I hope you guys like this story
This is true story
Base on my own life 🧬
Ye story hindi mein wo log bhi pad saka jinhai English nhi ati
Thank you ☺️.....................
Date 5 April 2021
( Ek ladki thi jis ki zindagi shayd us ka khud ka samhaj main nhi thi bass
Wo Zinda thi magar jee nhi rahi thi ) .....
5 April 2021
Ye din tha uski maa ki zindagi ka akhri din
Us din wo akali ho gayi thi bilkul akali
Jab usko pata cala ka uski maa usko chod kar jaa cuki hai to chup ho gayi bilkul chup shayd kismat ko yahi manzur tha usna sabar kar liya tha shayad Allah ko yahi manzur tha
........................
Wo aapna chota se Ghar ma aapna maa baap or ek Bhai ka sath raha kar ti thi uski maa ka jana ka bad wo wasa hi aapna papa or Bhai ka sath rehti rahi khuch din to asa hi soogwar bitaa akhri usdin sab ki zindagi badli thi uski maa ka jana se
...
Lakin sab se zada uski yana mahi ki zindagi badli thi shayad badli nhi thi barbad ho gayi thiAj ka dor ma ek ladki Bina maa ka zindagi gura or duniya guzar na de asan baat nhi hai
...........
Wo hasti khelte ladki jo sirf uski maa ki mout par 13 saal ki thi wo ek dum itni badi ho gayi.
Muskura chod diya
Khel na chod diya
Logo se milna chod diya
Mano wo to us din hi kar gayi thi bas ussa daafna na bhul gay hotha
..... ........ ...............
Jin baccho ki maa mar jati hai na ya to dar jata hai ya to wo bada ho jaya hai or mahi badi ho gayi thi
13.. sirf 13 saal ki umar mahi na pura Ghar Bhai baap khandan rishtadar sab samhaj liya tha us na aapni zindagi ghar ma guzar di thi mahi na socha jasa Mari maa thi ma bhi wasa hi Banu gi
Lakin asa hona mushkil tha uski maa bhot zada neak Khatoon thi kabhi kisi sa burai nhi li thi un hona zindagi me sab ko pasand thi woOr yahi se shuru hoti hai ek new life jiska bara usna shoch na tha 🥺
Part 2
Uski zindagi mano badal gayi thi wo subha soo kar uth ta sath kitchen ma Cali jati kam Jo karta hota tha pura Ghar samala tha mahi naUska Bhai ka naam tha Farhan wo usse 8 saal bada tha lakin aapni 8 saala choti behan se nafrat karta tha pata nhi kiyu par wo ussa bachpan se hi pasand nhi thi
....
Mahi ka peeda hona ka bad uski ahmiyat kam ho jana ki wajah se wo usko na pasand karta tha
Paragi fir bhi uska bada Bhai ka bhot khayal rakh ti thi wo cha ti thi uska baap or bada Bhai ye nhi socha ka unka koiy khayal nhi rakhtaMahi na aapni itni si Umar ma Jo ussa ho saka usna kara aapni zindagi laga di us ghar ma
Mahii ka baap
Behad gussa wala mard tha
Kanjoos insaan tha
Aapna baccho ka bhi farak karta tha
Bata accha or bati bura
Bati to be wasa bhi paraya dhan hoti hai to usse payar mat karo
Wo har baap ki tarha aapni bati ko boj samhaj ta thaMahi aapna papa se payar karu thi unka khayal rakhti thi Magar uska baap ko parwah na thi
Uska baap ko dusri shadi karti thi or pehal to har baccha ka tarha usko bhi bura laga sotali maa ka bara ma socha kar uski maa ki jagah kisi or ko wo kasa da da ti
Us din uska baap ghar aaya or aapna baccho ko bula kar bola
.....................
2 part
On Monday
29 April ko
Bye ❤️
YOU ARE READING
kismat ki kahani
Non-Fictionthis story is real I hope you guys like it ☺️ thank you all