Chapter 4

662 40 11
                                    

Sahiba- " Rukiye Daarji "
Sahiba stopped Daarji and came in front of him.
" Isse pehle ki aap apna faisla sunna de mei aapse kuch kehna chahti hun"
Daarji- " Kaho puttar kya kehna hai"
Sahiba- " Daarji, Angad ne kal mere saath boht bura kiya. Par Daarji mei jaanti hun ki ye sab kuch innhone jaan pooch kar nahi kiya. Ye uss waqt nashe ki haalat mei the aur agar ye sharab ke nashe mei na hote to ye mere saath aisa kabhi nahi karte.
Daarji- " Par puttar-"
Sahiba- " Mei Angad ko ek aur mauka dena chahti hun. Agar Angad apni galti ko sudhaarne ki himmat rakhte hain to mei humare rishte ko ek doosra chance dena chahti hun.

Hearing this Angad felt relieved and delighted and said-
Angad- " Thank you Sahiba, I promise mei apni galti ko sudharunga aur tumhe phir kabhi chot nahi pahuchayunga"
Sahiba- " Lekin Angad maine ye nahi kaha ki maine tumhe maaf kar diya hai, tumne jo mere saath kiya vo mei shayad hi kabhi bhool payu isliye tumhe apni maafi khud kamani padegi"
Angad- " Mei samaj sakta hun Sahiba maine jo kiya hai usse tum itni asaani se maaf nahi kar sakti. Tum chinta mat karo, mei aage chal kar tumhe kabhi bhi chot nahi pahuchayunga aur naa hi kisi ko pahunchane dunga, ye mera waada hai tumse"

Daarji- " Agar Sahiba Angad ko doosra mauka dena chahti hai hai to aisa hi hoga, par Angad mei tumse aage chal kar iss tarah ki koi aur galti na hone ki gunjaayish karta hun"
Angad- " Ji Daarji aisa hi hoyega"
Jasleen- " Par Dad.."
Bebe- " Bas Jasleen ye Sahiba aur Angad ke beech ki baat hai aur agar Sahiba usse doosra mauka dena chahti hai to tu ab iss baare mei aur kuch nahi bolegi"
After all this mess Sahiba just wanted to be in peace.
Sahiba- " Bebe mei boht thak gayi hun kya mei apne kumre mei jaa sakti hun?"
Bebe- " Haan Sahiba puttar tu apne kumre mei jaa aur aram kar aur agar kisi cheez ki jarurat hui to Sukhdeep ko bulla liyio"
Sahiba- " Ji Bebe"

After saying this Sahiba started going towards her room and Angad watched her figure vanish away.
Manveer- " Angad tu mere saath mere kumre mei aa"
Manveer said, still in anger.
Angad- " Ji Mumma"
Angad and Manveer went to her room and after reaching her room Manveer started sobbing.
After after seeing her mother's state Angad said-
Angad- " Mumma please mat royie, isse acha to aapko mujhe jitna maarna hai utna maar lijiye"
Manveer- " Agar royun na mei Angad to kya karu tumne harkat hi kuch aisi ki hai. Mujhe Sahiba ke liye boht bura lag raha hai. Mana ki uski behn ne tujhe dokha diya tha lekin iska matlab ye nahi ki tu Seerat ka gussa Sahiba par uttare ga, uske saath aisa vyavahar karega"
Angad- " Mujhe pata hai mumma, mujhe pta hai ki maine boht bura kiya hai Sahiba ke saath but I promise ki abse mei uske saath kuch bura nahi karunga aur uske saath ache tareeke se pesh ayunga"

After listening to this Manveer stopped sobbing and said-
Manveer- " Abhi to tu filhaal uski tabiyat ka khyal rakh, agar usse koi discomfort feel hua to tu usse doctor ke paas le jayio"
Angad- " Ji mumma mei abhi uske paas jata hun..."
Manveer- " Nahi Angad abhi nahi kuch der baad jayio, abhi usse kuch time ke liye akela chod de"
Angad- " Ok mumma, aap bhi please ab mat rona aur apni tabiyat ka khyal rakhna"
Manveer- " Theeke nahi royungi, ab tu ja sakta hai yaha se"
Angad- " Theeke"
After saying this Angad exited Manveer's room and went to his room.

