Abhi: tum?
Jiya: tum?
Jiya: how dare you tumne mujhe touch kaise Kiya yaha tak ki tum... Tumne mujhe kiss karne ki koshish ki ?? Haan
Abhi: o, o madam mujhe kya sapna aayega ki prerna di ke room me prerna di ki hi dress pehen ke prerna di ke hi bed me prerna di ke hi bete ko lekar tum baithi hogi ? Haan
Mai to bas....
Jiya: mai to bas kya haa Mai to bas sorry bolo mujhe kaan pakad ke aur baat yahi khatam hogi samjhe
Abhi : sapne me bhi naa bolu sorry galati tumhari bhi thi tumhe kisne Bola prerna ki dress pehenne ko haa
Jiya: sorry bolo okay galati tumhari hai saaf saaf okay kaddu kahi ke
Abhi: shut up okay bhagwan kare aisi galati mujse kabhi dobara life me naa ho jo tumhe hug Karu baingan
Jiya: naii Mai to jaise maari
jaaa rahi hoon naa aao Abhishek mujhe hug Karo Mai tumhare liye bechain hoon haaan?Prerna and shailvi comes out
Both in sync: kon itna shor kar raha hai?
Shailvi: abhi??
Prerna: jiya?? Aree hua kya?
Abhi and jiya in sync: isse pucho pointing finger to each other
Prerna : usse to mujhe baat hi nhi karni tum batao mujhe
Abhi: arehh yaar gussa to chor do ab di
Nischay comes there
Nishchay: kya hua kya baatein hori hai jo itni awaaz ho rahi hai?
Jiya: shouted* (Abhishek ne mujhe kiss karne ki koshish ki)
Shailvi, nischay, prerna: what???
Abhi: aree areee aree kya bolri hai ladkiii ...... Are Aisa kuch nhi hai
Nischay: abbu?? Ye kya sun Raha hu yaar tujhe jiya pasand hai to ekbaar usse bata deta
Shailvi: haa yaar jabarjasti aise.... To thik nhi hai naa (laughs)
Prerna: chup karo tum dono abhi dekh gussa to abhi bhi hu mai terese jaldi batade sach sach aisa kyu kiya
Abhi: arehh ye jhuthi hai kuch bhi baaki Jaa rahi hai aisa kuch nhi hua
Jiya: arehh ye dekho kaise muh pe jhoot bolraha hai
Aur to aur isne mujhe hug bhi kiya. Yun yun dekho zor to pakda tha peeche se
Prerna, nischay, shailvi: kya??
Jiya: haannn!
Abhi : Abe soch samjh kar to bol kya bol Rahi hai
Dekh ab Jada hora hai sach bolde okay jhoot mat bol
Jiya : accha to batao nhi kiya tumne mujhe hug?
Abhi: aaa... Maine to----
Jiya : nhi nhi bolo naa nhi kiya tumne mujhe kiss karne ka try
Say na say.Abhi : Abe dekh chup hojaa mujhe saari baat batane de thik hai
(Pointing finger on jiya)Jiya: nai hoti chup kya kar loge haa
Pointing finger on abhiNishchay and shailvi: please tum dono ladna band kardo
Abhi: shailvi di isse bolo pehle chup hojaye
Jiya: nischay bhai you better tell him first
Prerna: tum sb please chup ho jao
Jiya ab Puri baat batao. Dekho Puri baat batana haa mujhe tumpe bharosa hai
Jiya explains her whole thing
Everyone started laughing
Abhi : mujhe laga aap ho mai to bas apko manana chahta tha aap gussa jo thi
Prerna : thi naii hun Stops laughing
Abhi: yaar di abhi to maaf kardo itna bada drama ho chuka hai bas ek maafi ke wajah se
Prerna: dekh maaf to kardungi Mai tujhe magar ek shart pe
Abhi: aap bolo to sahi ekbaar apki Kasam shikayat ka mauka nai dunga sachii
Prerna: accha Aisa hai to jiya ko sorry bol
Jiya was on 7th sky
Abhi was staring at her in anger with annoying face
Abhi: sorry (making faces)
Jiya: lo bhaii aise bhi koi sorry bolta hai kya? nai chahiye aisa sukha sorry
Prerna stared at abhi
Abhi : jiya( in sweet lovely voice) I'm sorry mujhse galati ho gyi mujhe maaf kardo Maine tumhe prerna di samjh liya tha it was my mistake mujhe pehle ek baar check kar Lena chahiye tha...(ho gya yaa aur bolu?) [In irritated voice]
Jiya: nai thik hai thik hai ho gya jao maaf kar diya tum bhi kya yaad rakhoge Mai hun hi bade Dil wali
Abhi: whispers* haa tabhi to dil kala hai
Jiya : whispers* haa bilkul jaise tumhari soch
Abhi looked at jiya making faces
And straight he went out of the room without saying anythingJiya shouted: aur agli baar darwaja knock karke aana ba byeeeee......
Precap:-
Abhishek: waise Sundar to hai no doubt
Jiya: ek din mere haatho murder ho jaana hai iska
YOU ARE READING
Tashan e ishq!
FanfictionThis story is about abhiya (Abhishek and jiya) what if they hate each other first but then slowly start falling for each other Because hate is the first sign of LOVE! There is love, hate, nok jhok , emotions, relations, vibe, friendship,efforts, fe...