part 3

263 42 12
                                    

Drishti:- pichli raat hi humne lava dii ka 10th birthday celebrate kiya tha... maa mere piche ghum rahi thi ki ready hokar cake vut karu.. but..

Rakshit:- but..

Drishti :- me dad ka wait karna chahti thi.. mujhe bahut gusaa aa raha tha ki lava dii k birthday par dad the our mere birthday par jaruri kaam se office chale gaye...  maa mujhe samjha rahi thi but mere dil maan hi nai raha tha..

Rakshit:- ohkk

Drishti:'  maa ko bhi gusaa aa gaya wo mera haath pakad kar khinchne lagi me bhi khud opposite side khinchne lagi.. mene maa k haath ko thoda push kiya.. and...

Rakshit:- and..

Drishti:- maa ko bahut zor se dhakka laga and samne ki sidiyon se maa gir gayi... bahut blood nikal raha tha maa k sir se.. mene call karke dad ko bulaya hum unhe hospital le gaye..  our waha..

Rakshit:- waha..

Drishti:- maa ko ek baar hosh bhi aa gaya tha..wo thik lag rahi thi.... fir suddenly wo behosh ho gayi and mujhe chod kar chali gayi.. mene.. mene maar diya meri maa ko.. i hate my self..

Drishti crying..

Rakshit:- aapne jaan bujh kar ye sab nai kiya he ek haadsa tha jo ho gaya..aapse galti hui but ye ek accident tha..pl aap khud ko blame mat kijiye...haadse ho jate he..

Drishti:-" isliye dad mujhse nafrat karte he... unhe lagta he ki mene maa ki mara he.. unke pyar ko unse dur kar diya... our fir meera masi se dad ne shadi kar li... mujhe waha par hi chod diya.. nani maa k pas..kabhi mujhse baat nai ki... kabhi mujhe pyar nai kiya.. our mere andar ka guilt badhta hi ja raha he...

Rakshit hug drishti..

Rakshit:- nai drishti mam.. aap khud ko blame mat karo. pl.. maa janti he ki aap unse kitna pyar karti ho...he na..

Drishti:- mene maa ko nai mara rakshit..

Rakshit:- i trust you.. aapne maa ko nai mara...wo bas ek accident tha..


Drishti  became calm after some time..

Drishti:- i m sorry.. me aise tumse..

Rakshit:- but mujhe to accha laga apni dost se baat karke..

Drishti:- dost..

Rakshit:- kya aap mujhse friendship karegi..

Drishti smile
.
Drishti:- ek shart par..

Rakshit:- hmm..

Drishti:- tum mujhe drishti bologe.. mam bai... our aap bhi nai..

Rakshit:- okk..

Drishti forward her hand to him and happily acept..

Drishti:- friends..

Rakshit:- friends..

Rakshit:- kal mere saath ghumne chalogi drishti?..

Drishti smile and nodded.. rakshit went from there..




Next day..

Lavanya went out from city and for some reason she could not taken Rakshit with her.. he was happy that atleast some days he will be free from lavanya...



In morning..

Drikshit went out...

Rakshit gave her yellow flowers..

Rakshit:- happy birthday dear friend..

Drishti:- thanks dear friend..

Drishti's face looking sad..

My Husband (series)✔Where stories live. Discover now