part-13 maafi

429 17 8
                                    

sorry for late update

So Let's continue
Jiya door open karti hai.
"Abhi pov"
(Man to kar raha hai tujha jor sai hug karlu par nhi kar sakta)

Jiya-Abhishek tum

Abhi-andar aa jao?

Jiya-haa, aao naa

Or vo andar aata hai

Jiya-tum batho mai tumhare liya coffee leke aati hu.

Abhi-mujha coffee nhi chahiya,mujha tujha sai kuch baat karni hai

Jiya-aab kya baat karni hai Abhishek?

Abhi-jiya uss din jho bhi hoa vo sab galti sai hua tu bhi janti hai mai tujha jaan bhoj kai kabhi hurt nhi karuga.

Jiya-aak sec par tuu mujha ya sab explain kyu kar raha hai?Mai hoon hi kon tere liya

Abhi-jiya tu mere sab khuch hai,mere jina ki vajha hai,main aak pal tere bina rhene kaa nhi soch sakta or tu kha rahi hai ki tu kon hai meri.

jiya-dekh abhishek mujha tujha sai abhi koi baat nhi karni.

Abhi-tujha mujhse baat karni pade gi.Tujha nhi pata jiya mere liya aak din aak janam kai jesa tha,naa mujha bhook lag rahi thi naa hi pyas.Bass mai janta hu ki mujh pai kya beet rhi hai.

Jiya-kyu?

Abhi-because I fucking love you jiya

Jiya-par tumne to us din Manisha ko choose kiya tha na fir

Abhi-jiya Mene manisha ko choose nhi kiya tha mai bas shock mai tha teri bato ki vajha sai or meri khamoshi ko tune galat Samjha liya. Jiya Manisha meri Choti bhen jasi hai bass or kuch nhi.

Jiya-par pori duniya ko to yahi lagta hai na ki tum dono aak dusare sa pyar karte Ho.

Abhi-jiya mujha koi farak nhi parta kisi ko kya lagta hai kya nhi mujha bass tujhse farak padta hai ki tujha kya lagta hai.

Jiya-Abhishek ya sab bato ka aab koi matlab nhi hai aab hamare bich sab us din hi khatam ho gaya tha.

Abhi-jiya mai manta hu mujhse galti hue hai par mujha please itani badi saja to mat dai.

Jiya -Abhishek hamare liya yahi sahi hoga ki ham aak dusare sai dur hojai.

Par jiya ko chakar aajate hai or vo gir jati hai.

Abhi-jiya Jiyaa bacche please ankhe khol,mere sath aaisa mat kar jiya please ankhe khol.

Abhi jiya ko room mai leke jata hai aur osk phone sai unka family doctor ko call karta hai.Aur doctor aa jata hai.

Abhi-doctor dekhiya na jiya ko kya ho gaya.achanak sai behosh ho gai.

Doctor-1 min Mr.Malhan mai check karta ho.

Doctor thodi der baad

Doctor-jiya ka bp low ho gaya tha iss liya chakar aa gya but now she is totally fine.

Abhi-usa hosh kab tak aaiga

Doctor-thodi der mai una hosh aa jaiga,don't worry.

Abhi-thank you doctor

Doctor-most welcome Mr. Malhan

Doctor vaha sai chale jate hai.Aur abhi jiya ke pas Jake baith Jaata Hain

Abhi-jiya tune kitani aasani sai keh diya ki hamare bich sab khatam ho gaya hai. Itani aasani sai mujhse dur hone ki bat khe di aak bar yah nhi socha ki mujha pai kya beeta gi.Mai tere bina reh pauga ki nhi.Kyu jiya mujha bol dai ki abhi mar ja mai khushi khushi mar jauga par please khud sai dur kar ka to mat mar.

Abhi ka ankho mai aaso the.
Tabhi jiya ko hosh aa jata hai.

Jiya-Abhi tere ankho mai aaso kyu hai kya hua.

Abhi-jiya tu to aaisa bol rahi hai jese tujha pata nhi.

Jiya-nhi pata.

Abhi Jiya ka hath apne dil ke pas rakha.

Abhi-kuch feel hua?

Jiya-haa teri heartbeat bahut tej hai.

Abhi-aab dhere hue?

Jiya-nhi aur fast hogai.

Abhi-pata hai kyu kyuki tu mere pass hai.jab tu mere pass hoti hai to meri heartbeat tej hoti jati hai aur jab tu mujhse dur jati hai to meri heartbeat dhire dhire kam hoti jati hai, itani dur mat jaa ki meri dhadkan hamesh ke liya bad hojai.

Jiya-abhi aaisa mat bol pls

Abhi-chod ka nhi jaigi to kabhi nhi boluga,I swear jiya tere bina mar jauga mai.

Jiya-nhi jaugi kabhi bhi nhi

Abhi-promise

Jiya-pakka vala promise

To be continued........
Once again sorry for late update.
Aur please next part ka liya bahut sare idea's dena.
Okkkkkkk byyyyyy






abhiya LoveWhere stories live. Discover now