Play day
On the stage
Ra- i love you princess
Ji- i love you too
Random boy- prince
Ra- dad
Rb- chalo mere saath
Ra- dad please mujhe princess se dur mat kijiye dad please
Rb- or tum aaj hi yaha se jaogi
Ra- dad please use yaha se mat nikaliye isme uski koi galti nahi he vo bahut achhi ladki he
Monu and sooraj kuch yaad karne lagte he
In flashback
Monu school chod kar ja rahi thi
Karan use principal cabin se dekh raha tha
Ka- dad please use school se mat nikaliye isme uski koi galti nahi he vo bahut achhi ladki he dad please me uske Bina nahi reh sakta
Monu apne aansu pochte hue vaha se cab me beth kar apni Ghar ki taraf nikal jati he
Ka- dad vo ja rahi he please use rok lijiye
So- karan bachhe ho abhi tum or tumhari vajah se me apna or apne school ka naam kharab nahi hone dunga or vo ladki kis family se he kaisi parwarish he kuch jante bhi ho uske baare me
Ka- lekin dad
So- kuch nahi sunna he mujhe
After few months
Karan balcony me betha hota he
So- karan
Karan kuch nahi bolta
So- call kar us ladki ko or le kar aa use yaha
Karan is happy and hugs Sooraj
Ka- sach me dad iska matlab aap
Sooraj nodded
So- apne bete ke liye kuch bhi karne ko taiyar hu me us waqt mujhe laga ki shayad tum sirf attraction me ye sab keh rahe ho lekin ab samaj gaya hu maaf kar de mujhe
Ka- dad ye aap kya kar rahe he
So- call kar use
Karan monu ko call karta he
Ka- hello
Mo- hello who is this
Ka- me bol raha hu
Mo- karan
Ka- ha
Mo- kaise ho
YOU ARE READING
love never dies
Hayran Kurgukehte he pyar kabhi nhi Marta meri ye story kuch aisi hi he monu and karan are students jo ek class me padte the monu 9th class se karan se pyar karti thi or 11th me usne apne pyar ka izhaar Kiya or phir kuch Aisa hua jo humesha ke liye vo dono juda...