14

1.3K 163 20
                                        

Sab log garden areas me hote hai salman entry karte hai dono bacho ka hath pakad ke

Suhana _ shaurya... Mumma

Sana apne bacho ko dekho unke pass jakr unhe hug karke rone lagti hai

Sana.. Kaise hoa mere jaans

Twins... Hum ache hai mom .. Dono ek sath bolte hai

 Dono ek sath bolte hai

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Suhana... 6 years old cute and bubbly girl har waqt cehre pe musan hote hai rite hua ko bhi hasa de ye puri carbon copy hai apne mumma ke

 6 years old cute and bubbly girl har waqt cehre pe musan hote hai rite hua ko bhi hasa de ye puri carbon copy hai apne mumma ke

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Shaurya... 6 years old smart and intelligent  umar se jyada samj dar kahi to apne papa ki carbon copy

Suhana.. Mumma mene apko bahut miss kiya apko pata hai mumma mujhe yaha cut kiya hai bahut pain hota hai kabhi kabhi.. Heart ke taraf ishara karke bolte hai

Sana... Bacha waheguru ji jaldi ye pain kam kar denege

Sid apne bacho ko dekh aasu tham nahi rahe the

Suhana... Mumma apko pata hai bahiyu mujhe jabardast vo kadvi se medicine khilate hai

Shuarya.. Mumma dr ne kaha tha ki medicine time se khilane ko tab jake ye jaldi thik hoge mujh se nahi dekha jata isse pain me

Suhana.. Par bhaiyu vo medicine karvi hote hai

Sahrya.. Medicine karvi hi hote hai

Sana.. Acha jaan ab sant hoa jao suhana ab tum kaise hoa

Suhana.. Mumma hum thik hai ye mamu.. Salman ki aur ishare karte hua bolte hai.. Inhone hume apne ghar rakha hai aur ye hamre bahur care bhi karte hai

Sana.. Aplog unhe pareshaan to nahi karte hai na

Shaurya... Mumma me to good boy ki tarah rehta hu par suhana unhe pareshaan karte hai

Suhans... Nahi mumma bhaiyu jhut bol rahe hai

Sana.. I know tum kitni noty hoa

Suhana.. Mumma aap iss ghar se bahar kab ayege

Shaurya.. Yes mumma hum apko bahut miss karte hai

Sana... Bahut jald beta bas 15 days hi baki hai

Suhana.. Uske baad hum apne ghar jayege

Sana.. Yess

Salam.. Chalo ab baki contestants se to mil lo

Dono bache apne maa se itnne dino baad mile the unhone bakiyo ko notice hi nahi kiya

Do sab contestants ko dekhte hai aur ek saks par unki nazar ruk jate hai

Twins.. Papa

Sab shoked hoa jate hai kise ko ye umeed nahi thi bachi sid ko dekh papa keh kar bula rahe the

Suhana exited hokar sid ke paas jake uske pairo ko hug kar lete hai sid jo khara tha suhana ko dekh uske samne beth ta hai aur suhana phirse sid ko hug kar lete hai sid ke akhon se aas beh rahe the uske bache usse jante hai ye jante hai ki vo uska papa hai ek baap ke liye sabse khusi bahar pal lya hoga uske bache usse pahle baar papa bula rahe the

Shaurya waha hi khara tha apne maa ka hath pakad kar vo sid ko gusse bhare nazar se dekh raha tha par vo khamosh tha vo samjdar tha

Suhan.. Papa aap hum se milne kyu nahi ate ahi you now I love you and hum apk bahut baut miss karte hai me jab bhi mumma se puchte hu aap kab aaoge tab humesa hi mumaa kehte hain ki aap busy hai kya apke pass humare liye time nahi hai

Sid.. Aisa nahi hai bacha.. Sid uske pure faceko kiss karta hai aur phir se usse huv karke rota hai

Suhana.. Papa roye maat.. Bade pyar se uske assu saaf karte hai... Apko pata  hai papa hum apke Sare movie dekhe hai  me apki bahut badi fan hu.. Ek dad ko iche acha compliment kya hoa sakta hai... Aap jo gift bejhte the na hume sab acha lagta tha bas hume apko bahut miss kiya  plz aap bhi ab se humare sath rehna

Sid.. Humm.. Sid kuch bol nahi pata hai

Sid shaurya  ki taraf dekhta hai par vo muh fer leta hai

Sid apne dusre bache ka gale lagna cahta tha par usse himat nahi hoa rahi thi

Sana.. Bacha jao unse milo

Shaurya.. Nahi me yaha aps milne aya tha

Suhana... Bhaiyu aao na papa se milo ap bhi to papa ko miss karte the na apko bhi papa cahiye tha na

Shaurya.. Mujhe nahi milna.. Thode gusse me

Salman. Shehnaaz ab hume bahar janaa hoga

Shurya... Mumma trophy jit ke ana

Suhana  mumma papa aap dono me se koi bhi trofy jite humare ghar hi ayega

Suhana sid naaz ko hug karte hai aur shurya sirf apne mumma ko hug karke sab se milkar salman ke sath cahle jata hai

Yaha ghar ke bahar sab dekh kar khush hote hai

Shukla mansion me

Neetu.. Bache jante hai ki side unka papa hai

Rita.. Sana ne kuch nahi chuoya ahi

Priti... Kitne cute hai na side ke bache

Neetu.. Haa Sana ko ek baar bata na cahiye tha humen kitna kuch miss kar diya

Rita.. Galti tere bhai ki hi hai

Riya... Nani shaurya thoda gusse me laga syad vo mamu se naraz hai

Rita.. Vo pure apne baap pe gaya hai gussa nak par hai aur suhana pure apne maa par gaye hai


Q... Yaar koi acha sa idea do na koi story ka ki me likhu ya koi flim jiske jaisa me likhu


... Plz like and comment...

Bigg Boss 20 ☑️कहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें