Har- aaj ka khana tu banayegi vo bhi akele
Mo- ok
Sab log room me chale jate he except karan
Mo- ( in mind) but mujhe to jyada kuch banana hi nahi aata or bhabhi ki bhi help nahi le sakti kya karugi or akele banane ke liye ha bhi bol diya tu to gai monu aaj
Ka- monami
Mo- ha
Ka- kaha kho gai
Mo- nahi kuch nahi
Ka- khana banana to aata he na tumhe in teasing way
Mo- of..course aata he tu..mne aisa sawal kyu Kiya
Ka- because mujhe nahi lagta tumhe khana banana aata he
Mo- mujhe aata he
Ka- ye aap mujhe bata rahi he ya apne aap ko
Monu glare him and he giggle
Ka-nahi me bas ye keh raha tha ki me koi help Karu
Mo- koi jarurat nahi he
Monu kitchen me chali jati he
Mo- usse to keh diya ki mujhe aata he par mujhe to noddle pasta fried rice chai coffee or gol roti isse jyada kuch nahi aata or mithe me monu hoja bhua ji ke taunt sunne ke liye ready vo to vaise hi dangerous type ki lag rahi thi kya karu me
Su- kya hua monami
Mo- aunty vo..
Su- karan ki maa hu to tumhari bhi hui na to aunty mat bulao mujhe
Mo- ok mom vaise ek baat kahu jab rudra ne kaha ki aap meri mother in law ho or apne kaha tumse nahi pucha mene mujhe to laga me gai ye to vo tv serial wali cruel saas type lag rahi thi
Suhana chuckle
Mo- but aap to bahut sweet ho you know what mom mumma ke Jane ke baad mene unhe bahut Miss Kiya he but aapse mil kar laga ki mujhe meri mumma wapis mil gai
Suhana hug her
Su- ab jaldi se khana bana lo Varna didi gussa karengi
Mo- maa vo banana kya kya he
Su- jyada kuch mat banao roti or saath me koi si bhi sabji bana do or fried rice jar Dena or mithe me kheer bana dena
Mo- ok
Suhana left
Mo- chalo fried rice or roti ka to thik he sabji matar paneer ha mumma ka recipe to yaad he but pata nahi kaisi banegi kabhi banai nahi he roti bhi us mission ke chakkar me shik gai thi koyal ke saath lekin kheer kaise banaungi baad me sochungi pehle ye sab to bana lu
After sometime
Mo- chalo sabji roti to ho gai ready rice bhi Pak Gaye he bas fry karna baki he isme se kuch kheer ke liye nikal leti hu
Rice ready hone ke baad
Mo- ab to sab ho gaya lekin kheer ka kya karu
Ka- ek glass Pani milega
Mo- ek minute deti hu ye lo
Ka- me na koi cheez free me nahi leta is liye batao kya help karni he
Mo- nahi kuch nahi me kar lungi
YOU ARE READING
forced marriage turn into love
FanfictionThe main focus in this story is on Moran In this story Karan is special agent karan ki family me barkha shergill karan ki bhabhi disha Shergill karan ki behan arav shergill karan ka chota Bhai or humari cute si somya shergill (baby) and amayra sherg...