, aur chalo mere saath (held her hand tightly but she hit his hand harshly in anger)

Sai- naukar nahi hun, jo mera haath aise pakad rahe hain aap, haath pakadne ki tameez nahi haina toh pakdiye mat (angrily) 

Virat- hello kadam (on phone angrily looking at sai) mein ek number de raha hun usse track karo (he gave the number) 

Kadam- sir ye phone mahabaleshwar ke mountains side pe hain!! (making him shock) 

Virat- kya? (he kept the phone and told everyone, all except ninad were blaming her) ye tumhare wajah se ho raha hain sai!! tumhare mein thodisi bhi mamta nahi hain apne bacche keliye 

Sai- mein apni mamta par aayi na toh aap sabki duniya raste par laake rakh dungi!! better achese baat kijiye (Angrily)

Virat- mujhe kuch nahi pata, tum mere saath mahabaleshwar aarahi ho pakhi se maafi mangane!!

Ninad- virat sai ko mat le jaao, uski tabiyat thik nahi hain 

Virat- baba please, sai ko kuch bhi ho, hum pakhi ki jaan khatre mein toh nahi daal sakte (making sai shocked, tears flowed down her eyes)

Sai- sahi kaha baba virat ne, kal jaakar mein mar bhi jau toh inhe farak bilkul nahi padega!! (smiling sarcastically)

Ashwini- sai dekho patralekha ne tumhara baccha apne kok mein rakha hain, bewkoof jaise baatein mat karo (Sternly, making sai shock)

Virat- bass karo apna naatak sai aur chalo (he dragged sai to car and made her sit, sai was looking outside with tears)

Soon they reached mountains of the mahabaleshwar, virat's eyes fell on pakhi who was standing at peek of mountain, he ran to her and pulled her aside, sai with very great difficulty got to the peek of mountain only to find virakhi close, she wiped her tears as reality hit her so hard, she joined her hands infront of pakhi as she was tired of this nonsense 

Sai- mujhe maaf kijiye, mere wajah se aap ghar chodkar chali gayi!! I'm sorry!! aur aainda se kabhi aapke aur aapke devar ke beech nahi aungi (virat smiled a little and went to car as he got call)

Pakhi- abb samajh aya? mere aur virat ke beech aane ka natija? abb dekho virat mujhe khud yaha se le jaayega par itna sa bhi farak nahi padega ki tum ho bhi ki nahi uske saath!! kyunki woh tumse pyaar hi kaha karta hain? woh mujhse pyaar karta hain!! agar itna hi hotana toh aajtak jo jo hua uss sabmein tumhara saath deta par woh, usne toh tumhara bharosa hi tod diya (Chuckled) aur uska care dekha mere liye jab usse pata chala mein yaha hun? kyun care karta hain? kyunki usse farak nahi padta tumhare hone ya na hone se, kyunki uska baccha mere kok mein hain, agar tum mar bhi jaao na usse koi farak nahi padega, kyunki woh abhi bhi mujhse pyaar karta hain aur mujhse hi pyaar karega, ye baccha tumhara kabhi nahi hoga aur ye mera promise hain (sai's head was spinning so she sat near bench, virat came and took pakhi to car not even realising sai wasn't there, he started car and they drove back to chavan niwas)

Patralekha's words were ringing in sai's ears, she looked at his retreating car, tears flowed down noticing that he haven't came back to take her, she started crying, sai stood up and started walking slowly, she was going to fall unconcious but someone held her, she turned and was shocked to see the person

Sai- aap? (shocked)

Person- tum yaha kya kar rahi ho sai?

Sai- dukh mana rahi hun apne pyaar ka!! (crying) sab dhoka hain sab dhoka hain!! virat ne mujhe dhoka diya aur iss baat ka mein badla lekar rahungi!! (Angrily)

Person- waqt aane par mein bhi sabke saamne aaunga, filhaal tumhe ghar chod deta hun (took her to car)

Sai- aap kyun gaye mujhe chodkar? mein kitni akele ho gayi thi waha!! (crying)

Person- jaana pada mujhe sai!! aur uske liye mein bahut guilt mein bhi hun (in tears)

Person dropped sai to chavan niwas, she stood at the door and saw everyone pampering patralekha, she was in tears, how could everyone change their colours just in a seconds? she thought

Ninad was standing in the corner alone waiting for his daughter, his eyes fell on door where sai was standing with tears, he came to her and kept his hand on her shoulder

Ninad- tum kaha thi bada?

Sai- mahabaleshwar ke mountain par, akeli thi!! virat, pakhi didi ko yaha le aaye aur mujhe bhul gaye vahi (with hiccups, virat turned and saw sai, he happily went to her and hugged her)

Virat- thankyou sai, aaj tumhare wajah se pakhi itni khush hain (sai angrily pushed him)

Sai- dhokebaaz hain aap!! dhokebaaz, aur aap sab, aap sab girgit hain, jo chutkiyon mein apne rang badalte hain, are bahut ho gaya abb, nahi saha jaa raha hain ye sab, aaj aap sabko line pe nahi laya na toh mera naam bhi Miss. Sai Joshi nahi (shouting)

Sonali- ye kya bol rahi hain tu? teri shaadi huyi hain virat se, tu chavan hain!!

Sai- chavan thi, are ye chavan niwas nahi chidiya ghar hain, jaha ek se ek janwar paida huye hain 

Ashwini- sai tameez se baat karo!! bade hain sab tumse aur virat tumhara pati hain!!

Sai- pati? (Chuckled and clapped sarcastically, pulkit and devi too came there to meet sai) are tai jiju aaiye na, aakhir aapko bhi pata chale aapke parivaar vale kya insaan nikle (she smirked, and first move to bhavani kaku)

___________________________________________________________________________________________________________________________

SORRY IF IT IS BORING AND THANKYOU FOR READING...

UPCOMING-SAI TO GIVE EVERYONE A REALITY CHECK

STAY TUNED...

ADMIN,

KRUPA.

~Agar Tum Saath Ho~Where stories live. Discover now