Ch-12♡Anu's Jealousy♡

250 12 1
                                    

Chapter-12

Happy is stil looking at the girl. The girl notices this.

Girl:oh hello!

Happy(while handshake):hello
(Kisi ke maan mein memories ghum raha hai🙂)

Girl:aise mujhe kyun ghoor rahe ho. Ladki dekhi nehi to flirting suru. Ek mukka marungi yaha se udke dusre country ki coconut tree pe latkoge.

Yaha anu rani ke man mein jal... jal... jal... (Jethalal ki fire brigade ko bulana padega😜)... ek toh happy use aise ghoom raha hai. Upar se us ladki ki wajah se uski exam ka plan bhad mein geya. She goes to happy angrily and catches his hand tightly.

Anu(angrily):happy jaldi chalo yahase. Khade khade kya bakbak kar rahe ho. Training nehi lena kya?

Happy:are is khubsurat(anu:😡) ladki ne hamari jaan bachayi ek thanku to bolne dijiye na.

Anu:toh jaldi bolo aur chalo yahase.

Happy:apka bahut bahut dhanya baad devi ji. Vaise apki naam kya hai?

Girl:mere naam jo bhi tumhe kya

Anu:happy thanku bol liya ab chale.

Happy:par... (without listening him anu drags him forcefully)(looking behind)Phir milenge

Girl:🙄

Kaallok

Ray:lekin vo fruit phirse kab dega.

Bhaymar:vo subh maharat aj hi hai.

Ray:that's great! Toh chalo phir.

They goes to a cave. There was a hidden buzzer. Bhaymar pushes it and the door of the cave opened.  They enter inside. There was darkness everywhere. Ray was going to make a torch with his magic but he failed.

Bm:yaha bure shaktiya kam nehi karega ray. Is andhere mein hi hamen chalna hoga.

tt:are toh pehle bol dete toh main yaha nehi aata. Ab sab yahi marenge.

Ray:chup raho tum.

They keep walking. But suddenly they hear some noice.

Bm:savdhan... yaha aur koi bhi hai.

Ray:kahi baalveer to nehi!

Bm:jaldi chalo.

tt screams. He was to fall but ray caught him.
There was a big hole. They notices a shadow on the other side of the hole.

Ray:waha koi hai. Hamen jaldi ye hole par karna hoga.
Koi to raasta hoga na.

They notices some vines. Bhaymar looked at Ray. He nodded.

At bharatnagar

Anu is walking angrily. And happy behind her.

Happy:are ananya ji ap itne gusse se lal kyun ho geye hai.

Anu turned.

Anu:tumhare wajase.

Happy:ab humne kya kiya?aj toh humne sare jadoo ache se kiya. Jadoo mein ekdam perfect ho geya hum(loudly)

Some people looks at him.

Anu:yeeeee dabbbe. Itna jorse kyun bol rahe ho. Aur bahut exam exam kar rahe the na. Fail ho geye ho tum.
Aur us ladki ke sath itna baat karne ke jarurat kya thi. Tumhari padosi lagti hai kya.

Happy: ap exam liye kab? Aise hi humare upar gussa mat nikaliye. Aur us khubsurat(romantically) ladki ne (anu stares angrily) matlab us ladki ne humari jaan bachayi. Toh hum usse achese nehi baat karenge kya.

Anu:Firstly aj jo car tumhare samne tha vo asli car nehi hai mere magic se bana hai. Main tumhara exam le rahi thi ki tum aise emergency time pe sahi magic kar pate ho ya nehi. Par tum toh dar ke mare hi mar rahe the. Aur secondly jaan bachaye ya kuch ki kare hai toh vo anjan hi. Tumhe sayad pata nehi but tumhare jaan khatre mein hai. Aur tumhe bachana meri responsibility hai. Samjhe?

Happy:humare...(she goes) humare jaan khatre mein hai...

Karuna ji's house

Kj kisses debu's photo then keep it on the table and put garland on it.

Dadaji: Bahu, vivaan abhitak nehi lauta.

Kj:nehi papaji. Debu ke jaane ke baad vo ghar mein aata hi nehi. Pata nehi kaha kaha ghumta rehta hai.

Vivi enters.

Khushi:vo dekho mummy vivaan aa geya

Kj goes to him.

Kj:kaha the tu?ajkal tu ghar aata hi nehi. Pehle to aise nehi tha. Kaha tha itne der?

Vivi:vo.. vo... maa main

Kj:thik hai mat batana. Ab khana khalo. Kya halat banaya hai apna. Chal pehle fresh hoke aa.

Vivaan comes after freshing. KJ feeds him with her hand.

Kj:debu jaane ke baad... ghar aise hi khali ho geya aur tu bhi nehi rehta. Main janti hu tu usse bahut pyar karta hai aur usse bahut miss kar raha hai. Par aise bahar ghuma mat kar. Tu bimar pad jayega. Phir main kise lekar jiyungi😞

Vivi:mummy ap sad mat hoiye. Thik hai main ab se hamesha apki paas rahunga. Apko bina bataye kahi nehi jaunga. Promise

Kj smiles.

Baalveer is back!Where stories live. Discover now