Voice: Ab jab aap mujhe itne Dil se yaad karege to mujhe to aana hi padega na Baba
Everyone are shocked except Demo and Mr. And Mrs. Roy Kapoor
B.S.: Abhi ye hamari shree kese ho sakti hai ye to mo...khushi-- khushi hai na
Abhi: Lagta h ki jese jese tere Baal gaye hain wese hi Teri yaadasht bhi chali gayi hai Batra...Tujhe yaad nahi ki Shree ko pyaar se sabhi khushi bulate
B.S.: Par
Monu: Batra uncle lagta hai bharosa na karna aapki aadat hi ban chuki haiEveryone looked at her understanding what she means except Mr. And Mrs. Kapoor
Monu: Ah joke..joke tha ye... I just mean ki uncle aap kitne jaldi bhool Gaye Main hi Shree aur Main hi Khushi hu...hu na??
B.S.: Haan Haan pta nhi mein kese bhool Gaya
Monu: aap logo ki baato m mein main cheej to bhool hi gayiFirst she was going to touch Mr. And Mrs. Kapoor's feet but Abhi stopped her
Abhi: arre arre arre...bhool gayi...betiyaan pair nhi chooti
Monu: kyu betiyo k haatho mein kaate lage hote Hain kya baba
Abhi: arre nhi par
Monu: to fir koi par war nhiAnd touched their feet then touched mr. And Mrs batra feet
Monu: Happy anniversary uncle and aunty...aur ye meri taraf se aapke liye. And gave them gift
B.S.+B.M.: Thankyou betaRoohi: arre Bhai sahab ab kya Ghar bulake hame khade rakhne ka hi iraada h bethne k liye nahi kahege
B.M.: Tumhe kehne ki kya jaroorat hai tum konsi hamari mehman ho tum to parivar ho
They all sat together on dining table aur jab Tak khana tayyar ho rha h sabhi apne m lage h...sorry sirf Kapoors apne m lage h baki sab unki bate sun rhe h
Roohi: Rre shree tumne fir ye safed kapde pehen liye...mene kitni baar kaha h shubh mauko par safed nhi pehente apshagun hota hai...tum anniversary party mein aayi ho kisi dukh m nhi
Monu: Ye kisi dukh se Kam hai kya
Everyone looks at her
Monu: I mean wo kehte h na ki Shaadi is equals to barbaadi which means ye dukh ka occasion hRoohi gives her glare
Monu: Joke...Joke tha ye aap logo ko hasi nhi aayi
Roohi: Aap log iski baato ko serious mat lijiye ye to naadan hai kuch bhi bolti hai...kabhi meri sunti hi nahi Jhalli kahikiAbhi: Arre use kyu daant Rahi ho bacchi h wo usse karne do na Jo wo karna chahti h...wo Jo chahegi wahi pehnegi
Roohi: Aapne aur Bhaiya ne hi bigaad rakha h ise...Sacch mein to pareshan hu aap sabhi s
Monu:hugs roohi from behind and says arre Meri pyaari maa aap bhi na choti choti gal naal muh Fula leti ho...ham to bas aapse majak kar rhe the...now smile...a little more...bas thodi aur
Roohi smiles
Monu: that's like my maa
Roohi: tu bhi na sabhi ko apni baato se mana leti hAnd here Psaf walo ki alag hi gossip chal rhi h
Sanju: Sir ji hame to ye pato tho ki Monami ki Maa Shaheed ho chuki Hain par ye kahan se aa gayi
Faizi: Sanju maa ko chodo ye Naya baap kahan se aa gaya monami ka...yahan karan se ek sasur nahi manaya jata rha tha aur ab ek aur aa gya
Karan gives him glare and he shuts his mouth
Koel: Faizi faltu ki baate chodo aur ye socho ki Ye shree kon h
Everyone looks at her
Koel: I mean ye khushi kon hEveryone again looks at her
Koel: I mean to say ki Monami ko sabhi alag alag naam se kyu bula rhe h aur uska in sabhi se kya rishta h
YOU ARE READING
EK ANKAHI DASTAN ~2..kuch Raaz gehre
FanfictionSo as my old readers know that this is the continuation of my previous+first story Ek Ankahi Daastaan.....#moran fanfiction and here will be the revealation of monu's past and leap so stay tuned and peep into the story to know more