chapter 6 ( haseena cry)

296 33 15
                                    

After haseena left, Krishna bhi uske piche piche ja raha tha chup chup ke

Hm side---------👇👇👇

Haseena jab village ki road se katora hath me le kar chalke ja rahi thi, gao ke sab log usko dekh raha tha or hash raha tha
Hm ko kuch samaj nahi aarahi thi ki q vo log usko dekh kar hash rahi thi
(Hm un logo ko ignore kar ke ja rahi thi )
Suddenly........

Ek admi aata hai or haseena ke hath ki katora me 1 rupees ka coin( 1 paisa) deta hai or haske chala jata hai

Hm: ye kya hai.. ( uski bat complete hone se pehle hi...)

Sab log ek ek karke katora me Paisa Dene lagte hai or sab hash bhi rahe thi

Other side ks bhi hash rahi thi ye sab dekh ke

But Ye sab dekhke hm bohot irritate ho jati hai or bolti hai...

Hm: aap log pagal hai kya, ye kya kar rahi hai aap log, hum kya bhikhari dekh rahi hai aap logo ko ye fir kya hum mang rahe hai aap logo se paisa? Kyu de Rahi hai 😡😡😡

Village man: kya madam, aap hi to mang rahi hai, muh se nahi par likh ke, wahh kya neye tarika apnaya hai 👏

Village women: ha wohi to, dekh kar to bhik mang ne wali nahi lag rahi hai, ye ladki kuch kaam karo ashe bhik kyu mang rahi ho or wo bhi 1 paisa ke liye

Hm: aap log ye kya keh rahi hai?, hum bhik nahi mang rahe hai or ye kya likha hai? Jhut mat boliye 😡

Another Village women: aree humpar ashe gussa kyun kar rahi ho or apne piche dekho , ek to bhik mang rahi hai or upar se juban dekho ladki ki

Hm apni face piche murti hai or ek paper dekti hai vo uss paper ko leke padhti hai or shock ho jati hai

Sab log uski reaction dekh ke or bhi jada hashne lagte hai,🤣🤣🤣🤣🤣🤣

Hm ko bohot bura feel hoti hai uski ankho me ansu aageyi thi( kyuki isse pehle uske sath kabhi asha nahi hua or bohot embarrassing feel kar Rahi thi)

Hm woha se jane ke liye mudti hai or suddenly ks ko dekh leti hai jo ki bohot jorse hash raha tha, ye dekh ke hm ko bohot gussa aati hai or Ashu bhi fir wo woha se dorke(run) chali jati hai rote huye

Ks bhi dekhti hai ki hm rote huye chali geyi

Ks: lagta hai kuch jada kar diya mene, Amma ko bata diya to hum to geye kaam ke, or wo to ro bhi rahi hai( then ks bhi uske piche jata hai)

Ks: rukiye haseena ji, suniye to

Hm nahi rukri hai, wo baas ks ko ignore karke ja rahi thi
Fir ks jorse dorke piche se hm ki hath pakadti hai

Hm:kya kar rahi hai aap, level my hand

Ks: suniye to, hum baas mazak kar rahe the sorry ,hume apko rulaneka iraada nahi tha

Hm: mazak huh, jhut mat boliye or apko to bohot khushi ho raha hai, ki finnally aap ne hume sabke samne hamara mazak banaya, hume rulaya,( rote huya bol rahi thi)
then hm left---

Ks: ama humne ye kya kar diya, unko rula diya( ye bola or side me ek tree pe punch kiya jorse do teen bar)
Soch Krishna, kese sorry bolu manau unko, kuch to karna padega
Then ks also left from there -------👇👇
.
.
.
After sometime
Sab mandir se ghar chali aati hai or dekhti hai ki hm akela baithi hai

NM: haseena tu mandir kyu nahi geyi? Krishna tujhe bataya nahi kya?

Hm kuch nahi bolti hai kyuki vo kuch soch rahi thi fir ammi uski shoulder pe hath rakh ke jorse bolti hai

NM: HASEENA.....

