part 19(ammi,s problem)

464 36 25
                                    

At night 8.30pm
Shezad came home
Ammi was sitting on dinning table with a plate of food
Shezad-kya zarurat thi vha se aane ki aapko are khana to kha leti pata hai kitna bura laga ammi ko un sath reh nahi rahi samaj aata per kya nate rishte tod diye aapne shuru se alag to rahe hi hum ammi se aapke karan
Hm enters
Hm-ammi ke karan ,aap bhuliye nahi ki aapki ammi ne qubool nahi kiya ammi ko ammi ne to sari khosish ki thi na
Shezad-ye tab ki baat hai jab humari shadhi huyi thi uss wakt unke liye turant bahu mannana mushkil tha magar baad mai to unhone bahu mana na
Ammi-bas( shouted )shezad aap khana khake aaye hai na jaiye so jaiye
Haseena tu aaja khana khale
Haseena-nahi khana hume
She went to her room
Shezad also went leaving ammi alone
Ammi sit on sofa and start crying
After few minutes when hm heard ammi crying
She went to her with food
Hm-ammi
Ammi wipe her tears
Hm sit beside her and said -kya hua bura laga na sunkee ki galti aap ki thi
Aab bhi chupana hai aapko ki dadijaan ne kya kia tha abbu ke jane ke baad
Ammi-hum sirf isliye nahi batana chate
Hm-kyuki abbu apni ammi se nafrat karenge aur ek ammi aapne bache ki nafrat nahi seh sakti kyuki aap khud ek ammi hai ye kehna chati hai na
Ammi-hmm
Hm-per ammi abbu ko hak hai janne ka unhe hak hai he janne ka ki hum kyu ander nahi gyee
Ammi-per ammi ne to khud hi kaha tha na tuge ander aane ko
Hm-ammi vo isliye asia ker rahi hai taki abbu ko pata na chale hum unhe na bataye aur aap vaisa hi ker rahi hai
Aap tabbhi nahi batati agar uss din karu aur hum ghar ke ander hote aur ghar ke sath jal jate tab bhi nahi batati aap abbu ko
Ammi-abbu ko batane ke liye mera zinda hona bhi zaruri hota haseena tum dono agar use wakt ghar mai hoti to mai kaise bahar khadi reh sakti thi
Hm-matlab aap aabhi nahi batane vali
Ammi-nahi
Hm take deep breath -thike hum vada kerte hai hum abbu ko nahi batayege ki vo aag accident nahi thi vo aag jan buj ke dadi ne lagvayi to kyuki unka manna tha abbu ki maut ki zimmedar aap ho nahi batayege ki humare muh pe darwaza band kia tha dadi ne aur khud kaha ki khabbi galti se bhi ander na aajye nahi batayege ki unki shezadiyon ne kitna kaam kia hai
Kitni choti se jagha mai rahe hai slums mai pure 3 teen saal aur agar mahipal chacha nahi milte to hum aaj bhi vahi hote ..... Khana kha lijiye aap hum apni thali room mai hi le jayenge
She left
Ammi looked at her going
Ammi-ek taraf shezad hai ek taraf haseena haseena ne keh to diya per mai janti sirf mere liye kaha usne aaise nahi dekha jaraha muge meri bachi ko ek to anubhav uper se ye mamla kya karo.............. Karishma
She called karishma (hm sister) and karishma singh also
And asked them to meet
Karsihma -aana kaaha hai per
Ammi-vahi jaha tum humesha milte ho
Karishma -thik hai
Ks-per hume nahi pata kaha aana
Karsihma-mai lene arahi hu drop bhi ker dugi
Ks-ji thik hai per baat kya hai ammi
Ammi-mil to jao pehle
She cut the call
She went to hm room
Hm was standing at the window gazing moon
Ammi-haseena
Hm-ji(without turning)
Ammi-mai sone jarahi hu kuch chaiye tugee
Hm-chinta mat kariye nahi ayege pareshan kerne
Ammi-mera vo matlab nahi tha
Hm-jante hai aur kuch
Ammi-khana kha liya tune
Hm-ha
Ammi,-thik hai soja
Hm-neend ayegi to so jayege
Ammi-thik hai good night
Hm-good night
Ammi left but not to her room but outside
At house
Karsihma singh-babre Lucknow mai aisi koi jagha bhi hai bahar se to lagta hai keval jungle hai
Karsihma - actually kaffi kam log jante hai is jagha ke bare mai
Karsihma singh-fir aap kaise janti hai
Karishma-actually bahar ka road dekha
Karishma singh -vahi se to aaye
Karishma-🤣vo aaj se kaffi saal pehle 1987 mai abbu ki yaha duty lagi thi traffic sambhalne tab ammi se takraye the vo pheli baar aur fir ek gadi itne speed mai thi ki ammi dar ke giri aur abbu ko bhi gira diya aur vo log giri bhi to kaha yaha
Karishma singh -fir
Karishma-fir kya ammi Roz aati abbu bhi roz aate aur yaha baith ke dono baate kerte
Karishma singh -fir
Karishma-fir pyar ho gya aur dono ne shadhi ker li fir inki first aniversary pe inhone ye chota sa ghar banavaya aur tabse ya humara weekend house raha aur haseena aur meri screet meeting office bhi
Karishma singh -🤣
Karishma-aab ander chale ammi aagayi lights on hai
Karsihma singh-hmm chaliye
They went inside

Aur likhne ka man nahi mera itne mai khush raho but precap lete jao

Precap
Plan to make haseena happy
And movie (per twist ke sath)



Ek Kahani Aisi BhiWhere stories live. Discover now