Abhir is happy

314 22 15
                                    

Abhir ran towards Adhiraj calling him
Papaaaaaaa. Abhir hugged him tighty and started crying. Abhir started breathing heavily. Akshara ran towards them. Adhiraj took abhir in his arms realising his condition. Adhiraj assured akshara with his eye gesture that he will not reveal the truth now. Adhiraj entered the birla hospital with abhir in his arms leaving abhimanyu all shocked. Doctor checked abhir and said he is fine now. Abhir is so happy now seeing his father.

Abhir : Papa ap hume chorke kaha chale Gaye te. Maine apke liye ek dairy banayi thi apke birthday k din lekin ap toh aye hi nahi. Sabko laga ap bhagwan k paas chale gaye ho. Lekin mai apse itna pyar karta hu ki bhagwan ne bhi apko mere paas wapas bhej Diya. Abhir asked again " ap itne din kaha the papa ? "

Adhiraj : Beta mai ek bahot bade kaam Mai busy ho gaya tha isliye nahi a paya. Lekin ab mai a gaya hu na. Ab Mai kahi nahi jayunga.

They both hugged each other. Adhiraj felt a connection. Abhir falls a sleep.

Akshara : Thank you Mr prakash. Apne bina kahe meri madat kardi. Ap bilkul mere pati abhinav ki tarah dikhte hai. Isliye mere bete ko laga ki ap Abhinav ho. Mere pati ko gujre 6 mahine ho gaye hai.

Adhiraj : Lekin aisa kaise ho sakta hai. Do insaan ek jaise kaise dikh sakte hai 

Akshara : woh toh pata nahi lekin ab abhir ko apse dur le jaana mushkil hoga. Kyuki woh apko apne papa samajh raha hai aur uski tabiyat bhi kharab rehti hai.

Adhiraj : Ap chinta mat kijiye mai usse Milne kabhi kabhi a Jaya karunga. Lekin isse zyada mujhse kuch ummeed mat rakhna. Mai 6 mahine baad US ja Raha hu hamesha k liye. Usse pehle mr birla aur abhir ki bonding acchi ho Jaye toh accha hai.

Akshara : Mere paas ek idea hai. Kya ap Mera saath denge?

Adhiraj : kaunsa idea ?

Akshara : Apko abhir ko sabke saamne daatna hoga. Jab tak woh apse detached na feel kare. Sirf yahi raasta hai abhir aur abhimanyu ki bonding sahi karne ka.

Adhiraj : Mai Aisa nahi kar sakta. Itne chote bacche ko mai kaise daatunga.

Akshara : Jab ap US chale jayenge toh mai abhir ko kya jawab dungi ki uske papa kaha gaye??? Tab uska Dil toot jayega. Isse accha pehle hi apse detached ho jaye.

Adhiraj : Thik hai agar yahi raasta hai toh yahi sahi

Next day Adhiraj went to abhir's school. Abhir was playing and suddenly he accidentally pushed his friend. Adhiraj ( in guilt ) scolded abhir infront of everyone. Abhir started crying and Adhiraj left him behind. Abhimanyu came and consoled abhir.

Adhiraj started behaving rudely with abhir so that abhir starts hating him.

Abhir : Kya hua papa? Ap mujhse naraz ho kya? Maine kuch galti ki hai kya? Bolo na papa please. Mai aj se accha baccha banke dikhaunga papa please mujhse naraz mat ho papa ( abhir started crying )

Adhiraj couldn't hold himself. He hugged abhir and said " mai tujhse kabhi naraz nahi ho sakta yar, tu toh sabse pyara baccha hai "

Akshara heard this and started crying.

Adhiraj and akshara both looked at each other in distress.

Abhimanyu was watching them from a distance and angrily started breaking everything in his room.

Abhimanyu : Aisa nahi ho sakta. Yeh abhinav phirse mujhse meri saari khushiyan nahi cheen sakta. Mera beta ekbar mujhse Cheena hai dobara mai yeh hone nahi dunga. He planned to kill Adhiraj again.

Akshara informed her whole family about Adhiraj. They all got emotional seeing him. Muskaan was out of town so akshara didn't contact her.

Abhir and adhiraj's bond started growing more. Adhiraj started feeling that fatherly feels. Abhir and Adhiraj often meet each other in goenka house.

Akshara's due date is coming near. Abhimanyu desperately want to keep Adhiraj away from it and he succeeded as Adhiraj's father sent him to Pune for a week ( due to abhimanyu's influence )

Lost loveWhere stories live. Discover now