Akshara turant phone kaat deti hai
Abhinav - ye akshara ne achanak phone kyun kaat diya nhi kaata nhi hoga shayad network nhi hoga isliye cut gaya hoga
On other side
Abhira - kya hua mumma phone kyun kaat diya aapne kisse baat kr rhi thi aap
Akshara - Tu zayada zasoos mat ban me kisi se bhi baat karu isse tujhe kya aur tu yahan pr kya kr rhi hai padahi ho gyi teri
Abhira - ha mumma ho gyi aur aap muje itna daat kyun rhi ho me to bs casually puch rhi thi me tab se dekh rhi hu aap bahut ajeeb behave kr rhi ho mumma
Akshara - kuch nhi hua hai chal bahut raat ho gyi hai so jaa
In morning
Abhinav and Akshara come to abhir
Abhir - aap yahan kkrh mujhe aap se baat nhi karni
Akshara - abhir ek baar mumma ki baat sun le betu please
Abhir - nhi mujhe nhi sunna mujhe pta hai aaplog mujhe manane aaye ho taki mumma hamare saath Ghar aajae
Akshara - ha pr jab Tak tu nhi chahega me nhi aaungi pr please mujhse baat kr mujhse door mat reh tujhe pta mene tuje bahut miss Kiya h abhir
Abhinav - ha nikkiji Maan ja na aara dekh Hum pehle ki tarah phir se happy family ban kr rahenge
Abhir - papa please aap mujhe force mat karo warna me aap se bhi baat nhi karunga
Then Aarohi and Roohi comes there
Ruhi - Maan Jaa na Billa boy maasi ko ghar aane de
Abhir - Ruhi tu ye keh rhi h kal tak to tu mumma se bahut gussa thi aur ab tu keh rhi h ki mumma wapis aa jae
Ruhi - ha me gussa thi maasi se me bhi nhi chahati thi ki maasi wapis aaye pr kl mujhe matashree ne samjhaya ki maasi se nafrat na Karu Jo hua usme masi ki koi galti nhi nhi thi wo to bs ek accident tha
Abhir - vah to mujhe bhi pata hai ki mamma ki koi galti nahin thi mumma aaisa kar hi nahin sakti per me mumma se isliye gussa hu kyunki wo hume chodkar Chali gai mumma ke hote hui bhi mujhe mumma ka payar nhi mila
Ruhi - per ab To mil Raha hai Na please man jana abhir main janti Hun tu Masi ko bahut mis Karta tha per ab Jo man ki wapas a gai hai tujhe pyar karna chahti hai tere sath rahana chahti to apni Aankhen kyon band kar raha hai ma ke Bina kaisa lagta hai vah To Mujhe bhi pata hai isliye please Maan ja na Billa boy aur Masi aapko bhi sorry meri vajah se aapko apni family se dur rehna pada
Akshara - nhi Ruhi beta isliye tumhari koi galti nhi thi wo to halat hi aaise the ki
Ruhi - per jo bhi ho mujhe aapke sath aise baat nahin karna chahie han aap mujhse badi ho isliye sorry agar matashree mujhe nhi samjahati to me kabhi samajh hi nhi paati
Then Ruhi hugs Akshara
Ruhi - please aap wapis aa jao
Then akshara breaks hugs
Akshara - Thanks aaru
Aarohi - me to tera thankyou tabhi accept karungu jab tu Ghar wapis aaegi
Abhir - pr me ye nhi chahta
Abhir runs from there Akshara is also about going but tuhi stops her
Ruhi - Massi wait me dekhti hu aur me promise Karti hu ki me use Mana lungi
Ruhi goes behind abhir
Ruhi - Billa boy meri baat to sun
Abhir - kya suno Ruhi mujhe nhi baat karni

YOU ARE READING
Akshnav Meet after 20 years
FanfictionWhat happened When Akshara Abhir Abhinav and Abhira they all four meet after 20 years