guys....muje thode ache story plots batao jispe tumhe dusri koi story chahiye..(tejran with their kids if possible)
Tejran shocked
teju=y..ye kya bakwas ...
kia=bakwas? Meri shakal dekh ke lag raha hai kya aapko ki mai bakwas karungi?? Boliye na..mai adopted hu na
tejas=ye kya bol rahi hai kia tu
kav=di...aajia kuch nhi hai
tar= ye baat aapke dimag mai kisne daali
kia=maine aap dono se pucha ha mom dad...boliye na....kya mai sach mai adopted hu?? Kya mera naam Kiara Kundrra nhi balki..
kar=balki kya?
kia=Kajol Singh hai
Teju bursted in tears
Karan was also too numb to react
Seeing their reactions all understood the truth
kav=mumma..papa..boliye na kuch toh...varna di ko ye galat fehmi rehegi hi
kia=ye dono ki chuppi hi sare sabut de rahi hai
She rushed out
tejas=kiara..
He ran out but kiara was very fast to go
tejas=mom dad..ye sab..
teju=jis baat ka daar tha vahi hua...
kar=kiara se ye baat chupane ke liye humne uska naam tak badal diya....par phir bhi ..
tar=par mom dad..ye sab....
kav=abhi ye zaruri nhi hai..pehele di ko dhundhna hoga
teju=ha..sunny..kaha gayi hogi vo
Kar-vo...kya pata akldoo..phone bhi gahr par chodh ke gayi hai vo...
Kav-muje pata hai kaha gayi hogi di...mai driver ke sath jake leke aati hu unhe
She ran out
At Divit;s house
She was crying in Manjiri;s lap
manj=bas beta.....aaise roote nhi hai
div=Kia....unhone agar ye baat chupaya hai toh kuch wajah hoga na
kia=kya vajah hoga Divit?? Itni badi toh mai hu hi na ki samaj jau ki kya hua tha ki unhone muje adopt kiya? Kyu chupaya ye sab
kav=di...
div=kavya....
kav=di..pls ghar chaliye
kia=nhi..mai nhi aaungi..
kav=aap hi peheti hai na ki sabko aapna side rakhne ka mauka milna chahiye..,toh mom dad ko bhi vo chance dijiye na
kia=n..nhi
kav=di...itne saalo mai unhone kabhi aapko adopted ya paraya feel nhi karaya..they really love u...pls...di
div=ha Kia...tumhe jana chahiye ghar
manj=ha beta....karan bhaisahab aur tejasswi ji bohot pareshan ho rahe honge
kia=thik hai
She went out and sat in the car
kav= divit bhai..i am sure ki ye mamla jald hi sulaj jayega...par ha...Kiara di ke liye rishte bohot aa rahe hai...aur kal toh ek family gahr bhi aa rahi hai...mom dad ke bohot close hai vo fam..so shaayd vo ha hojaye....its better ki aap jaldi unhe shaadi ke liye propose kar lijiye..aur agar pyaar hi nhi hai toh koi baat nhi
He went out
div=y..ye...
At tejran house
Kavya came the kiara
teju=kia...
She was about to hug her
kia=pehele muje sach janna hai
teju=mai batati hu.....Kiara ke real parents hai...Anusha aur Vishal
kav=Anusha Dandekar?
Tejran noddedkav=vahi na jo papa ki ex hai aur unhone bohot bure allegations bhi lagaye the
kar=ha vahi....
tar=-vishal..bhi vahi na jisne mom ko propose kiya tha
tejas=pysco lover of mom..
Teju=ha vahi....
kar=hamari shaadi ke baad hume laga ki sab thik ho gaya hai...aur sab thik hu bhi tha....Tejas ke sath hum bohot khush bhi thi....aur Tarun toh tab teju ke pet mai tha.....aur Kiara 2 saal ki thi....
teju=hum mandir gaye the..meri delivery ko 1 mahina bacha tha.....vaha humne dekha ki Anusha aur Vishal ek bachi ko orphanage ke gate ke yaha chodh ke jaa rahe hai.......
kar=aur vo Kajol thi..
kia=yani ki mai
teju=ha..tum..unhone tumhe vaha chodha tha.....humse vo dekha nhi gaya toh humne tuje vaha se utha liya.....aur tera Naam Kiara rakh diya
kar=par phir unn dono ne court pe case file ki hamare khilaf ki humne unki beti le li...par phir vaha pata chala ki vo beti chahte hi nhi the......aur court ne tuje hume de diya......kia..bacha..we love u a lot..
kar=pls..hume chodh ke kahi mat ja....hum hi tere mom dad hai..pls
Tejran were crying like anything
Kiara hugged them
kia=sorry mom dad.....pata nhi mai bhi kya soch rahi thi..sorry..very sorry
kar=nhi baby..
teju=tu toh meri bff hai na....koi na..
Tejas hugged tarun and Aayesha hugged kavya
tar=ye emo moment hogaya ho toh chalo dinner khate hai
kia=tu hai hi bhukkad
All laughed
Then they had a siblings hug
kia=bhabhi..aap bhi aajao
They hugged
And then had dinner and went to sleep
pls vote and comment
YOU ARE READING
TEJRAN: MY WORLD
FanficTejRan and their 4 kids....each in diff generation ..elder son will join office, younger daughter in university, younger son in secondary section and younger daughter in primary section!! peep in to know more