Koi nahi Apna💔(Part-2)

91 9 6
                                    

Next Day, Kartik arrives at Guddan's house Guddan gets really happy and hugs him

Guddan:-aree kartik tum itne time baad yaha

Kartik:-Haa vo kaam ke silsile me aaya tha socha tumse milta chalu

Guddan:-Aaja andar aaja chutki tujhe dekh kar bohot khush hogi

Kartik enters the house and touches Guddan's parents feet

Revati:-Kartik bhaiya aap

Revati runs and hugs kartik and he too reciprocates

Kartik:-kaisi hai tu chutki

Revati:-bohot badhiya hun

Just then Dadi comes to meet Guddan and she also meets Kartik

Dadi:-Guddan beta meri baat maan Kartik se shaadi krke apna Ghar basale

Guddan gets shocked on listening to this

Guddan:-Dadi yeh aap kya keh rahi hai

Bhushan/Kaushalya:-Beta Samdhan ji galat nahi bol rahi hai

Kartik:-Guddan dekho mujhe koi problem nahi hai baaki tumhari marzi hai

Revati:-haa dii aap ko bhi toh move on karne ka haq hai na kab tak aap AJ ke yaad me baithe rahoge

Guddan:-chutki kya bol rahi hai tu maana ab vo tere jiju nahi hai lekin unke baare me Aisa toh matt bol bhul gayi unhone tere liye kya kiya tha

Everyone smiles on seeing Guddan's concern about AJ she can't hear a word against him

Revati:-Acha Dii sorry lekin ek baat batao move on karne me kya burai hai vaise bhi Kartik bhaiya toh kitne ache hai aur aap dono toh 4 saal se jante ho ek doosre ko

Guddan:-theek hai hum taiyar hai shaadi ke liyee par shaadi simple hogi sirf dadi hongi aur Teeno deviyan aur humari family aur Kartik ki family

Revati:-Done acha di mai Neha di ko bula lun kyuki vo simple style ki wedding plan krne me help karegi

Guddan:-Haa bula le

On the other hand
Jindal bhawan,

Durga Bahu:-Lakshmi saru Aaj kitna maza aaya na

Lakshmi:-haa durga di shai me

Saraswati:-aur vo kartik ji kitne funny hai na

Dadi:-Lakshmi Bahu Durga Bahu aur Saru bahu tum teeno milkar Guddan ke liye ek acha sa dress ka design banao aur fir uss dress ko banao Lakshmi Bahu toh vaise bhi ache kapde banati hai

AJ:-Maa kya mai Jaan sakta hu yeh sab kya ho raha hai

Lakshmi Bahu:-Areee AJ saasu maa ki shaadi ki taiyari ho rahi hai

AJ:-kya Guddan ki shaadi kisse

Durga Bahu:-vo unke dost hai na kartik goenka unse

Saru bahu:-bohot cute aur handsome hai

AJ gets shocked on listening this and starts feeling jealous

AJ(thinking):-Guddan ne itni jaldi shaadi ka faisla le liya itna easy hai uske liye move on karnaa

AJ's Heart:-Haa toh aisi konsi khushi hai jo in 5mahino me tumne Guddan ko Dii hai jo khushiyan vo deserve karti thi Jo haq uska tha vo usse yaha nahi mila toh uske family ne uske liye koi rishta dhoond liya jaha usse vo sab milega

AJ's Brain:-I agree in 5mahino me Guddan ne iss parivar ke liye bohot kuch kiya hai Apni Jaan par khel kar bahuyon ki jaan bachai Antara ki aarti karte time tumhara haath na Jale iske liye usne khud ka haat jala liya aur toh aur Tumhe nirdosh bhi saabit kara lekin tumne sirf vo dekha jo tumhe dikha ki Guddan ko Vikram ne bheja tha lekin yeh nahi dekha ki Vikram ko nakli casset ka use karna pada Guddan hi hai vo jiski vajah se tum apne ghar per ho