On the other hand Sahiba reached her room and started getting emotional as she was missing her dad so she called her dad.
(On the phone)
Sahiba- " Hello papa, kaise ho aap?"
Ajeet- " Mei to theek hun Sahiba par teri awaj sun kar aisa kyun lag raha hai ki tu ro rahi thi?
Sahiba- " Nahi papa aisa kuch nahi hai aap ye batayo ki kya Seerat di kal raat ghar aayi thi?"
Ajeet- " Haan aayi thi aur usne hum sabko bataya ki vo Brar mansion mei kya kand karke aayi hai. Maine to sapne mei bhi nahi socha tha ki Seerat Angad ke bhai Garry ke saath bhagegi"
Sahiba- " Chodo na papa ab jo hona tha vo ho gaya, ab Seerat di kaisi hai?"
Ajeet- " Theek hai usse kya hona hai teri mummy ne uska ghar se bahar nikalna band kar diya hai. Tu Seerat ko chod, beta ab tu apni zindgi ki ek nayi shuruaat kar aur jawai ji aur apne rishte ko sudharne ki koshish kar"
Sahiba- " Aap sahi keh rahe ho papa mei ab ek nayi shuruaat karungi"
Ajeet- " Acha Sahiba mei ab mei rakhta hun mujhe dukaan par kuch kaam aa gaya hai"
Sahiba- " Theeke papa"
(Phone conversation end)

After talking to her father Sahiba felt relaxed and believed that both she and Angad deserve a second chance in life and in there relationship.
Sahiba- " Nayi shuruaat karne ka soch to liya hai aur ab ye nayi shuruaat mei iss kumre ko sundar banane se karungi."
After deciding this she started decorating and painting the walls of the room with her art and craft things. As she was busy doing her work she heard a knock on the door, so she opened the door to see who it was. It was Veer who had come to meet Sahiba.
Veer- " Pabhi kya mei andar aa sakta hun?"
Sahiba- " Arre Veer, haan andar aayo na"
Veer came inside Sahiba's room.

Sahiba- " To btayo kaise aana hua?"
Veer- " Pabhi mei aapse maafi maang ne aaya hun"
Sahiba- " Tum kis baat ki maafi maang ne aaye ho, tumne to kuch bhi nahi kiya"
Veer- " Nahi pabhi ye sab kuch meri wajah se hi hua hai. Kal raat ko maine Angad paaji ko aapke kumre mei jaate hue dekha tha aur maine unhe nahi roka kyunki mujhe laga ki vo aapse maafi maang ne jaa rahe hain. Par agar mujhe pata hota ki unhone sharab pi hui hai to mei unhe andar jaane nahi deta aur aapke saath ye sab kuch bhi nahi hota"
Sahiba- " Nahi Veer ismei tumhaari koi galti nahi hai, isliye tum khud ko dosh mat do"
Veer- " Par pabhi.."
Sahiba- " Bas Veer, acha un sab cheezon ko chodo aur ye decorations dekho. Batayo kaisi hain?"

Sahiba said pointing towards the decorations on the wall.
Veer- " Boht sundar hai pabhi. Pabhi kya aapne kabhi professional artist banne ka nahi socha?"
Sahiba became a little sad after hearing his question and said-
Sahiba- " Mei banna to chahti thi Veer par financial problems ki wajah se mei art ko pursue nahi kar paayi. Mei aur padhna chahti hun aur professional artist banna chahti hun"
Veer- " Pabhi mei bhagwaan se pray karunga ki aapki wish zarur poori hoye"
Sahiba- " Kaash aisa ho sake"

While they were talking someone at the door heard there whole conversation about Sahiba's dream and aspirations. It was none other than Angad who had come to ask about Sahiba's health. Angad knocked on the door driving there attention towards him and said-

Angad- " Sahiba kya mei andar aa sakta hun?"
Sahiba just nodded in answer.
Veer- " Paaji aap yahan par kya kar rahe ho?"
Angad- " Vo mei Sahiba ke health ke baare mei poochne aaya tha. Sahiba tum theek ho na tumhe weakness na discomfort to feel nahi ho raha na?
Sahiba- " Mujhe bas thodi weakness hai"
Angad- " Acha, to chalo mere saath chalo mei tumhe doctor ke paas le jata hun"
Veer- " Nahi paaji aap nahi mei le jayunga pabhi ko, mei vaise bhi raat ko aapko unke kumre mei jaane dene ke liye regret kar raha hun"
Sahiba- " Koi baat nahi Veer mei Angad ke saath zaane ke liye tayar hun, mei unke saath chali jayungi"

To be continued

From here on I'm always going to publish chapters with at least 1k words.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Jun 30, 2023 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

SahAn:The New JourneyWhere stories live. Discover now