part 20

457 39 19
                                    

Hii everyone
Hope everyone is fine..

So hamare 2 readers ne new entry ka character aur woh kya karne wali hai woh guess karliya so congratulations miss @vanshikha4721 and @moran40

*****************************************

So here is the introduction of the new entry

So here is the introduction of the new entry

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

She is Dr. Meenakshi sharma from delhi.. inki age 22 hai.. yeh hai monu ki childhood best frnd sid ke aane se pehle se yeh monu ke sath hai but inn dono zyada milte nahi hai kyuki monu delhi ke ek corner pe toh meenu delhi ke dusre corner pe yeh har mahine me 1 bar zarur milte hai but monu ke deolali aane se inn dono ka milna thoda mushkil hogaya hai isliye yeh ab sirf chat pe baat karte hai... bakhi ka intro aage diya jayega..

In academy

Karan was in his room scrolling his phone doing very impt work ( not official but personal ) suddenly faizi came from behind and snatched the phone from karan's hand

Karan : abe saand kya kar raha hai ? phone de wapas..

Faizi : nahi.. jabse ham tujhe Awaaz de rahe hai tu sun hi nahi raha hai..

Karan : sry yaar mai kuch kaam kar raha tha.. plz phone de de

Faizi was surprised that karan said him plz for phone so he understands that it was something impt..

Faizi : Waise kya kar rahe the tum ??

Karan : yaar mai actually....( baad me reveal hoga )

Faizi : tum sure ho ? Itne saal hogaye hai yaar shayad usne apni id change kardi hogi

Karan : try karne me kya jata hai..

He then continued his work on phone

*****************************************
On other side in delhi

Meenakshi was in hospital checking some files of her patients.. suddenly her phone vibrate.. she saw that there was a notification..

Meenakshi : what ! Yeh kyu mujhe msg kar rahe hai ?

She replied to that person

Meena : hi..

Person : um hi.. remember me ?

Meena : aapko koi kaise hi bhul sakta hai 😶

Person : I'm sorry yaar

Meena : kyu msg kiya aapne itne saalon baad ?

Person : woh mujhe sweetie I mean monami ke bare me kuch puchna tha woh kaisi hai ab ??

( so yes the person is karan )

Meena : lekin kyu ? Jab chod kar chale gaye the tab yeh nahi socha ki kaisi hogi aur ab badi chinta ho rahi hai aapko 😒

Karan : I'm sorry yaar... kuch reason tha isliye chod diya tha..

Meena : oo haan age differences right ? Agar aaise chod kar hi jana tha toh uski life me aaye hi kyu usse propose kiya hi kyu jab pata tha ki uski aur aapki age me bahut bada difference tha.. aapko pata bhi hai woh kitna badal gayi thi uske baad uski halat kitni kharab hogayi thi kuch idea bhi hai aapko ? Aur ab kya karne aaye hai ? Woh kaisi bhi ho aapko isse fark nahi paddna chahiye aap toh chale gaye the na aur woh bahut mushkil se normal hui hai 3 saal lage usse normal hone me aur aap..aap toh mast jee rahe hai apni life me... zara bhi guilt hai aapme ki jo aapko itna pyaar karti thi woh ab kaisi hogi thik bhi hogi ya nahi.. jee rahi hogi ya mar gayi ?

Karan has expected this msg he know how much he has hurt his sweetie.. he was prepared for this

Karan : shaant hojao yaar.. meri baat toh sunn lo pehle.. aur plz  aaisa mat kaho monu ke bare me aaisi baatein mai nahi sunn sakta..

Meena : kuch bacha bhi hai sunne ko ab ?

Karan : haan.. bahut kuch hai jo tumhe aur usse jaanna hai pehle tum yeh batao ki monu kaisi hai ab

Meena : mai nahi bataungi.. pehle aap yeh batao aapne mujhe kya kehne ke liye  msg kiya tha

Karan : yaar maine usse age differences ke liye nahi chodha tha..

Meena : what ? Jhut mat bolo usne khud mujhe bataya aur msgs bhi dikhaye

Karan : pehle meri baat sunogi tum ?  kitne sawal karti ho yaar bata raha hu sab thoda sa patience rakho..

Meena : ok bataiye ab..

Karan : mai uss time army ke training ke liye ja raha tha aur training pe focus karne ke liye maine uss chodha.. aaisa nahi hai ki mai uski wajah se distract hota..wahan phones allowed nahi the upar se wahan missions hote hai opposite teams bahut chalak hoti hai woh unke dushman ke families ko target karte hai aur monu meri family se kam nahi thi.. mera phone mere pas thodi hoya hai koi bhi kabhi bhi mera phone utha kar ya mera phone hack karke sari information nikal sakta tha aur agar yeh hota toh dushman ko monu ke bare me zarur pata chal jata aur monu ki life risk me aajati isliye maine usse uss time chod diya

Meena : agar yeh baat thi toh aapne usse jhut kyu bola ?

Karan : mai usse stress nahi dena chahta tha yaar

Meena : fir bhi aapko usse jhut nahi bolna chahiye the woh bichari aaj tak woh baat ko yaad kar roti baithi hai

Karan : mujhe pata hai yaar but uss waqt mujhe jo sahi laga maine woh kardiya

Meena : hm ok.. yeh batao msg kyu kiya hai ?

Karan : monu kaisi hai ?

Meena : thik hai..

Karan : woh Kahan rehti hai

she thought Karan was asking her address so she said

Meena : Delhi..

Karan face fell a little bcoz he thought Meenakshi will say she is in deolali

Karan : tum ek bar usse yeh msg karke bas yahi bolo ki mera msg aaya hai I just want to know her reaction.. agar unse normal react Kiya toh mai kuch nahi bolunga aur agar uska reaction kuch alag hua toh mai usse baat kar ke sab bata dunga.. bas plzz meri help kardo mujhe usse milna hai

Meena : ok fine but promise me ki tumhari koi baat usse hurt nahi karegi..

Karan : pakka promise..

Meena : mai usse msg karti hu.. filhal she is busy woh Sunday ko hi active aati hai toh mai jab uska reply aayega tab aapko screenshot dal dungi..

Karan : thank you so much yaar

The chat ended

*******************************

I'm sorry for not updating from these many days.. I'm out of town isliye mai lik nahi pa rahi..

And votes aur comments Kam hi hai.. target koi pura hi nahi kar raha.. I think story achi nahi hai.. maine socha story kafi aage Tak leke jaungi but aap logon ka response dek kar lagta hai mai bas inhe Mila kar story khatam kardu.. agar aap log yahi chahte ho toh mai story 1 ya 2 part me khatam kar dungi..

See you soon with last part ❤️
Thanks for reading ❤️
Byee ❤️

Hamari Adhuri kahani  ( Slow Updates )Where stories live. Discover now