Part 3: Chapter 10

360 26 3
                                    

Monami: Aap log yaha?

Batra sir: Monami tum janti ho inhe?

Monami: Haa sir.

Boy 1: Major Rajveer Singh Shekhawat reporting Sir.

Boy 2: Captain Alaikh Sharma reporting Sir.

Girl: Captain Naina Ahluwalia Shekhawat reporting Sir.

Monami became shocked to hear Naina Shekhawat.

Monami: Shekhawat?

Both Naina and Rajveer looked at each other than at monami.

Monami: You both idiots. Mujhe bataya bhi nhi?

Naina: Sorry.

Alaikh: Teko kya ye log ne toh apun ko bhi nhi bulaya.

Faizi whispered to Sid: Hum toh nhi lekin ye Alaikh Bala ka mele mai bichra huwa bhai lag raha hai.

Sid chuckled.

Naina: Haa toh tu mission pe gaya tha.

Monami: Accha okay vo mission pe tha. Mera kya?

Naina to Rajveer: Saab kuch mai hi bolu ya aap bhi kuch bologe?

Rajveer: Haa... vo... darasal humne... humne bhag ke shadi ki thi.

Monami shocked.

Monami: Kyaa? Par kyu?

Naina: Raj ke father razi nhi the. Isiliye.

Monami: Ohh.

Batra sir: Mai dekh raha hu ki aap saab ek dusre ko pehle se hi jante ho.

Monami: Sir maine naina ne aur Alaikh ne saath mai training li thi. Aur ye vaha ke pe hamari communication and strategy class lete the.

Batra sir: Ohh. Great. Do introduction.

And he left from there.

Karan: Hello. I'm Special Agent Major Karan Shergill.

Faizi: I am Special Agent Major Faizuddin Siddique.

Sanju: Humara naam Special Agent Major Sanjana Dubey Ganju.

Rajveer: Hi. I am Major Rajveer Singh Shekhawat.

Naina: Captain Naina Ahluwalia Shekhawat.

Alaikh: Captain Alaikh Sharma.

Then cadets introduce themselves.

Sanju: Tum naye jhingur. Apna apna naam bolo.

All new cadets introduce themselves.

All came to hanger area.

New Cadet (NC) 1: Hamare rooms kaha hai?

Faizi: Aap saab ke rooms ustadji apko bata dege.

Karan: Jane se pehle kuch bate sun lo.

Sanju: Subah thik 500 hours pe tum sabhi jhingur hanger area mai upasthit (Present) chaheye hame.

"Vakt pe sahi samay pe sahi jaga ana ye ek soldier ki sabse badi khubi hoti hai."

This all words were echoing in new cadets ears.

New Cadets: Yes Mam.

Faizi: 21 din ek kaam karte rahoge toh uski adat pad jati hai.

"Hame acche kamo ki adat honi chaheye."

NC's eyes were bumped with tears. They controlled their tears.

Kitno Ka Badla? Where stories live. Discover now