Part 21

306 24 1
                                    


In Amar's home

A.V. – Finally..... ye mission khatam hua..... sach kaha tha aapne ..... jab apno ko khone ka dar na ho to ..... sab aasan hi lagta hai.... (chuckles) aur jab ye dar khatam ho jaata hai to.... Kisi choti bacchi ki tarah naaraz ho rahin thi aap..... chaliye thane mein to milenge hi.....

Haseena's room.....

H.M. – wo sab sach hota to....... Kaash... kyun hum nahi kar paate izhaar.... Aur aaj kiya bhi to.... Sab naatak tha.... Sab nakli ....... Nahi... hum kamzor nahi pad sakte..... (wiping her tears)

Anu bhaiya's room

A.S. – hmm..... ek to Haseena ji ne kuch khaaya bhi nahi hai...... aur upar se unhe itni chot bhi lagi hai... aur hum unhe daat ke aa gaye , aa rahe hain aapko manane ..... priye .....(chuckled )

Amar sir's home

A.V. – lekin kitni chot lagi thi unhe...... phir bhi ...... koi itna strong kaise ho sakta hai...... "Hum SHO Haseena Malik hain , hum kamzor nahi hain..." (chuckles).....

In Anu bhaiya's room......

A.S. – hmm..... dekhte hain....

On call ......

A.S. – aa... Haseena ji..... hume aapse kuch kehna tha......

H.M. – Ji.... Kahiye......(angrily)

A.S. – aap baahar aa jaaiye....... Hum batate hain.....(polietly)

H.M. – hmm.... Aate hain.....

In hall.... (Hotel)

H.M. – pata nahi kahaan reh gaye........ hume bula ke khud gaayab hain... (Irritated)

Anu Bhaiya enters.....

A.S. – Kshama kijiyega...... hume aane mein der ho gayi...... waise aapse ek prashn puchein.....

H.M. – hmm..... (cutely + angry)

A.S. – aap kuch khaana pasand karengi.......

She was about to say yes but.......

A.S. – acha aapne bataya tha ...... aapka man nahi hai shayad ...... haina.... (just to tease her....)

H.M. – ji sir.... (sarcastic)

A.S. – acha.... Lekin hume to bhook lagi hai... aur kahin baahar ghumne ka man bhi hai.... aap chalengi hamare saath...... (questioningly)

H.M. – Hmm.......

They left

A.S. – waise aaj Mausam bada accha hai.....

H.M. – hmm... (in mind )huh..... humse to aap baat hi mat kijiye....

A.S. – waise hum kya bol rahe the ki.... acha wo sab chodiye..... bhook to hume bhi nahi lagi hai.....

H.M. – hmm....... (in mind ) to hume kyun bata rahe hain aap...... hume to...

A.S. – hmm..... matlab aap kuch bhi khaana pasand nahi karengi......

H.M. – Ji nahi...... (in mind) jab ek baar humne bol diya to samajhte kyun nahi aap....

A.S. – theek hai..... hum to chale Ice – Cream khaane..... aap sach mein nahi khaayengi.....

H.M. – humne bola na hume nahi khaana....... Aap zidd mat kijiye..... (irritated)

A.S. – Jaisi aapki marzi.....

After buying Ice – Cream ......

A.S. – waise Haseena ji ..........

H.M. – Ji.....

A.S. – aaj hume bahut acha lag raha hai....... aaj itne dino baad aisa lag raha hai jaise.....

H.M. – Jaise........ ye duniya is pal mein tham si gayi hai....... itne dino baad itna sukoon mila..... ab phirse sab acha lag raha hai..... Haina......

He smiled at her .........

A.S. – hmm....... (adoring her)

H.M. – pehle apni Ice – Cream kha lijiye...... warna pighal jaayegi.......

A.S. – hmm.....

H.M. – ye kya "hmm – hmm...." Laga rakha hai aapne........ aage bhi to boliye......(angrily)

A.S. – Kshama chahte hain...... wo Ice – Cream ka anand utha rahe the na ...... isliye......

H.M. – hmm.......

A.S. – Ji...

H.M. – Hume bhi bhook lagi hai..... (cutely)

A.S. – Ji....... Kuch kaha aapne........

H.M. – haan.... Humne kaha...... Anu hume bhi bhook lagi hai.......(cutely)

A.S. – to priye aap kya khaana pasand karengi.....

H.M. – hume bhi Ice – Cream chahiye

A.S. – hmm.....to chaliye......

After some time......

H.M. – ab bahut time ho gaya ....... Ab waapas chalein.....

A.S. – Haseena ji..... kya jaldi hai...... chalte hain aaram se......

H.M. – Nahi.... Hume abhi jaana hai...... (cutely)

A.S. – acha theek hai...... lekin itni jaldi kyun........

H.M. – ye aapko jaldi lag raha hai......... dekhiye pichle 2 ghante se hum yahaan hain....... Ab hume jaana hai to jaana hai...... (angrily)

A.S. – acha pehle aap shaant ho jaaiye .... hum chalte hain...... lekin bata to dijiye....

H.M. – wo kya haina ki........ aapki priye..... aapki Haseena ji thak gayin hain...... ab hume aaram karna hai...... (cutely)

A.S. – hmm.... To hamari priye ko aaram karna hai..... chaliye...... chalte hain......

H.M. - Sacchi.....

A.S. – Mucchi.......

They smiled

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Reunionजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें