Phir le aaya dil (9.2)

568 60 13
                                    

"I'm going maa" Abhimanyu said as he'd a bag pack in his hands

"Abhi! Tu kahi nahi jaa rha hai, think about Ruhi, vo akeli ho jaegi beta, uske baad teri aur Arohi ki shaadi?" Manjari said in confusion

"Maa Ruhi ki zimmedari li thi maine aur mai usse apni akhri saans tak puri karunga, but bahut si aise baate hai jo adhuri reh gayi hai, I've to fulfil them, aur Ru yeh baat samajh chuki hai ki I can be her poppy but never papa, haina Ru?" Abhimanyu said to which Ruhi nods with a beautiful smile
Abhimanyu kisses her forehead and goes to his car

He opens his car and was about to go when Manjari stopped him "tu kahin nahi jaa sakta Abhi!"

"Aur kyu nahi? Pichle 6 saal mein jo bhi hua hai, aapki zidd, aapke ego, aapki pareshaani, but you know what maa, mujhe jaana hai aur main jaunga" Abhimanyu said with a determined face

"Aur kya karega vaha jaakar jaha teri koi jagah hi nahi hai?" Manjari asks

"Mujhe nahi pata, par haan vahi ek aise jagah hai jaha mai saans le pata hu, shayad vaha voh hai isliye" Abhimanyu said

"Tu kaise baate kar raha hai Abhi? Tu chala gaya to Ruhi...." Manjari said

"Maa uska kya hoga? Marne nahi jaa raha hun, aur bhool nahi jaunga Ruhi ko main" Abhimanyu said

"Jaha jaana hai, jaa maa ki kahi hui baate thodi na sunegi abb tujhe, jo karna hai kar!" Manjari said

"Vo to main kar hi raha hun, aur karta bhi rahunga, par ek baat aaj main clear karna chahta hu, ki aap meri babysitting mat kara kijiye, for god sake main 5 saal ka chota bacha nahi hu" Abhimanyu said as he sat in his car

Tears came from eyes of Manjari

"Abhii!" She shouts but before that Abhimanyu left the home

------------

After 7 hours of drive, Abhimanyu reaches Kasauli

"I've booked your resort Abhimanyu, you can stay there" Harshvardhan said him on call

"Thanks sir" Abhimanyu thanked Harshvardhan

"No problem beta! Just apologise to her" Harshvardhan said

"Ok sir, I'll talk to you later" Abhimanyu said as he keeps the phone down

"Hey bhagawan, mere bete ki life aasan kar dijiye" Harsh silently prayed for Abhimanyu

----------

First Abhimanyu went to Mahadev's temple for praying

"Mahadev! Mujhe nahi pata ki mera yaha aana, sahi bhi tha ke nahi, par jo bhi hai mujhe usse sorry mangni hai" Abhimanyu said joining his hands in front of Mahadev

As his eyes closes, the past rang in his eyes, all flashbacks came into his mind

*THEIR HAPPY MOMENTS*

*THEIR HAPPY MOMENTS*

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
AbhiRa/ Harshali Stories ✔️Where stories live. Discover now