Paras kam se ghar laut ta hai vo pure nashe me dhut hota hai
Rukmani... Aaj beta kuch khaa le
Paras... Maan nahi hai maa
Paras apn room me chala jata hai
Rukmani... Tu kya khari haai jaa mere beta aya hai kamre me jaa vo nahi khayega to tujhe bhi khane ki koi jarurat nahi hai sana darte hua kamre ke andr jate bau aur kass kar uss galo par tamcha padta hai jiski vajh se vo niche gir jate hai
Paras usske balo ko pakad kar khara karta hai
Paras.. Sali kitni bar kaha hai jab me kamre me aau tu bhi mere sath kamre ana chiye itna late kyu
Sana rone lagte hai
Paras.. Roo kar mere mood mast kharb kar sali kapde nikal apne
Sana.. Vi mujhe period hua hai
Paras.. Kyaa mujhe tu cahiye kapde nikal ap e
Sana.. Suniye kuch dunt ki baat hai
Par.. Mujhse juvan ladayege
Paras apna belt nikla kar usse bahut marta hai aur uske sath jor jabardasti sex karta hai jab uska maan bhar jat hai to ho Sana ko laat maar kar bed se niche gira deta hai sana niche jamen par naked lete hote hai uske period ka blood behe jaa raha tha dard ki vajh se vo uth nahi pate hai uske akhon se assu beh jaa rahe the par uske muh se aawaj nahi thi
Vo seeking fan ko jinda lass ke tarah deke jaa rahi thi
Sana pov.. Ya allah ye kaise jindagi hai isse behatr maut hi aa jaye
Sana apne bite hua ek saal ke bare me sochte hai paras aur rukmani kolkata me to uske maa papa ke samne bahut ache ban rahe the ye bhi kaha tha ki vo bahut ache kam karte hai par sab jhut tha yaha akar Sana ko pata chalta hai ki paras ek gunda aur bar me kam karta hai ek nasede hai uske pahli ek shadi hoa gaye the uski bici bhag gaye the Sana uske dusre wife hai
Pahle raat se hi paras usse marta pita tha uske sath jabardasti karta usse physically mentally touched karta tha rukmani bhi usse abuse karte the vo logo mahine me do baar hi Sana ko apne family se baat karne dete the taki unhe koi shak na ho
Rasid aur sultana ko yahi lagta tha ki Sana bahut khush hia
Par vo kya jante the haar ek din uske liye koi dard se kam nahi tha
Vo jaise taise uth kar kapde pehnte hai aur clean karte hai aur niche let jate hai uska pass izzat nahi tha bed oar sone ki jab tak paras uske sath sex karta tab tak hi vo San ko bed par allow karta tha
Sana ko uss ghar me dam ghutne laga ta
Vo akhen band kar ke soa jate hai agle subha ke asha me ki kal subha uske liye acha hoa
Usse kya pata tha aallah ne uske dua Qoobool kar liya hai uske taklif oo se azad hone vali hai vo
❣️ plz like & comment & follow ❣️
![](https://img.wattpad.com/cover/355145046-288-k121607.jpg)