(Listen while Reading )
________________________________________Monami ki papa hospital mein hai 4 din ho gaye hai... Inn 4dino mein karan humesha monami ko sambhal ke rakhe hai.. Haar koi kaam sabse pahele responsibility ke saath poora kiya hai..
Monami sab kuch silently baas dekha hai... Aur apne dil mein baas yehi socha hai ki kya sach mein koi insaan itna selfless ho sakta hai?? Monami toh karan ko kabhi kuch nehi de payi...
Aaj Mr. Mahajan ki discharge ho raha hai... Baat huyi thi 1 week observation mein rakhne ka lekin health bohot achhe se improve karraha hai isiliye jaldi hi chhod diya...
Sahi time pe treatment start hua hai isiliye bohot badi denger se bach gaya... Doctor ne kaha hai ki abhi 2 mahina ekdam bed rest then operation karenge...
Monami aur karan hospital se vapis aaya hai.. in 4 din karan hospital mein hi night stay karta tha isiliye thoda tired hai.. monami noticed uski mummy papa ke saath karan bohot achhe se jhul mil gaya hai...
Ghar vapis aake hi karan declared kaal se 24/7 ek caretaker rahega unlogo ki dekh bhal ke liye... Monami surprised hoke karan ko baas dekhe jaa rahi thi... Monami thoda tensed hoke kaha...
" Caretaker rakhne ki kya zarorrat thi?? Main toh yahi rahungi soch rahi thi... Umm nehi matlab 2 mahine mein operation hai... 24 ghanta rahega toh paiso ka bhi toh dekhna padega" she said with dull voice
Karan uski yeh baat sunke slowly but bohot hi serious voice mein kaha...
" Yeh sochne ki zarorrat nehi hai.. main apne papa ke liye itna kar sakta hu.."
" Maine waise nehi kaha!!... Achha thik hai... Hum equally devide kar lenge.."
Karan looked at monami... Inn 4 dino mein kaisi murjhi si gayi hai... Aankho ke niche dark circles.. face pe ek sadness... Karan ke dil mein bohot pain ho raha tha usse aise dekh ke... He took a deep breath and said...
" Achha thik hai... Hum devide kar lenge.." she smiled lightly.. pata nehi kya laga usse achanak she said.. " main yehi rahungi... Papa ko abhi chhodke jana mere liye possible nehi hai.."
Karan thoda sad hogaya... Then said.. " aise 2 mahina rahoge toh mummy pe pressure aajayega... Isse achha kuch din yaha raho phir main tumhe leke jaunga"
" But!!" She was about to say something but karan interrupt..
" Main tumhe every day yaha leke aunga toh chalega na?!!"
" Suchchi?? Every day leke aaoge yaha?!!"
"Hmm.."
Uss din karan sirf baaton ki baat nehi bataya... Apna promise bhi poora kiya tha... woh sach mein moanmi ko haar roz apne ghar leke aata tha... Dono ka ghar zyada door nehi hai... Aise hi beet gaya bohot saare pal...
Karan aur monami ki shaadi ka umar aab 5 months... Inn dino mein Mr. Mahajan ki heart's operation bhi achhe se complete hua hai... Haar waqt apna kaam sambhal ke karan aur monami unke saath khade the...
Aur sabse achhi baat yeh hua ki inn dino mein Karan aur monami ke bich ek sweet sa rishta ban gaya hai... Yeh rishta friendship hai yaa phir kuch aur pata nehi...
YOU ARE READING
VED
FanfictionPahela pyaar khoke Doosri baar kisise pyaar ho sakta hai kya?? Pahela pyaar khone ka dard bhulake kisi ke liye doosri baar pyar karna possible hai kya?? May be?? I don't know... let's see what's gonna happen... so Here I am with another Off track M...