Anu meets Adhaya

197 12 0
                                    

Sorry for delay actually my exam are going so it will take little time. Now without wasting let start.  

◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆◆

So after finishing her singing class . Anu along with Ansh and Arya goes to home and she sees a icecream man.

Anu- Are ruko woh dekho ice -cream mujhe khaani hai tumlog khaoge.

Arya- haan mai toh khaungi.

Ansh- are  kya hai yaar tum donio ghar chalo main bohot thak gaya hun ghar me sabh wait kar rahe honge.

Anu- tune aisa kya kiya hai aaj bhai jo tu thak gaya aaj toh tune tere saare students ko chutti de di thi.

Ansh- haan toh kaam tha isliye chutti di thi aur itna kaan kiya thakunga.

Arya- baap re sach me Anu tujhe pata mast A.C me baith kar games khelne mein kitni mehnat lagti hai tu bhi na bechara itna kaam karta thak jata hai.

Anu- 😂

Ansh- aisi koi baat nahi hai aur tu kya has rahi hai.

Anu- accha toh kaisi baat hai tu game nahi khel raha tha kya

Ansh- accha baba khalo ice- cream. Ice- cream khaane ke liye kitna drama karte.

Arya- accha ham drama karte hain sach bola toh

Ansh- bas kaha na khalo

Anu- woh toh tu nahi bhi kehta toh bhi khaate chal main lekar aati arya tera strawberry na

Arya- haan

Anu- thik hai laati hun

Ansh - are mujh se bhi toh puch

Anu- kyun abhi toh tu thak gaya tha abhi ice-cream khaani hai

Ansh- haan toh thaka toh main abhi bhi hun aur maine aisa tohdi kaha tha ki mujhe ice-cream nahi khana.

Arya- paltu kahin ka

Anu- sahi kaha

Ansh- ice-cream khila rahe ho isliye kuch nahi bol raha hun warna abhi bata ta

Arya- accha kya karta tu

Ansh- are kuch nahi meri pyari behen main toh mazak kar raha tha main kiya hi kar sakta hun.

Arya- hmm

Anu- aur waise paise toh tu hi dega na

Ansh - are us masum bacche pe kyun julm dha rahe ho main kuch nahi bol raha sorry

Anu- paise ke naam se dar gaya baccha

Ansh - aisi baat nahi hai woh abhi paise nahi hai isliye warna main toh tumhe hazzar ice-cream khila sakta hun

Anu- bas bas isse jayada phekega toh hame acidity ho jayegi

Ansh - main phek nahi raha sach keh raha hun

Arya - haan haan thik hai

Anu - tumlog gaadi mein betho main ice-cream lekar aati hun

Arya - thik hai

Anu wents to take ice-cream

Anu- uncle ek chocolate, strawberry aur butterscotch dedijiye

Adhaya- uncle mujhe bhi ek chocolate de dijiye

Uncle- sorry beta ek hi chocolate bacha hai woh inka hai

Anu- koi nahi uncle inhe de dijiye aur mujhe mango de dijiye

Uncle- thik hai

Adhaya - are nahi aap lelijiye main strawberry le lungi

Uncle- strawberry bhi khatam hogayi

Anu- koi nahi aap le lijiye

Adhaya - nahi main dusri le lungi uncle black current hai

Uncle- haan beta woh hai

Adhaya - haan mujhe woh dedijiye

Anu- are nahi aap chocolate lelijiye appne pehle woh boli thi aap hi le lijiye

Adhaya -are par aap

Anu- please agar aap chocolate nahi lengi toh mujhe bura lagega please

Adhaya- accha thik hai aap guilty nay hoiye mai  le leti hun

Anu- yeh hui naa baat

Adhaya- ☺

After taking their ice-cream

Adhaya- thank you aap bohot acchi hain

Anu- are nahi nahi aisi koi baat nahi hai aapka nahi pata main kitni greedy hu iske piche mera kitna faiyda hua

Adhya- faiyda kaise

Anu- aapne ice-cream leli meri baat sunkar toh mujhe khusi hui ki meri wajah se kisi ko problem nahi hui
Warna agar aap yeh nahi leti toh mujhe bohot bura lagta aur phir main pure din sad rehti aur ab main pure din khush rahi haalki aadha din chala hi gaya hai lekin meri shaam aur raat toh khusi se bhaari hogi aur mujhe ek dost bhi mil gayi. Aap meri dost banengi

Adhaya- haan jaarur aap jaisi pyaari ladki ki koi dost kyun nahi banna pasand karega

Anu- so friends 🤝

Adhaya- friends

Anu- toh thik hai kal yaahi hi milte hain phir se shaam ko ya phir aap meri academy mein aa sakti hai bagal mein hi hai

Adhaya- main aajaungi aap muje dikha dijiye kidhar hai

Anu- pehle aap mujhe tum boliye ab ham friends hai

Adhaya- toh tum bhi mujhe tum bolo

Anu- ok done. Toh chalo

Adhaya- hmm

Ansh arrives

Ansh - are yaar anu tujhe ice-cream laane mein kitni der lagti hai

Anu- are woh main isse baat kar rahi thi

Ansh- par yeh kon hai

Anu- woh meri dost hai

Ansh- mujhe toh kabhi milya hi nahi isse

Anu- woh

Ansh- woh sabh chod ghar chal

Anu - par

Ansh - koi par var nahi tu apni friend se kal mil lena par dadi ne urgently bulaya hai

Anu- par hua kya

Ansh - woh nahi pata bas bulaya hai aur yeh ice-cream raaste khaate hue nikla jaayenge. Chal

Anu- are par woh main

Ansh - haan jo baat hai phone mein kar lena ya kal mil lena chal jaldi.

Hi and bye anu ki dost ji

Anu- are ruk toh

Ansh- nahi chal

And he takes her from there and Anu waves her hand says bye to Adhaya and says kal milte hai in sign language

♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡♡

Hope you all like it will update the next part soon as possible
Tap the vote button and comment how u feel about the story

Maan Ka PyaarWhere stories live. Discover now