Chapter 37

2.9K 418 60
                                    

The pitiful eyes, churned her stomach as hurtful memories of sidharth's rejection played into the back of her head followed by the same reactions from the people presently surrounding her "sab ke nazrein mujh par taras khaa rahe hain, mujh par hass kar sawaal kar rahe hain ke aakhir tujh mein aise kya kami hai jo tujhse shaadi karne se harr shaks peeche hatt jaata hai ?" tears brim so rapidly, blowing her mind away.

She can witness sympathy being directed at her due to which her chest felt heavy making it very uncomfortable and hard to breath. She wants to hide from these pitiful gazes trying to prey her a little run won't evoke any harm towards anyone. She decides to escape but her body gave up with in a minute felt herself drop "shehnaaz .. bache" bi jaan cried out "ya mere khudaya !" shagufta ji rushes to hold her along nadia ji meanwhile adil gets water to help her awake.

Sidharth anxiously calls a doctor "ek sec, ammi chachi .. fikar na karein .. doctor arahe hain tab tak ... hume shehnaaz ko room mein lekar jaana chahiye." he goes to pick her but zain stepped in taking the lead "chachu .. sabr rakhein sab theek hojayega." sidharth tries to calm nazakat down a very tensed jamshed ji asks him to relax "sabr se kaam loh nazakat agar tum is tarh toot jaoge toh dusraun ko kaise sambhaloge ?" nazakat sahab's eyes were filled with sorrow, what's their fault & why is their daughter being constantly rejected !

"Bhai sahab, aakhir meri beti ka kasoor kya hai ? Pehle sidharth ne itne be rehmi se thukraya uske baad sameer ne hume kahin muh dikhane ke bhi qaabil nahi choda, kya meri bachi itne bure hai ? Meri masoom bachi roz kisi na kisi ke beizzati ka nishaana banti hai, aaj joh kuch huwa, uske baad toh bichare kisi se nazrein milaane ke qaabil nahi rahe." nazakat sahab cried in front of his brother, his heart was torn apart "kya hogaya hai, hamare bache ka koi kasoor nahi yeh na mere bete ke aur sameer ke badh kismati hai .." jamshed ji, says to which nazakat sahab snorts "yeh baat aap or hum samjhte hain duniya nahi log meri beti ke upar hi sawaal uthayenge uske qirdaar (character) pe bhi ungliyaan uthenge itne saalo tak maine apne beti ko sidharth ke naam par bithaye rakha uske baad rishte dhoonde lekin woh bhi na ho paaye phir us ke apne cousin ne nikkah se ik din pehle use chor diya .. aap jaante bhi hain .. yeh sunne mein kitna takleef de hai, sochein ek beti ke baap pe kya beet rahe hoge ?" nazakat sahab asks, jamshed ji gives up lowering his gaze remorsefully down.

That's when, sidharth utters "aap haq par hain is sab ka zimedaar main hoon, meri wajah se sabko itna dard sehna pada most importantly shehnaaz ko kaash maine soch samajh kar faisla liya hota !! Na shaadi se mana karta, na sameer jaise ghatiya insaan ko fiada uthane ka mauka milta, chachu is mess ko theek karne ke ijazat chahiye, kya aap ek bar sab bhoola kar mujh par bharosa karsakte ho is qadar ke apne beti ka haath mujhe de sako ?" a very anxious sidharth pleads "bharosa tum par ?" nazakat sahab questions "kya guarantee hai, tum mere beti ko khush rakhoge ye koi film nahin hai jahan hero bann ne ke liye khud ko qurbaan karo zindagi bharr ke baat hai .. soch samajh kar apne baat rakho, main kyun tumhe uska haath doon ?" being a father his concerns are valid to provide a reason opened his heart out.

"Main jaanta hoon ye koi film nahi zindagi bharr ka sawaal hai isliye uska haath maang raha hoon kyunke dair se hi sahi apne feelings ka ehsaas ho gaya hai mujhe aur ab kisi bhi kimat mein khona nahi chahta.
Main uska haath pachtave mein nahi maang raha naa he aapke upar koi ehsaan kar raha hoon usko koi bhi acha ladka mil jayega chachu, lekin mujhe us jaise pyaare, masoom aur saaf dil ke ladki nahi milegi .. na he us jaise mohabbat karne wale .. kal tak mujhe yakeen nahi tha ke koi kisi ke waadaun par itne saal muntazir kaise ho sakta hai .. jab tak maine apne nazraun se, uske ankhaun mein khud liye tadap nahin dekhe, lekin jab dekhi bohut dair hogaye thi.
Abu, mera yakeen jaane kal tak mere dil mein koi feelings nahi thi. I was in denial main khud se lad raha tha aur uske mohabbat par sawaal utha raha tha kyunke mujhe laga tha .. infatuation ko pyaar ka naam de rahe thi woh aur aap sab mil kar apni khwahish mujh par musalat kar rahe ho.
I thought, sabko sirf shehnaaz ke pade hai .. main andha hogaya tha gusse mein .. na jaane kya kuch kar baitha jiske consequences hume handle karne pad rahe hain, chachu please meri baat maan lein akhri dafah waada karta hoon shehnaaz ko khush rakhunga kabhi shikayat ka mauka nahi dunga." tears roll down as he spoke trying to convince the elders it's now or never before anybody could say doctor arrived grabbing their attention.

MUNTAZIR (A TALE OF AWAITING LOVE) ☑️ Where stories live. Discover now