chapter 10

90 7 2
                                    

Naseem's pov
I was going home after that proposal event but then suddendly my mother called me

Ammi - nassem sunn tujh se kuch important baat karni hai

Naz - kya baat ammi

Ammi - tujhe na jara yn ke ghar jana hai samjha

Naz - kya sach mein ammi thank you soo much mujhe bhi uski bohot yaad aaa rahi thi abb mein usse mill sakunga

Ammi - naseem mere bacche thora shant hoo jaa or puri baat sunn le samjha

Naz - ammi kahiye kya kehna hai appko

Ammi - woh darasal mein baat pakki ke liye tujhe yn ko joo ring deni hai uske liye tu uski abhi ki koi current ring leke aaa samjha

Naz - jii ammi

Ammi - aur hai yn ko ghurta maat rahiyo humesha samjha

Naz - ji ammi

After i ended the call with ammi i was feeling excited to see yn again cause it has been two days since i haven't seen her and also the fact that i don't have her number makes this situation worst

I then started the engine of my car and drove to her house after getting out of the car i just stood infront of my gulaabs house i just pressed the door bell of her house and waited patiently for someone to opend the door with a box of  chocolates in my hands cause khali hanth kissi ke ghar nahi jana chahiye

THEN her elder brother iqbal opened the door i saw alot confusion on his and to honest if i would have been in his place toh mein bhi confuse kyunki why meri behan ka hone wala pati mere ghar ke darwaze paar khara hai jabki dono do din pehle shaadi ka rishta ke liye mile the toh itni kya jaldi hai mere jije ko meri behan se phirse milne ki
🙃

Iqbal - salam naseem

Naz - ji salam bhaijaan

Iqbal - aap yehan kese

Naz - car se

Iqbal - no i mean to say ki yn abhi ghar par nahi school mein hai toh wanha jao agar uss se milna hai toh

Naz - nahi mujhe abhi at this moment uss se nahi balki uski ek ring 💍 se milna hai

While we were having this important conversation suddenly Yn's  amma walked in and said

Yn amma - yeh kya apne hone wale jija ko wahan khara karke sawal jawab kar raha kitni dhoop hai bhahar naseem beta aap andar ayiye aur tu jaake apne jija ke liye thanda pani leke aa she said this to iqbal

Naz - aunty yeh mein saab ke liye chocolates laya tha

Yn Amma - naseem beta yeh chocolates toh yn ko bohot pasand thi appko pata tha

Yn Amma - naseem beta yeh chocolates toh yn ko bohot pasand thi appko pata tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

                Gift of chocolates

Naz - hai usne kaha tha so i decided why not to get her this

Yn amma - sach mein yn bohot lucky hai joo usko appke jessa accha larka mila hai

Naz - please aunty essa mat boliye
Infact mein lucky hun joo mujhe yn ka apni life mein sath aur support milega

Yn amma - beta mein aapki baat ko acche se samajhti hun agar abhi yn ke baba aur uske sabse barre bhai ne yeh batein suni hoti toh unhein bohot Khushi aur sukoon mila hota ki unki shehzaadi ko uska shehzaada mil hii gya

Naz - aunty mujhe lagta yn ko aage biking nahi karni chahiye i mean it is not good for her in many ways agar kabhi accident ho gaya toh kya hoga

Yn amma - toh beta jessa ki mene kaha woh humare family ki only larki or woh bhi sabse choti isliye uske baba aur dono bhai uski koi bhi khwaish puri karne mein lag jaate hai essa nahi hai ki woh iss baat ka koi bhi fayda leti hai mager fir bhi

Naz - mein samajhta hun aunty mein usse khush rakh ne ki puri kosis karunga

Yn amma - aur hai naseem beta abb aap mujhe aunty nahi balki amma bulana shuru kijiye cause abb yn appki dulhan banne wali hai thik hai

Naz - jii amma

Yn amma - dekhiye yeh larka abhi tak pani leke nahi aya ARRE IQBAL AUR KITNI DEIR TAK TU TERE JIJA  KO INTEZAAR KARWAYE GA HAI

iqbal - jii amma aya baas

Then iqbal bhaijaan came with a tray in his hand and offered me chai

Iqbal - yeh lo naseem meine dekha hai tumhe chai bohot pasand hai na

then i took the tea from him and started sipping on it ok one thing which needs to be clear is that ki meri gulaab ki family mein sabko acche se chai banna aata hai

Then the door bell rang making me think that ki shayed meri gulaab aa gai but all of that thoughts were crushed down by my would father in law and brother in law

Yn baba - are beta naseem aap yehan kesse

Naz - woh uncle darasaal mujhe yn ki ek ring chahiye thi woh mein usle liye jo ring lunga agar galat size ki le aya toh accha nahi hoga isliye mein aya tha

Amma - accha sorry beta meine appko itna wait karvaya zara rukiye mein abhi uske room se leke aati hun 

Naseem in mind - arre nahi amma abhi maat layi mijhe toh abhi apni gulaab se bhi milna hai itna bara zulm mat kijiye

Then i saw her amma getting downstairs abb toh mein usse mil bhi nahi paunga yeh kya ho gaya mere sath ajj mein usse dekh bhi paya soccha tha uska number leke jaunga lekin yeh ho na saka

Amma - yn apna kamra lock karke gayi hai toh woh jaab tak nahi ayegi uska kamra bhi nahi khulega sorry naseem beta hum appko abhi ring nahi  de sakte hai

Yn baba - koi baat nahi usse phone 📱 kar lo

Iqbal - baba meine kia tha usne uthaya nahi shayed sabse naraaz hai
Woh

Ferit - mager kis baat ki abb usko naraazgi hai

Iqbal - arre bhai  apni shaadi mein exam ki tension hai larki ko bichari uske kitne arman the saare doob gaye chapak 🌊

Ferit - lekin usko joo chahiye woh saab toh hum arrange kar hi rahein hai na jahan tak baat rahi exam ki mein uske liye yeh naye noice cancelling head phones laya hun aur meine teachers se bhi baat karli hai woh aur saare students exam ke baad kuch teachers ke assignments yani ki woh cultural wale jo iske subjects ke kaam ko shaadi ke baad ke ek haafte mein submit kar sakti hai

Everyone -  chalo accha hai yn abb sukoon se rahegi

Naseem in mind yaar meri wajah se gulaab ko kitni problem hoo rahi hai ek baar woh shaadi karke ghar aa jaye phir uska jahan bhi exam hoga mein khud usse chorne jaunga aur agar ho saake toh uske homework bhi karke dunga teacher ko kya hii pata chalega

Amma - naseem beta aap thora wait kijiye woh pagal aa hi jayegi nahin toh kanha jayegi

Naz - jii amma




                The end of chapter

Arrange Marriage | Naseem Shah | ff | Where stories live. Discover now