Lobby
Raavi aapni mom ka sath flat main chali jati hai Raavi ka papa aapna bag lekar ja reha hota hai lekin bag bhut heavy hota hai
Shiva : laya uncle main aapki help kar deta hu
Karan : lekin beta main kar lungaShiva : uncle abhi aapna muja beta kaha na toh help bi karna dijiye 😊
Karan : ok beta muja upper Jana hai
Shiva : ok uncleRaavi Flat
Karan aur shiva saman lekar aata hai Raavi shiva sa bolti hai
Raavi : shiva tum jahaShiva : Haan main bo (cut by Karan )
Karan : Raavi tum isse janti ho kyaRaavi : yes Dad main shiva sa nicha lobby main mile yeh humara samna wala flat main rehta hai aur shiva na muja kaha ki main uska college main admission le sakti hu