Sach

311 17 0
                                    

"Kaisa yeh marz hai ishq ishq kaisa yeh dard hai ishq ishq"


~Even the stars fell for her,how could I not?





Dua and Irteza both are at venue place and they both clicked some couple pictures in which dua was really uncomfortable but it wasn't noticed by anyone except irteza so he kept squeezing her hand and kept smiling at her it was quite good for dua but she can't trust him NOT AT ALL
Soon irteza went in men section and now dua was alone on stage dua noticed some women  were talking about her and she was sure it was about her past she was so scared and sanam came towards her she asked sanam: s-s-sanam tu ne ii-rteza ko bataya?
Sanam: Oohhh shitttt mai batane wali thi par kaam mei ittnii busyy hogai ki batana bhulgyi
Dua was beyond shocked she said:Kyaaa tune kahan tha na ab mai kya karu
Sanam: Appi janedijiye mat batayi
Dua: Kya mat batao tu pagal hai kya nai aisa nai hosakta
Sanam was going to tell something when she heard a woman talking to aneeqa and telling: apne is ladki se kyu kara rishta apko nai pata tha yeh RUSWA(rape) huyi wi hai
Aneeqa: k-Kya
Woman: Apko sach mei nai pata tha? Hayee allah badi chalaki se inhone rishta dilaye astaghfirullah
Aneeqa was silent as she didn't want to create more drama
Soon the valima completed and they are at home
Aneeqa: ALI BHAISAAB KYA APKO DUA KE BAAREI MEI SAB PATA THA?
Ali: Haa aneeqa pata tha
Aneeqa: Kya yeh pata tha ki yeh ladki(pointed at dua who was crying)ruswa huyiwi hai
Everyone was shocked
Anabia: Kyaaaa
Irteza was silent and looked at dua and then he understood that whatever aneeqa is telling is nothing but TRUTH
Aneeqa: arre iski apne ghar mei izzat nai hai kya hamare ghar ko accha karegi aree manhoos hai yeh ladki manhoos isiliye mai sonchu iske maa baap isse utni mohabbat kyu nai krte arre dekh kar smjh aaraha tha jhooti mohabbat thi isko toh pata tha ki iski shaadi kabhi nai hogi isiliye hamare masoom se irteza kee bhi zindagi barbaad krdi
Irteza shouted:Basss bas phupo bas bohat hogya ab mai apni biwi ke khilaf ek lafz nahi sununga
Aneela: Irteza yeh kya tareeqa hai jo phupo keh rahi hai sahi toh hai tum kal ke kal hi yeh manhoos ko chod doge
Irteza: Chodunga ka toh mai zaroor par aaj aur dua ko nahi is GHAR KO
Everyone looked at him and then ali said: Irteza apne ghar ko chod kr jao ge is ladki ke khatir
Irteza: Koi ladki nai hai woh baba meri biwi hai
Dadi was quiet all the time and didn't utter a word
Dadi looked at dua and then said: Irteza itni mohabbat karte ho tum isse?
Irteza looked at dua then dadi and just nodded
Dadi secretly smiled which was noticed by anabia
Aneela: Kya tum jante the yeh sab ?
Irteza looked dua and then lied : h-haa janta tha mai
Dua looked at irteza and was thinking why he lied?
Irteza grabbed dua's hand and went from there

In their room

Dua: A-apne jhoot kyu bola?
Irteza: pata nai
Dua: Ap mujhe chod de is ghar ko nahi apko koi mujhse behtar miljayega ap mujhe deserve nai krte
Irteza: Mujhe pata hai mai kya deserve karta hoo
And then went to couch to sleep
Dua looked at his sleeping figure and thought:Kyu kar rahe hai yeh sab?