Just then Dadi presses the buzzer and calls everyone to the hall

Durga Bahu:-Ji dadi kahiye

Kishore:-Haa dadi koi baat hai kyaa

Dadi:-Maine socha hai ki Guddan ki shaadi yahi se hogi

Vardaan:-waah dadi boht acha socha aapne

Lakshmi Bahu:-haa dadi

Saru bahu:-Dadi toh decoraters aur wedding planners ko yahi bulayenge

AJ:-lekin yaha se shaadi kyu hogi

Dadi:-Bahu ka samman toh de nahi paaye hum usse Kam se Kam ek beti banakar usse Vida toh karne deh

Vardhan:-Haa Guddan ji iss ghar me humari dost aur dadi ki beti bankar aayegi

Saru bahu:-haa sahi keh rahe hai Jeth ji

Lakshmi Bahu:-saru chal engagement haldi aur shaadi ke dresses design krte hai saasu maa ke liye sorry I mean Guddan ji ke liye

Durga Bahu:-haa aur mai aur Kishore ji kartik ji aur Guddan ji ke liye kapde dekhte hai theke hai

Vardaan:-Haa Aur mai aur Wedding planner yaha ka decoration dekh lenge

Dadi:-Mai kya karu

Vardaan:-Dadi aap unka manpasand khana banaiye

Just then Guddan and kartik arrives at Jindal bhawan Guddan was going in the guest room just then AJ pulled her in the corner

AJ:-yeh sab kya hai Guddan

Guddan:-Mr. Jindal yeh kya kar rahe hai chodiye hume

AJ:-Kyu kar rhai ho yeh sab aur kyu kar Rahi ho yeh shaadi

Guddan:-kyu ab humari zindagi ka ek faisla humne galat liyaa lekin dobara vohi galti nahi karenge aur yeh shaadi jo bhi hai humara aur kartik ka personal matter hai aapko isse koi matlab nahi hona chahiye aap humare pati na the aur naahi hai
Samjhe aap

AJ:-Tumhara matlab kya hai humari shaadi tumhare liye ek galti thi

Guddan:-Haa aur aapne bhi shaadi ko konsa seriously liyaa tha aapne toh humara mangalsutra tak tod Diya tha na aur humne aapko divorce bhi de diya hai so don't interfere in my personal matters

AJ loosens his hold on her hands and Guddan leaves from their by avoiding him

AJ(in his mind):-galat kya kaha usne Jo kaha sach hi kaha hai

In the evening Guddan's Roka ceremony takes place with kartik
Kartik's mother Saumya puts the shagun ki chunni on her head and kartik's father Manish puts his hand on her head and gives her blessings

Kartik:-Guddan tum khush ho na

Guddan:-Haa kartik bohot khush hai hum kyuki Jo Khushi hum deserve karte hai vo tumne Hume di hai kartik

This line of Guddan pricks AJ's heart and he gets sad

Soon the Guddan and kartik's roka ceremony gets completed

In the Night, Manish saumya kartik along with Kishore vardaan Dadi Lakshmi durga and saru were discussing something Vikram was also there

Kartik:-Dadi AJ ne toh ab bhi kuch nahi kaha na roka shaadi ko

Dadi:-Uska guilt usse yeh karne nahi de Raha beta vo soch Raha hai ki usne Jo Kiya uske baad usse koi haq nahi hai yeh shaadi rokne ka vo apne galti ka prayashchit yeh karva kar karega

Durga Bahu:-Dadi tab toh mushkil ho jayegi na

Lakshmi Bahu:-ek idea aaya kyu na hum sagai aur haldi ek saath hi kare aur shaam ko fir shaadi

Saru bahu:-kya idea hai Lakshmi di

Vikram:-sujhav bohot acha hai Lakshmi ji vardaan Kishore Guddan ji ko tum dono manaoge kal ke liye

After the discussion Kishore and vardaan went to Guddan's room

Vardaan:-Guddan ji ek baat kehne aaye hai

Kishore:-Guddan ji vo na Pandit ji ne kaha hai ki parso ka din shubh nahi hai toh Sabne Sagai aur haldi ek satah karne ka decision liya hai aur shaam ko shaadi

Guddan:-acha hume koi dikkat nahi hai aur kapde toh ready hai vaise bhi aur shaadi ka joda toh hum le aaye hai market se

Kishore and vardaan gets really happy on listening this and leaves the room and hugs each other

Kishore:-kaam ban gaya vardhan

Vardhan:-Haa bhaiya maza aa gaya





Akshan os/ts listsWhere stories live. Discover now