part-12 jiya ko manao

639 30 8
                                    

Abhi vahi betha hota hai oski ankho mai aaso hota hai. Tabhi Nischay vaha aa jata hai.
Nischay- Abbu sach sach bata tere or jiya ka bich kya hua hai? Vo Achanak sai kyu chali gai?Aur teri ankho mai aaso kyu hai?

Abhi chup tha.
Nischay-Abbu tu khuch bolega
Abhi-jiya mujha chod ka chali gai
Nischay-Chali gai matlab?
Abhi Nischay ko sab kuch batata hai
Nischay-Isliya ham sab tujha mana kar rahe tha,ki manisha ko mat bola.par tu hi keh raha tha naa ki tu sabhal lega.
Abhi-nonu mujha pata hai meri galti hai par aab mai kya karu,mai jiya ko khona nhi Chahta.Mai nhi jee sakta uska bina.
Nonu-Abbu to negative mat soch sab dikh hoga,Aur aak kam kar mumbai Jake jiya sai mafi magla.
Abhi-kya jiya mujha maaf karegi?
N-jaror karegi vo tujha sai bahut pyar karti hai.
Abhi-hmm
N-chal Ashish ko call kar kai flight ki ticket book karale.
Abhi-Abhi call karta hu
Aur Nischay vaha sai chala jata hai,Abhi Ashish ko call kar kai mumbai ki flight book kara leta hai.

Jiya enter her home
SA-jiya tu itani jaldi aagai?
Jiya-mummy vo kuch kam tha isliya jaldi aagai.
SA-Jiya kya ho gaya tere Chehra aaisa utar hua kyu hai? Aaisa lag raha hai jese ki tu rooi thi.
Jiya-mummy thori si thak gai hu isliya.
SA-aacha dikh hai aapne room mai Jake aaram kar lai.Mai kahana leke aati hu.
Jiya-Hmm
And vo aapne room mai chali jati hai

Next day
Abhi next day hi mumbai chala jata hai.Aur cab mai bethke Surekha Aunty ko call karta hai.
Abhi-hello Aunty
SA-hello beta,aur kaisa hoo
Abhi-aunty mai dikh hu,aap aur jiya kaisa hoo.
SA-ham dono hi aak dam mast hai
Abhi in mind
Lagta hai jiya nai aunty ko cal kaa bare mai kuch bataya nhi hai.
Abhi-Aunty aap ghar pai hoo?
SA-nhi beta mai too nhi ho par jiya hai, part kyu?
Abhi-voo aunty mujha jiya ko surprise dena tha isliya
SA-okk
Abhi-aunty aap mujha ghar kaa address send karagi
SA-haa mai abhi send karti hu
Fir SA abhi ko unka ghar kaa address send karti hai.Aur Abhi vaha pahucha kai bell bajata hai, Aur jiya gate open karti hai.

To be continued...........................
Kya jiya ko aasani sai manana chahiya yaa abhi ko oor tadpana chahiya.
Suggestion dena
Okkkkkkk byyyyyy 😊😊😊😊

abhiya LoveWhere stories live. Discover now