🥵🔥

912 30 7
                                    

So Dhruv and Tara enters as tenants in Dhruv house after Dhruv existence getting erased. They decides to do something make family members remembers them. But from tomorrow as it's night. Family gave them Dhruv's room only which was now Jay room and Jay shifts to another room. They had stay there previously too. But now it's different as it's completely two different things to share room as friends or partners and as lovers. Still they tries to be looking normal. There was a silence between them... Which was creating awkwardness. Dhruv breaks it.

Dhruv - (nervously) tumhare paas dupatta hai? Then he sees she has only that dupatta which is she wearing and he don't asks for it. Um.. koi nhi mai kuch dhoondhta hun... Then heads to cupboard.

Tara stops him from back.

Tara - aawashyakta nhi hai...

Dhruv looks confused.

Tara-humara tatparya hai ki... Hume vishvas hai tumpar... Isaliye Odhni ki aawashyakta nhi hai.

Both slightly smiles and sits on bed.

They looks at each other and remembers past moment of seeing through dupatta. But now that wasn't present. The duppatta was wall of awkwardness between them in some manner. But when now love is here, there is no place for awkwardness.

Tara finds Dhruv upset.

Dhruv - (emotionally) Tara agar gharwalon ko mai yaad nhi aaya toh? Tumne dekha naa unki kya haalat hai ye sab meri wajah se hua hai...

Tara- tum swayam ko dosh mat do agar kisika dosh hai toh wo humara hai hum ne tumhe samay yatra kame par vivash kiya tha...

Dhruv - nhi Tara tumhari galti kaise tum toh keval apne bhaijee ka ilaaj karwane aayi thi...

Tara- toh tum bhi galat kaise ho sakte ho tum bhi toh sirf humari sahayata hee kar rhe the...

Agar galti hai toh hum dono ki warna kisi bhi nhi... Kaash hume ek dusre se prem naa hua hota toh ye...

Dhruv - nhi Tara khabardaar jo aage aisa kaha mai sab kuch bardasht kar sakta hun par

humare pyaar par sawaal uthe... Ye mai bardasht nhi kar sakta... Maine pehle bhi kaha hai...

Tara gets touched by his words...

Tara - hume kshama kar do...

Dhruv holds her hand and intervenes fingers... Putting other hand on shoulder... Basically they side hug...

Dhruv - aage se aisa sochna bhi mat... Duniya mein aisi koi samasya nhi jiska hal naa ho... Iska

bhi zaroor hoga... Thodi der ke liye mai kamzor pad gya tha... Par nhi... Mai haar nhi maanunga

mai apne parivaar aur tumhe dono ko paakar rahunga Tara bas tum mera sath dena humesha... Dogi naa?

Tara - Sada ke liye... Samay Sadi Se Pare...

Dhruv kisses her forehead.

They were sleeping in midnight. It was raining outside. Light bhi nhi thi... and gareeb family mein invertor nhi hota aur dhruv family gareeb hai... Tara bijli chamakne ki aawaz se jaag gyi... Kamre mein andhera tha but bijli chamakne se beech beech mein roshni aa rhi thi. She feels hot, and sees fan is not working.

Tara - ye swachalit pankha band kaise hua? Shayad iski urja samapt ho gyi... Fir wo light jalane ka try karti hai wo bhi nhi jalti... (Tara ko itne time mein light ka switch toh pata chal hee gya hoga) lagta hai sabhi vidhyut upkaranon ki urja samapt ho gyi... Dhruv... (She tries to wake him up but stops) kitni gehri neend mein hain dhruv nhi jagate hain... Wo pehle se hee tanaav mein the...

Dhruv Tara ~ "A Sinful Night" 18+Where stories live. Discover now