20 Years Later

1.3K 62 13
                                    

On The day after Akshara leaves the goenka house She visits Hospital to meet abhinav one last time who was still in coma

Akshara came near abhinav and kissed his forehead

Akshara - I am Sorry Abhinav aap se promise Kiya tha ki zindagi bhar aapke saath rahungi pr aap ko chod kr Jaa rhi Mujhe pta hai jab aap hosh me aaenge to aap mujhse gussa honge ya upset honge ki me aap ko aur abhir ko chod kr chali gyi pr me kya Karu ruhi ke liye ye mujhe karna hi hoga I am Sorry

Then she Takes his Hand and keeps on her belly

Akshara - Abhinav ye aap ka baccha hai aap ka apna khoon aap ko hamesha se apna koi khoon ka risha chahiye tha na dekho ab aap ka apna khoon ab is duniya me aane wala pr bs afsoos is baat ka hai ki jab hamara baccha is duniya me aaega to aap iske saath nhi honge jaise aap abhir ke saath the pr aap hamare bacche ki tension mat lijiye me iska khud se bhi jayada dhayan rakhungi bahut payar karungi isse pr aap bhi jab hosh me aaenge tab me aapke pass nhi rahungi pr aap abhir ka dhayan rakhna mujhe pta hai aap abhir ka Bahut dhayan rakhenge kyunki aap duniya ke sabse best father ji hai aur me bhi aap ko Bahut Miss karungi aap duniya ke best husband bhi ho

Then she kisses his hands cheeks and forehead

Akshara - Goodbye Abhinav apna abhir ka dhayan rakhna

Then she leaves

20 Years Later

In masoori One Girl coming in the house while running

Girl - Mumma Mumma

While running her hands hit the wase and she breaks the flower wase

Akshara - Abhira ye kya Kiya kitne baar kaha hai tujhe Zara aaram se chala kr Tod diya na wase

Abhira - are mumma me to aa rhi thi ab ye wase hi beech me aa gya isme meri kya galti

Akshara - kitna bolti hai thoda Kam bola kr

Abhira - Haw Mumma aap law ki student ko aaise nhi bol sakti mera to future hi bol bol kr banega

Akshara - hey kanha ji kya Karu me iska

Abhira - Mumma dekho Mera 1 year ka result mene pure clg me top Kiya hai

Akshara (exited) - Dikha wow abhira pure clg me top I am very proud of you dekhna ek din na tu bahut badi lawyer banegi Chal celebrate karte hai

Abhira - kya celebration mumma meri to family hi nhi hai sab ke pass full family hai aur sab apni khusi apni family ke saath hi celebrate karte hai bs meri hi family nhi hai family to chodo mere pass to papa bhi nhi hai

Akshara - koi baat nhi tu dukhi mat ho Teri mumma hai na aur tujhe kya chahiye

Abhira - no mumma mujhe bhi papa chahiye dada dadi Nana nani Bhai behen mujhe sab chahiye pr hamare pass family kyun nhi hai mumma sab ke pass hai sirf mere pass kyun nhi

Akshara (emotionally) - Teri mumma hai na wo kafi nhi hai Teri liye

Abhira - are mumma aap to meri liye sab kuch ho me aap ke bina nhi reh sakti I am Sorry mene fir se family ki baat kr ke aap ko hurt kr diya mujhe pta hai aap bhi apni family ko bahut Miss karte ho pr aap ne unke baare me mujhe kuch nhi bataya but it's ok aap ho na mere pass mujhe aur kuch nhi chahiye

Akshara - accha bahut ho gyi emotional baate chal bta kaise celebrate kare

Abhira - Are mumma aap aapko to pata hai Na main apni sari khushiyan pastry kha kr hi celebrate karti hu aur aapko to yeh bhi pata hai ki mujhe pastry kitni pasand hai main subah Sham din Raat Sara time pastry kha sakti hun mujhe meri favourite pastry chahie lakar do na please

Akshnav Meet after 20 yearsWhere stories live. Discover now