Episode 8 💞

1.1K 112 102
                                    

Madiha entered her room and takes away all the jewellery in the ground and throws away her veil.Untied her messy hair.Maskara is dropping along with tears.Leaned on the bed and sat on the floor.All the sweet memories of Daniyal floating around her eyes.

Madiha didn't come to meet Daniyal for two days.

Daniyal:Abhi aye ho milne?
Madiha:Busy thi mein.
Daniyal:Aise bhi kya masrufiyat jo mujhse milne tak na aa sako.Tumhe pata hai tumhare didar ke liye kaise mera dil bechain rehta hai.
Madiha:Wakai?
Daniyal:Hum to ap ki ek jhalak dekhne ki fakir hai.
Madiha:Kabhi socha hai tumne agar mein tumhe na milu to kya hoga?Agar mujhe koi aur akar ura le jaye to..
Daniyal:Us din tumhari doli nahi meri janaza uthega.Mere roh tumhare sath chala jayega aur mere pas sirf mera jism reh jayega.Mein ek jinda lash ban jaunga.Lekin mein apni rab se dua mangta hu mujhe aisa din na dekhai.Mein tumhe kisi aur ke hote hui nahi dekh paunga.
Madiha:Itna mohabbat karte ho mujhse?
Daniyal:Mere jaisa chahnewala tumhe puri zahan mein nahi milega.

Madiha cried badly recalling this memories.

Madiha:Akhir mein agar tumse bichar na hi likha tha to shuruwat itna diljasp kyun tha.Kyun kiya mere sath aisa Daniyal?Mein tumhare intezar mein dulhan bani beithi thi.Aj tum mujhe izzat dene ke wajai baizzat kar diya.Tumhe zara bhi meri yaad nahi ayi.Ehsas nahi hua tumhari madiha kaise bardast karegi yeh aziyat.Kabhi maf nahi karunga tumhe.Humesha yaad rahega yeh dhoka.

Zaid sit on the chair at terrace and lit up his cigarette.Mubashira joins him.

Mubashira:Tum kyun sog mana rahe ho tumhe to woh mil gaya jiski tumhe chahat thi.
Zaid:Lekin woh takleef mein hai.
Mubashira:O come on Zaid stop acting now.

They both laughing hard.

Mubashira:Ahista yaar.Warna koi sun lega.
Zaid:Sun le to kiya ho jayega.Madiha to ab meri hai.Meri biwi.Mere ilawa kisi ka haq nahi hai uspe.
Mubashira:All because of me don't forget that.
Zaid:How can I forget?Mein to khud hairan thi tumhari acting se.Sab ko laga Mubashira badal gayi.
Mubashira:Kaha tha na perfect hu mein.Acting bhi perfectly kiya hai.Uske wajah se thapar para tha mujhe.Dad ne meri compare usse kiya I can't tolerate it.Galti ki saza to use milne hi thi.Is liye pehle apni galti ka ehsas hone ka dhong rachaya aur uski kamjori ka pata lagaiya.Tumhari aur uski rishten ke baat chalana bhi mere plan ka hissa tha.Taki Daniyal ke baat samne aa sake.Aur mein Usse uski mohabbat chin saku.Wohi hua jo maine socha.Aur akhir mein tumhe use tohfe mein de diya.Acchi dosti bhi nibhai.
Zaid:Expensive gift of mine.Aisa games plan kiya lathi bhi tut gayi aur sanp bhi nahi mara.Kisi ko kabhi pata hi nahi chalega aaj jo hua uske piche hum the.Aise hi log mujhe perfect business man nahi kehte.Aisa games plan kiya akhir mein deal meri ho gayi.Na kisi se china aur nahi zabardasti ki bas mera ho gaya.Zindegi bhar ab ehsan manegi mera bhare mehfil mein izzat jo bacha li.
Mubashira:Ise kehte hai ghao bhi diya aur marham bhi kar diya.Bechari Madiha use lagta hai Daniyal ne use dhoka diya hai aur waha pe Daniyal ko lagega uske sath bewafai hui.Lekin koi yeh soch nahi payega asli khel humari thi.
Zaid:Daniyal ko convince karna itna asan nahi tha.Woh to mujhe Aur madiha ko sath mein shopping pe dekkhe bhi Madiha pe shak nahi kiya.
Mubashira:Correction Zaid usne woh dekha jo humne use dikhana chaha.

They think about the incident.

Madiha was shopping with Mubashira.Suddenly they bumped with Zaid and Mubashira excused herself from there to take a call.Zaid offers her juice and Daniyal sees this from afar.Actually Mubashira called him here disguise herself as an wellwisher.She forces him to come here.When he calls Madiha and asked about her whereabouts she said she is with Mubashira.But Daniyal sees herself with Zaid.

Mubashira:Humari ek aur plus point thi Daniyal ki mother.The greedy woman.Paiso ka lalach diya to dad ko call karke Madiha ke bare mein bakwas ki aur shadi tor di.Baki woh apne bete ko kaise handle karegi yeh shadi na karne se woh uski kam tha.
Zaid:And she did it very well.Nahi aaya uska beta yaha.But Mubashira I was wondering kabhi muh khul de to.
Mubashira:Tumhe mein kacchi khilari lagti hu?Khud thori jake paiso ka lalach diya.Kisi aur se apna kam nikala hai.Sacchai samne nahi ayega.
Zaid:Good Job.
Mubashira:Ek baat batau tumne aaj yeh kyun bola dad ke age ki shaadi nahi karunga.
Zaid:It was my another acting taki sab humesha Madiha ko yeh ehsas dilai mein use shaadi uske marzi ke begair nahi karna chahta tha.Humesha meri ehsan manegi kaise maine use bachaya.Yaad hai us din Madiha ke shadi ke tarik tei hone ke baad jo tumne mujhe pucha tha mein use aise hi jane dunga ki nahi.
Mubashira:I know woh tumhara ek aur acting tha.Woha kashmala khari hui thi use dekke yeh bola tha.
Zaid:Exactly.Ab Kashmala apni shohar Rayan ko convince karegi how much selflessly I love her.Aur Rayan Madiha ko.Humne games aise plan kiya hai kabhi bhi koi hum par shak nahi karega.This is called mind games.
Mubashira:Man gaye pakke bussiness man ho tum.

Zaid takes out credit card from his pocket and give it to Mubashira.

Zaid:Buy whatever you want.

Mubashira happily takes the card from his hand.He gets up from his place.

Mubashira:Biwi ke pas ja rahe ho?
Zaid:Ghao taja taja hai bharne mein waqt lagega.Mein use woh waqt dunga.Sabr ka fall mitha hota hai.Akhir mein to use mera hi hona hai.Aur woh apni marzi se meri hogi koi zabardasti se nahi.
Mubashira:Such a mind player.
Zaid:I know that I am.

They smirked at each other.

__________________________________

I'm overwhelmed by your response.When I started writing never thought I could get this kind of response to my first book.Thank you.

Keep voting and commenting 🙏

FatehaJannat2

MEIN:TUM KYA MILEWhere stories live. Discover now