Hm hosh me aati hai or bolti hai
Hm: kya hua ammi? Aap kuch bol rahi hai?

NM: Han humne pucha tu mandir kyu nahi geyi? Krishna ne tujhe bataya nahi kya?

(Hm ko sab kuch firse yaad ya jati hai par wo khud ko control karke bolti hai)
Hm: Han bataya tha par vo hamara tabiyat kharab lag rahi thi isliye humne hi nahi geyi(jhoot bolti hai)

NM: kya! tabiyat kharab hai teri tume batayi kyu nahi

Hm: ammi ab hum thik hai vo thoda headache ho rahi thi par ab thik hai hum

Ks ye sab sun raha tha gate pe khara rehkar or man me socha( unhone jhut boli humko bachane ke liye) or smile karta hai
Fir ks ander aata hai

PS: aree krishu tu aageya or kaha geya tha tu, haseena ko aakele chorke

Ks: wo Amma wo.. ( ks kuch bol hi nahi pa raha tha, usko samajh hi nahi aaraha tha ki kya bole)
Tabhi hm bolti hai

Hm: ammi hum room me ja rahe hai

NM: ha chal mai bhi tere sath chalta hu
Hm and nm left ◀️
Priyanshu ko bhi call aata hi or wo bhi woha se chala jata hi room me

PS: santu tu mere sath chal kitchen me kuch kaam hai
(Ks jaldi se bolta hai)

Ks:nahi ammi vo kya hai na hume choti ke sath kaam hai, choti tu mere sath chal
(Ks santu ko leke room me chala jata hai or room ka door band kar deta hai)

Ss: kya hua bro, kya kaam hai apko mujhe

Ks: choti please help karna ek garbar ho geya hai ( ks sab kuch santu ko batate hai)

Ss: bro apne accha nahi kiya, haseena di bohot acchi hai or apne unko rulaya, soooo bad bro, agar Amma ko pata chali to fir aap to geye

Ks: choti tujhe help karne ke liya bulaya hi humne to help kar na, ashe Dara kyu rahi hai tu

Ss: aree bro dariya mat, hum Sab kuch ashe chutki me thik kar denge( ss chutki Marti hai par bajti nahi hai)

Ss: aree ashe chutki me(fir se chutki Marti hai par isbar bhi nahi bajti hai)
(Wo firse try karne ja rahi thi... Tabhi)

Ks: rukja meri ma 🙏 kuch plan hi to wo bata

Ss:Han hai na broo( mute conversation)

Ks: wah choti plan to badiya hai par kya wo manegi , kya haseen hume maf karegi?

Ss: 200% maf kar degi broo, mene bohot movie me dekha hai , hero ye karta hai or heroine hero ko maf kar deti hi

Ks: accha thik hai chal ab or ha itna movie mat dekh Amma ke sath, uski tarha drama queen ho jayegi tu
( Ye bolke Ks chali jata hai)

Ss: aree main movie dekhta hu isliye to ye idea de paya broo ko or wo hi ye bolke chala geya,😒 next time se help nahi karunga dekh na( fir ss bhi chali jati hai)
.
.
.
. Time skip-----
Ashei pura din bit jata hai, hm ks ko ignore kar rahi tha or ks plan ka jugad kar raha tha
.
.
.
.
After dinner

Sab dinner karke apne apne kamre me chale jate hai or so bhi chuka tha ( ks ke ilawa)

Ks: lagta hai sab so geye hai , chal Krishna kaam pe lag ja
.

.


.
---------------------- aj ke liye itna hi --------------

Ks kya karne wala hai?
Kya haseena karegi Krishna ko maf?
Wait for next part to know
.
.
.
Kese laga ye part comments me batana guys
And please vote

Apke ek vote and comment se hume or bhi jada motivation milta hai so please vote and comment and also follow me pls

🙏Thanks 🙏
Love you guys ❤️








hum tere hai sanamWhere stories live. Discover now