chapter 7

106 6 7
                                    

Naseem's pov
While i was leaving from yn house with my family i saw her standing on the balcony of her room she was waving goodbye to me with a pleasant smile present on her face then suddenly she did something which caught me off guard she gave me a flying kiss which i pretend to caught and put inside my kurta

Ubaid - bhai jaan chaliye jane ka waqt hoo gaya hai

Hunain - arre ubaid rehne de dekh bhaijaan ki ankhe toh bhabhi ke face se hath hii nahi rahi hai

Naz - tum dono mujhe pareshan karna band karoge ki nahi

Ubaid - bhai jaan hum kaha pareshan kar rahe hai

Hunain - ullta yeh aap ki harkatein hain jinpar hum saab pareshan ho rahe hai

Naz - matlab kya hai tum dono ka

Hunain - bhai jaan matlab yeh hai ki abbu ne appko bhabhi ko chup chup kar dekh ke muskurate huye dekha tha

Hunain - aur abb appki kismat kharab hone wali hai

Naz - abbu ne mujhe yn ko dekhte huye dekha tha kya mager kaab

Hunain - toh bhai jaan app yeh baat mante hai na ki aab bhabhi ko chup chup dekh rahe the

Ubaid - oho bhai jaan appko toh bilkul bhi sharam nahi hai esse kon kisi ko ghurta hai

Naseem - tum dono na ek nu-

Abbu - tum teeno namune kitne dair tak wahan khare rehne ka irrada hai aur agar tumhara hoo gaya toh ghar chale naseem kii abhi aur bhi kuch baaki hai

Ubu /nain / naz - jii abbu chaliye

We then quitely went in the car and took our respective seats the ride back home was all about ki kon meri shaadi mein kya kya karega when i tried to say something they all just shushed 🤫 me like i am the one getting married i am the groom and they are shushing me

While driving i was having thoughts like ki meine bola tha ki mein abhi yn ke pyaar mein nahi parunga Mager lagta hai allah ki kuch or hii marzi thi lekin joo bhi hota acche ke liye hii hota hai barre buzurg toh yehi kehte hai

Aur abb toh mene usse gulaab bolna bhi suru kar dia hai aur kyun na kahun woh bilkul kisi gulaab jesi dikhti hai

Ubaid - bhai jaan car chalate hui please apni driving pe concentrate karein na ki bhabhi ke khayalon par

Naz - ....................

Ubaid - bhaijaan aap meri suun toh rahein hai na humein ajj hi janat nahi jana hai marke

Naz - .................

Hunain - bhaijaan appko ho kya gya hai

Naz - ..............

Hunain - BHAIJAAN !!!!!!! ( Then hunain screamed in full force )

Naz - tu chilla kyun raha hai behra nahi hun thik hai

Everyone - hai woh toh dikh hii raha hai humein kon behra hai or kon nahi hai

Time skip next day morning

Naz - ammi mein ajj lunch bahar hii karunga

Ammi - mager kyun

Naz - woh darasal mein na ajj team meeting hai toh uske baad sabka bahar khane ka plan bana hai

Abbu - tu dekh sach sach bol khane ka plan bana hai ya fir tu uss Hindustani larki ke chaker mein apna mulk chor ke bhaag toh nahi raha

Nain - nahi nahi abbu abb agar ghar se bhagna hii hoga toh yn bhabhi ke sath bhai jaan bhagen ge kyun hai na bhai

Arrange Marriage | Naseem Shah | ff | Where stories live. Discover now