"Episode 11"

562 23 3
                                    

After some time, Saim and Mimi got ready to leaves the Pasha house. They both went towards the gate while Umeed came along them.

"Umeed, apna khayal rakhna" Mimi said softly.

"Tum bhi apna bht khayal rakhna" Umeed replied in the same tone.

"Umeed, tum zyada tensed nahi hona, sab theek hojaiga" Saim said softly.

"Han, zindagi mein har cheeze ki replacement hosakti hai lekin mohabbat ki nahi, isliye tum dono bhi ek dusre ka sath kabhi nahi chorna" Umeed said in dull voice.

"Umeed, ham tumhara dukh kam to nahi karsakte lekin tumhare liye sirf dua karsakte hain" Saim said anxiously.

Mimi smilingly hugged Umeed, she hugged her back and greeted them, they leaves from the Pasha house.

*******

The day was passed like this, Mimi was sitting on the bench in the lawn, thinking about Umeed.

"Kaash mein Umeed ke liye kuch kar pati, meri Umeed to sari khushiyan deserve karti hai" Mimi thought in her mind.

Farjaad enters in the lawn, went towards Mimi and sat beside her. They looked at each other smilingly.

"Mimi beta! Naraz ho?" Farjaad asked politely.

Mimi shook her head negatively.

"Acha, i am sorry, mujhe tumhe datna nahi chaiye tha" Farjaad apologized softly.

"Bhai, mein ap se kabhi naraz hui hun jo ab hongi" Mimi said gently and smiled.

"Acha batao, koi baat hui hai, koi masla hai?" Farjaad asked in concern.

"Bhai, ap sach sach mujhe ek baat bataye kya ap sach mein Reena se shaadi karna chahte hai?" Mimi asked normally.

"Han, ofcourse" Farjaad replied confidently.

"Kyu, i mean Reena ko hi ap ne apne life partner ke liye kyu choose kia hai?" Mimi asked, tried to confused him.

"Kyuke wo meri bht achi dost hai, mein ise bht ache se janta hun aur mujhe pata hai ke ek dost se acha life partner koi ho hi nahi sakta" Farjaad replied.

"Acha aur mohabbat?" Mimi asked.

"Mimi, pasand hai tabhi to mohabbat bhi hai na" Farjaad responded.

"Matlab apki nazar mein mohabbat ise kehte hain?" Mimi asked shockingly.

"Han to mohabbat kya hoti hai?" Farjaad asked.

"Bhai, mohabbat mein insaan samne wale ki khushi mein khush hota hai, mohabbat ek bht alag ehsas hota hai" Mimi replied.

"Acha, to tumhe bhi Umeed ki hawa lagai hai?" Farjaad asked in sarcastic tone.

"Han aisi samjhle, mohabbat wo hoti hai jo Umeed karti hai" Mimi replied confidently.

"Umeed to pata nahi kis ke peeche pagal hai mujhe samjh nahi ata, ise move on karna chaiye lekin wo ye baat samjhti nahi hai, akhir kon tha wo larka jisne itni pyaar karne wali larki ko reject kardia?" Farjaad said and asked curiously.

"Bhai, wo larka jo bhi tha lekin ab Umeed se bht dur ja chuka hai, lekin move on karna sab ke liye asaan nahi hota" Mimi responded.

"To Umeed sari zindagi aisi guzar degi?" Farjaad asked.

"Pata nahi bhai lekin wo jitna bahar se khush hai na itni andar se upset bhi hai" Mimi said in dull voice.

"Chalo dua karo ke ise wo miljai jise wo mohabbat karti hai, phir wo hamesha ke liye khush hojaigi" Farjaad said smilingly, Mimi looked at him surprisely.

FARMEED: "Tu Jaane Na✨"Where stories live. Discover now