Raavi Flat
Raavi : kya banu Jaan ka liya kuch samaj nahi aa raha hai Idea 💡 shona ka social media accounts sa pata chal sakta hai ki Shona ko kya pasand hai
Raavi aapna phn main shiva ka account kholti hai aur shiva ki puri details Read karti hai
Raavi : Sandwich 🥪 wow mera Shona ko yeh pasand hai I love Sandwich 🥪😋 ab main jaldi sa sandwich 🥪 bana leti hu uska liyaShiva Flat
Shiva : Mom coffee ☕ please
No response
Shiva : Mom please jaldi Karo na
No response
Shiva : aaj mom ko kya ho gya hai abhi tak coffee nahi di mujaShiva uth kar Room sa bahar jata hai aur sabi taraf dekhta hai hai
Shiva ; Mom kaha chali gyi Aaj call karta huShiva phn main aapni Mom ka message dekhta hai aur smile karta hai
Shiva : Wow 😍😍 Mom aapna mera aaj ka din bhut acha bana Diya hai muja Meri Jaan ka sath Breakfast 🥞🍳Kara kar
Shiva jaldi sa ready ho kar Raavi ka flat main jata hai
Raavi Breakfast bana rehi hoti hai
Shiva usse Back hug karta hai
Shiva : Good morning Jaan 😚😚