part 23

1.2K 85 20
                                    

Monu apne room me aati he door lock karti he or karan ka laptop uthati he

Mo- password kya ho sakta he maa ka birth date bhi daal liya baby ka ye bhi nahi he

Tabhi use aaru ki baat yaad aati he

Monu apna birth date dalti he or password khul jata he

Or wallpaper me karan or Khushi ke bachpan ki photo thi monu laptop ki screen par haath lagati he or laptop band kar deti he

Mo- mujhe nahi pata tha karan tumhare liye me itni important hu mujhe to laga tha ab tak tum mujhe bhul gaye hoge lekin.. nahi monu abhi sabse pehle Tera work he jo information tujhe chahiye vo dekh... Mil gai

Monu is information ko ek pendrive me copy kar leti he

Ka- Monami

Monami jaldi se laptop uski jagah par rakhti he or door kholti he

Mo- ha

Ka- kya kar rahi thi

Mo- nahi kuch nahi tum kyu aaye the

Ka- mera room he kabhi bhi aa sakta hu

Or karan ander aa jata he or room ko gor se dekhne lagta he

Mo- aise kya dekh rahe ho

Ka- kuch nahi

Mo- aaj drill jaldi khatam ho gai

Ka- aaj Saturday he to half day rehta he cadets ke liye

Mo- hmm

Ne- monu monu monu

Vo karan ko Puri tarah ignore kar ke Monu ko gol gol ghumane lagta hai

Mo- kya hua

Ne- vo...

Itne me uski nazar karan par padti he jo use ghur raha tha

Ne- nahi kuch nahi baad me batata hu...

Karan vaha se chala jata he

Mo- ise kya ho gaya tu bata itna khush kyu he

Ne- vo bhi deolali me he kisi client se milne aai he

Mo- kon

Ne- are vo hi

Mo- ooo teri kabhi na hone wali gf

Ne- shut up

Monu chuckle

Ne- achhe khase mood ka kabada kar diya

Mo- aww

Or neil Gaal khich deti he ye sab karan window se dekh raha tha use sunai nahi de Raha tha ki kya baate ho rahi he

Mo- mazak kar rahi thi yaar vaise tujhe kaise pata jasus laga rakhe he kya uske piche

Ne- nahi lekin uski sari khabar he mere paas

Mo- pagal

Ne- vo to tu he

Mo- teri to

Or paas se vase uthakar usko taraf fekhne wali hoti he par vo bhag jata he

Monu hasti he or vase apni jagah par rakh deti he

Lunch time in mess

Sid- to kal ka kya plan he

Ch- #shopping par chalte he

Ba- ye ladkiyo ko pasand he hume nahi

Mo- ha change kar mujhe bhi nahi jana

forced marriage turn into loveWhere stories live. Discover now