Last Chapter

181 13 11
                                    

Pratham and Devlekha were ready to marry each other, they were full of excitement and anticipation and determined to be together hoping their love can bridge the division between the two worlds. Their wedding started, rituals began. But their happiness was short lived as Rani Pari arrived there.

Rp~ruk jaiye Devlekha, aap ko maloom bhi hai ke aap dono ke milan se kya ho ga? (Devlekha looked at her sadly) kayamat aa jaye gi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Rp~ruk jaiye Devlekha, aap ko maloom bhi hai ke aap dono ke milan se kya ho ga? (Devlekha looked at her sadly) kayamat aa jaye gi

D~aur aap ki beti ki zindagi mein jo kayamat aye gi aone pyaar se judai ki, us ki aap ko koi fikr nahi hai?

Rp~fikr hai beta, jabhi hum aap ko rok rahay hain

D~pari maa, aap humesha humein sikhati thi bachpan mein, ke shaktiyaan asal taakat nahi hoti, asal taakat toh pyaar mein hoti hai, aur aaj jab aap ki beti ko pyaar ho gaya, toh aap kehti hain ke kayamat aa jaye gi?

Rp~pyaar mein taakat hoti hai, lekin farishte ke pyaar mein kiun ke hum pariyaan farishto'n ke liye bani hain, rakshaso'n ke liye nahi

D~mere liye mera Pratham he mera farishta hai, ek baar aap isay mujh se chheen chuki, ek baar aur aisa mat kijiye maa, aap ko ye kul kainaat pyaari hai ya apni beti?

Rp~dharti par insaan rehte hain, har insaan achha ya bura hota hai, aur kuchh masoom bhi toh rehte hain wahan, hum sab ki jaan ko khatre mein kaise daal dein?

D~aap ki ye beti masoom nahi hai kya? Yaad hai ateet mein Nageshwari naam ki pari ne bhi apna sab kuchh khoya tha apne pyaar ki khaatir

Rp~jabhi toh hum aap ko ye sab karne se rok rahay hain, usay kabhi us rakshas Aakesh ka pyaar nahi mila

D~nahi mila toh kya hua? Wo buraai karne se ruk gaya bas Nageshwari ki khaatir. Mera Pratham toh mujh se pyaar karta hai, mujhe toh pyaar milay ga, theek hai maa, tayaar ho jaiye apni beti ko khone ke liye, kiun ke aaj, abhi, isi wakt, main apni sabhi shaktiyaan tyaagti hoon, apne pyaar ki khaatir mujhe ye bhi manzoor hai

Rp~mat karna aisa, ye rakshas bas aap se aap ke kaaran isay mili gayi kaid ka intekaam chahta hai, ye aap ka wo haal kar de ga ke insaan toh insaan, aap ko dekh kar patthar bhi ro dengay aur hum kuchh nahi kar payengay

Pr~aisa kuchh nahi ho ga, aap ki beti kuchh kho de is se oehle main kho doon ga apni shaktiyaan

Pr~aisa kuchh nahi ho ga, aap ki beti kuchh kho de is se oehle main kho doon ga apni shaktiyaan

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
MaNan~Humko Tum Mil Gaye (Completed)Where stories live. Discover now