Next morning
Irteza and dua's things were outside house and it was getting placed in trunk for transferring things
Dua woke up and saw their closet was open and their clothes weren't there soon irteza came in room and said: Taiyar hojao jana hai
It was clear on his face that how sad he was and how badly he didn't want to go but still he was going just for HER!
Dua: Apne taiy karliya hai janeke liye
Irteza: Hmm ab please zyade sawaal na kro late horaha hai
Dua: Please aisa mat kare aap mujhe chod de par is ghar ko nai
Irteza melted at her sweet as honey voice which was so bothered about his family members who insulted her some hours ago how someone can be this selfless? He thought
Dua: Please
Irteza: uhm nai
And then went from there
Dua sighed in defeat and then got ready and went downstairs saw everyone crying as if its someone's mourning damn they loved him so much and he don't even think about them
Dua looked at anabia who smiled at her she was shocked isn't she upset with her after that dua looked at zainab who was crying in a corner, She went towards her and said: Zainab jis din mai aayi thi usdin maine tumhe apni behan samjha par aaj mai bohat sharminda hoo hosake toh mujhe maaf krdo sach mei mai ek manhoosiyat hun jo sirf logon ki zindagi kharab krti hai she cried
Zainab: Nahi bhabhi mai bohat khush hoo ke bhai apke baarei mei sonch rahe hai aur agar apke saath aisa hua toh isme apki koi galti nai hai apne zina nai kiya jiski apko saza hogi apke saath zabardasti huyi hai toh isme apki kya galti pata hai bhabhi aaj mai bohat proud feel kar rahi hu mere bhai par jo ek number ke buddhu the aur sab se pyaar mohabbat kee baaten krte the aj jab woh sabse gusse mei hai toh aisa lag hi nai raha ki woh hamare purane wale irteza bhai hai jab mai phele abbu ko dekhti thi sonchti thi ke bhai bhi abbu ke jaisa apni biwi ka stand nai lenge par jab kal maine dekha mai bohat khush huyi yeh dekh kr kee mera bhai kitna mature aur ek gentleman hai don't worry bhabhi mai khudko sambhal lungi kabhi bhai ke bina rehne ki adat nai thi par woh kya hai hojayingi thode din mei par mai yeh chahti ho ki aap mere bhai ko bohat mohabbat de unpar AITBAAR kre mujhe pata hai kitna mushkil hoga apko kisipar aitbaar krna par mera bhai bohat nek insaan hai mai chahti hunki aap unhe khush rakhe please bhabhi please
She cried
Dua: Mai apni puri koshish krungi zainab
Zainab smiled at dua who smiled back at her
Zainab wiped her tears smiled and said: arre mera number lele time mile toh apni nand ko bhi yaad krlena
Dua too wiped her tears laughed and said: zaroor karungi
And then saved her number

Irteza came towards dadi and his mother and said:A-allahafiz
Dadi cried and said: Allahafiz apna khayal rakhna mere sher
Irteza wiped her tears and said: roye mat mar thodi raha hu
Dadi: astaghfirullah allah kre meri umar tujhe lag jaye
Zainab joked and said:Dadi ap mei abhi umar bachi hai?
Irteza laughed and then dadi said: Arre kyu nai bachi hogi abhi hu hi kitni mai
Zainab raised her brows and said: kitni?
Dadi: umum hongi kuch 50 60 saal ki
Irteza pulled dadi cheeks and said: haa haa agar meri dadi na hoti na aap toh apse hi shaadi krleta
Dadi: Accha ji ap toh kisiko pheli nazar mai dekh kr deewane hogye( fun teasing tone)
Irteza laughed and said: Chale chalta hu
And then looked at his mother and said: mama apna khayal rakhna
Anabia cried and said: tum bhi mama ki jaan
Soon irteza and dua left dua met everyone but not irteza he met his cousins, dadi ,maa and chachu chachi but not his father and phupos

They were in car and leaving for islamabad where irteza's own house is located








THE COUPLE IS GOING TO START THEIR NEW JOURNEY....

WHO ALL LIKED DADI AND IRTEZA'S PART?

KEEP UP WITH ME FOR MORE UPDATES

THANK YOU FOR 30 VIEWS
LOVE YOU ALOT

𝐌𝐚𝐫𝐡𝐚𝐦-𝐞-𝐈𝐬𝐡𝐪(COMPLETED)Where stories live. Discover now