chepter 23

538 28 8
                                    

Yn mind: kya hua tahir ji ko achanak se itna gussa kyu karne lage

Yn soch hi Rahi thi ki tahir gusse me  room ke andar aata hai aur bathroom me chala jata hai

Yn : Aisa kya hua jo itne gusse me hai

Tahir bathroom ke bahar aata hai

Yn ki himmat nahi ho rahi  thi tahir se kuch puchne ki fir bhi wo himmat kar ke puchti hai

Yn : ta..tahir ji

Tahir kuch nahi bolta kyuki wo abhi bhi bahut gusse me tha lekin yn fir se puchti hai

Yn: tahir ji kya hua aapne achanak mujhe waha se jane ke liye kyu kaha

Tahir apne gusse ko control kar ke bolta hai

Tahir : kuch nahi jao jakar lunch kar lo

Yn : leki ......

Tahir: jao (cold voice)

Yn nodded and left







Yn dekhti hai ki tahir ne apna khana finish nahi kiya hai

Yn: tahir ji ne to khana khaya hi nahi mai unhe dekar aati hu

Yn tahir ki plate lekar room me chali jaati hai

Yn dekhti hai tahir bed par baitha hai

Yn : tahir ji

Tahir yn ki taraf dekhta hai

Yn : aapne pura khana nahi khaya isliye mai yaha lekar aai hu lijiye

Tahir : no need mujhe bhookh nahi hai. 

Tahir coldly bolta hai

Yn : lekin aap....

Tahir: maine kaha na.

Yn : mujhe nahi pata app kis baat par gussa ho lekin aise khane ka apmaan nahi karna cahiye meri ma kahti jiske Bina jindagi nahi chalti usse naraz nahi hona chahiye

Tahir: ho gaya tumhara abb jao

Yn : thik hai aap nahi khana cahte na to mujhe bhi bhookh nahi ja rahi hu mai

Yn plate table par rakh kar bahar chati jaati hai

Tahir: itni innocent kyu ho tum ki har koi tumhara faida utha le hamesha khud se pahle dusron ke baare me kyu sochti ho





Yn sofe par baithti thi

Yn : ye tahir ji bhi pata nahi itna gussa kyu aata hai inko maine bol to Diya ki aap nahi khaoge to mai bhi nahi khaungi lekin mujhe bhook lagi hai

Tahir: fir khaya kyu nahi

Yn sudden awaj ki wajah se flinch karti hai

Yn : aapne bhi to nahi khaya

Tahir: accha thik hai chalo saat me khate hai

Yn : sach me

Tahir: hm ab chalogi ya yahi baithe rahna hai

Yn  turant khadi hokar bolti hai

Yn : nahi nahi chahiye khana khate hai

Yn aur tahir khana kha rahe the tabhi yn puchti hai

Yn : tahir ji

Tahir: hmm

Yn : aaj aapne meri fikar ki isske liye tq

Tahir yn ke taraf dekhta hai aur bolta hai

Tahir : maine tumhare liye kuch bhi nahi kiya aapne liye kiya hai aagar tum khana nahi khati to tumhari tabiyat kharab ho jaati to firr ghar ke kaam kun karta

Jeewansathi The Love ❤️Where stories live. Discover now