5

378 31 1
                                    

( mood fresh karlo yaar and move on )

So let's start........

In hm house

( Toh hm aur uski ammi ek hi room main so rahe hote hain kyun ki hm ke room ka kaam chal raha hota hain ab yeh mat puchna ki kya aur kyun bas chal raha hain aur haa ammi ko haseena aur anubhav ke relationship ke bare main nahi pata hota hain )

Raat ke 2:05 baje hm ka phone bajta hain

Ammi : haseena phone utha tera phone baj raha hain ......

Hm : sone do na ammi

Ammi : arey kiska phone hain (ammi haseena ka phone uthati hain toh waha "DSP SIR" likha hota hain ) haseena

Hm : kya ammi ......

Ammi : dekh tere dsp sir ka phone hain .....

Hm : yeh anu....

Ammi : anu...(cutting her words)

Haseena ki nind turant udd jati hain aur woh uth kar baith jati hain

Hm : anu ....kon .... kon anu (flumbing)

Ammi : tu hi toh abhi anu boli .......

Hm : anu ..... Nahi nahi ....ammi anubhav....haa anubhav..... anubhav bole hum ... woh nind main hain na isiliye anu bol Diya aur bhav rhe gaya

Ammi : kiasi behki si baate kar rahi hain .....(annoyed)

Hm : phone dijiye na ammi phone aaya hain na dsp sir ka ......

Ammi : kabse baj raha tha cut ho gaya ab kya karegi leke ......

Hm : thik hain ammi woh

(fir se anu i mean dsp sir ka phone aata hain)

Hm : hum dekhte hain aap so jaiye .....

Ammi : thik hain (sone ki acting kar rahi hain ammi 😏😉)

On call .......

Hm : hello jai hind sir 😛....

Itna bolte waqt haseena ammi se thodi dur Jake baat karne lagti hain

As : jaan .......

Hm : anu kya hua sab thik hain na aapne is waqt call Kiya kya hua (in one breath)

As : Shant ho jaiye jaan itne sare sawal ek sath kar rahi hain aap Aram se puchiye

Hm : anu sab thik hain na

As : ha meri jaan aap kya kar rahi thi ......

Hm : hum ...hum dance ke audition Dene aaye the ab singing ke liye bhi audition Dene Jaa rahe the aapke liye baat karu ......

(Ammi Mann hi Mann hass rahi thi taane sun kar )

As :(in mind : baap re baap) arey meri jaan aap aise kyun bol Rahi hain

Hm : toh aadhi raat insaan soyega hi na (annoying tone)

As : achaa sorry bacha aap Akeli hain ......

Hm : ji nahi 200 ya fir 300 log hain aas paas hamare

As : (in mind : galat sawal puch liya) sorry aap ek kaam kariye aap balcony main aaiye

Hm : kyun......

As : aaiye na jaan please......

Hm : achha rukiye ........

Haseena jaise balcony main jaati hain uske balcony ke samne wale ped par anubhav baitha hota hain aur usko dekh kar iss kaan se lekar uss kaan tak wali smile karta hain aur usko hi karta hain hii karte waqt uska balance chala jata hain woh girne wala hota hain utne main hi woh khudko sambhal leta hain

ANUSEENA : short story Where stories live. Discover now