New character
Arhaan khan... Business men isse jo cahiye hota hai vo hasil karke rehta hai iska koi naye hai family me ye ek anath hai usse kise ke bhi emotional se koi farak nahi padta ladkiyon to iske liye time passs hai
.
.
.
.
.
.
.
3 years laterIn London... In hostel
Riya... Shehnaaz to Tu apne ghar jaa rahi hai 3 saal baad bahut excited hoge na tu aaj
Sana.. Bahut existed hu me 3 saal baad apne family se milunge
Riya.. Sahi hai teri life bhi pure college me top aue hai india jakar apne family business join karne vali hai deginer bane ka sapna ab tera pura hone vala hai
Sana.. Haa me bahut khush hu bas indian jakar company join karke apne degine se ek naye pehechan banuge
Riya.. Tere professional life to set hai par personal life ka kya
Sana... Kya kehna cahti hai
Riya.. Matlab tu kise ladke par intress nahi hai kya kitne ladko ne tujhe yaha propse kiya par tune naa me hi jawab diya kise se mene tujhe baat karte hua bhi nahi dekha pyar me dhoka mila hai kya ya kise se bahut pyar karte hai
Sana riya ki baate soon uske khyal me khoa jate hai
Sana.. Aisa kuch nahi ahi me sirf padhai me focus tha aab jaa mujhe kal nikal na bhi hai india ke liye kal ana mujhse milne
Riya.. Jarur kya pata ab kab ayega kab milna hoga humara
Riya waha se apne flat me chali jate
Sana.. Ab to bahut khush hoga vo uska baby bhi hoa chuka hai syad 2 saal ka hoga uska baby maa mami sab se baat karte hu sirf uske bare me puchne ki himat nahi hote hai mere payr to me aaj bi usse karte hu pata nahi kyu dil usse nafrat hi nahi kar paa raha hai kher vo khush hai me bhi khush hu ab itni strong to ban gaye hu ki usske samne ane se mujhe itna farak nahi padega haa aaj bhi aagr me usse dekhu to dil dhadkta hai uske samne ane se ghbrata hai par ab mujhe apne felling ko control karna hoga sab ko aisa lagna cahiye ki me in 3 saalo me usse bhul chuki hu
Next day Sana apne dosto se milkar india ke liye nikalte hai
Ek din vo plane me hi bitate hai
Vo apne family se milne ke liye bahut hi exited thi
Jo ladki bachapan se apne family se dur nahi hui thi aaj vo apne family se 3 saal se dur thi haa vo phne par baate jarur karte thi par apne family ko miss bhi kar te thi
Sana ne bahut kuch imagine kiya hai ki sid rashmi aur unke baby ke sath khush hai kya aisa sach me hai usse lagta tha ki uski family khush hai kya ye sach me hai
Usse nahi pata tha ki inn 3 saalo me kya kya hua hai kitne cize badal gaye hai
Jo family usse hash kar bate karte the ki usse mehsoos ho ki vo log khush hai pR vo log aasu bhare jindagi bita rahe hai
Sana ko lagta hai ko sid khush hai
Par nahi vo tut chuka hai usko galti ki sazh puri family bhugat rahi haiQ.. Kya me iss story me baby dikhau
... Plz like and comment...
आप पढ़ रहे हैं
Intezaar ☑️
FanfictionKise ne bachpan se apne pyar ka intezaar kiya par vo kise aur ka hoa gaya kya vo ek hoge ya intezaar adhura reh jayega Sidharth shukla Shehnaaz gilll Sidnaaz