prologue

1.9K 94 31
                                    

So this book starts post this scene

When abhir realize his papa is no moreAnd post the scene abhir fights with ruhi after knowing Abhimanyu killed abhinav

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

When abhir realize his papa is no more
And post the scene abhir fights with ruhi after knowing Abhimanyu killed abhinav

R- no no no matashree aap sabh jhul bol rahe mere poppy aise nahi hai woh doctor hai woh sabh ko save karte hai woh kyun maasa ko marega aap sabh jhut bol rahe ho mujhe poppy se milna hai

Aa- ruhi mai tume kaise samjavu beta. Yahi such hai ki tumara poppy hi tumara maasa ko maar diya

R- no no no

Aa- ruhi yahi such hai tumare b nanu khud dekha tha

(Here Abhimanyu wantedly killed abhinav to get back abhir and akshara. Aarohi believes her bade papa and muskan)

R- per poppy aur maasa tho friends haina poppy maasa ke liye birthday party bhi plan kia tha

Aa- ruhi tu abhi choti haina tume samaj nahi ayega mai kya bol rahi hoon but yahi such hai  ki tumara maasa tumare papa ki Tarah star ban gaye aur uski wajah poppy hai

She says In chocked voice.

Ruhi hugs arohi and starts crying 😢

R- matashree poppy aise kaise kar sakta hai maasa tho itna accha tha sabh se pyaar karta tha jab poppy tospital mein tha maasa mere kitne kyaal rakha jab aap tospital mein thi maasa mere liye jam bhi bhejvaya tha maasi se phir poppy aise kyun kia

Arohi- mai tume kaise samjavu yeh sabh ruhi

Arohi phone starts ringing she takes the phone to see a call from unknown number its a video call

She answers it but gets shocked to see Abhimanyu call

Am- arohi ek baar rooh ko phone dhena please I need to talk to her

Aa- kyun meri behan ki kushiyaa cheenke shaanti nahi mili kya ab kya meri aur beti ka kushiya bhi cheena chahte hi

Am- arohi Tume bhi lagta hai

Aa- haa lagta hai

Meanwhile ruhi steals the phone from ruhi

Am- rooh mera bachi

R- aap aise kyun kia poppy aap kyun mere bhai aur maasi ka happiness cheen liya mere maasa ko kyun maara woh tho aap ko apna bhai maanta tha

Am- rooh tume such mein lagta hai ki tumara poppy aisa karega

R- haa phele Maine aap pe trust kia but matashree mujhe samjai aur meri matashree kabhi jhut nahi bolti. I hate u aap mujhse mere maasa ko cheen liya papa ke Bina rehne kaise feel hota hai yeh mai bahut acche se jaanti hoon aur aap ne mere bhai se apna papa cheen liya I hate u. Aaj ke baad mujhe mere matashree ko mere bhai ko mere maasa ko mere family ko kabhi phone math karna

She cuts the call

....

Manjari comes to police station to meet Abhimanyu and he reveals that he wantedly killed abhinav to get back abhir and akshara

****

Abhir is sitting sadly holding his papa's photo frame

Ab- papa u know na mai aur mumma aap ke Bina nahi reh sakte tho aap hume chodke kyun chale gaye. Aap mujhse promise kia tha na papa ki aap hamesha mere saat rahoge tho aap kyun apna promise thoda

Meanwhile ruhi enters and sits beside him

Ab- tum phir yaha kyun aayi jao apne poppy ke paas

R- sorry billa boy matashree ne mujhe Bata diya sabh. Papa ke Bina rehne bahut tifficult hota hai

Ab- tifficult nahi difficult

R- wahi wahi. Maine tho apna papa ko sirf photo mein dekha tha phir bhi I miss him so much tum tho maasa ke saat 6 years tha na tum unhe aur bhi miss karoge na

Ab- IMMPSM I MISS MY PAPA SO MUCH

Abhir hugs ruhi and starts crying

R- maasa Kitna sweet tha mai bhi unhe bahut miss karti hoon

Ab- mere papa sabh se best tha ruhi

R- waise mujhe tho lagta hai abhi maasa aur papa dono saat mein gappe ladte honge

Ab- suchi

R- haa

Abhir smiles

Arohi and akshara looks at them from far and smiles

They assure each other

***

Meanwhile manjari enters and reveals the truth that Abhimanyu accepted that he killed abhinav to get back abhir and akshara but she begs the family to forgive him

Goenkas taunt him and ask her to leave

Later abhimanyu is proven guilty because of all the proof against him

(Offcource shefali ka advanced mobile nahi hai hamare paas)

Court declares him umarkaid

(Note:- I am rushing over this manyu khand bcoz iske baremein detail mein likhne time waste hai let's focus on akshnavir)

****

M- aisa kyun ho raha hai swarna pehle mera kartik naira ko kho diya tha uska chote chote bache the woh naira ke liye Kitna tadpa tha mere beta ko tute hue dekhna pada mujhe. Phir kartik sirat dono duniya chodke chale gaye. Mere bacche kairav akshu aaru ko Maa baap ke liye taraste dekha tha

Sw- aap ko lagta hai hum hamare bachon ko Maa baap ka pyaar nahi diya

M- hum jitna bhi pyaar kare Maa baap ki jagah koi nahi le sakta. Ab dekho swarna mere dono bacche apna pati ko kho diya unke chote chote bache unki kya hoga

M- mujhe sabh se zyaada bura akshu ke liye lag raha hai Abhimanyu ki wajah se pehle hi woh bahut kuch koya tha phir bagwan ne abhinav ji ko bheja tha woh kitni kush thi lekin woh Abhimanyu ko hamari bachi ki kushi dekha nahi gaya ki woh aise kia

Su- yeh pehle sochna chahiye tha Maa ji. Mai shuru se keh raha tha ki Abhimanyu selfish aur self centered hai woh khud ke aage kuch nahi sochta lekin kisi ne meri baat nahi suna

K- Maine abhinav ji aur akshu ko bhi kayi baar samjaya tha lekin dono mera baat nahi suna

Mu- uss abhimanyu birla ne mujhse mere bhai ji cheen liya mai usse kabhi maaf nahi karungi unse nafrat karti hoon mai

Sw- jo ho gaya uske baremein sochke kya faida ab buz hume apne bachon ko sambhalna padta hai

Su- akshu aarohi jitna strong nahi hai. Buz abhinav ji the uska Sahara jis ki wajah se woh khud ko strong banai ab woh hi nahi raha hai tho Pata nahi kaise sambalegi akshu khud ko aur abhir ko bhi.

M- abhir ko sambalna bahut hi mushkil hai woh apna papa se itna pyaar karta hai ki usse sambhalna bahut zyaada mushkil hai

Mu- bhai ji, bhabhi, abhir teeno Ek dusre ki duniya the Maine kayi parivar ko dekha lekin bhai ji jaise family nahi dekha tha family mein utna pyaar bhi nahi dekha tha
Bhabhi aur abhir ke liye asan nahi hai bhai ji ke Bina rehna

K- hume unhe sambalna hoga

Muskan assures him

Precap: abhir sleeps in cupboard
Abhir breakdown

Here is the first part
The show became cringe after abhinav's death
So here is my take on
I hope you all like it

TUM BINWhere stories live. Discover now