Sana jinda lash ko tarah chli jaa rahi thi
Sana... Aise jindagi ka kya karu me jiss ke liye apne maa papa ko chor kar aye vo to ek hevan nikla mere maa papa mujse dur hoa gaye me anth hoa gaye aise jindagi ka kya karu me jii kar
Sana ek bade se bridge🌉 ke upar se jaa rahi thi
Vo bridge ke upar charte hai
Sana... Maa papa me bhi aa rahi hu apke paas
Sana uss bridge se aakhen band kar ke kid jate hai apr vo apne aap ko hawa oo me pati hai Sana akhen khoti hai to dekhte hai ki vo hawa me hai mank usse kise ne bacha liya hai
Sid.. Me jaab aya to dekha mere jaan apna jaan dene jaa rahi thi
Sana.. Mujhe marne do.. Rote hua... Mere jene ki ab koi vajh nahi hai aise jindagi ka kya karu me
Sid Sana ko apne sine se sama leta hai uske akhon se assu behne lagte hai uske akhon ke assu se asman bhi barish barasa ne lagta hai
Sid dhere se Sana ko niche lata hai aur usse tabel par betha deta hai vohi ek garib insaan leta tha Sid apne magic se usse khara karta hai aur Sana ke samne lata hai
Uss admi ko koi hosh nahi tha mano uske sari ko kise ne control kiye hua tha uske akhen band thi Sid baat karna canta tha Sana se isliye ussne uss admi ko vas me liya
Kyu marna cahti hoa tum
Sana samne ek admi ko khra dekhte hai jo aken band kiye khara tha jaise mano vo soa raha hai
Admi... Me vo jinn hu jiski vajh se ye hua hai mene isse vas me kiya hai taki me tum se baat kar saku kyu tumhe marna hai ha
Sana.. To kya karu me ab kon hai mera kya karu jii kar
Sid.. Apne liye jiyo kya tumhe marta dekh tumhare maa papa ke eooh ko shanti milege nahi vo tumhe khush dekhne ke liye tadap rahe hai unke atama abhi hui bhtak rahi hai
Sana.. Mujhe unse baat karne the akhri baat bhi me apne maa papa se baat nahi kar paye unhe nahi dekh paye Sana rone lagte hai
Sana ke maa paap ki rooh wahi bhtak rahi thi apne bete ko aisa rota dekh vo bhi roa rahe the vo mare jarur the par bete ki chinta me unki rooh ise duniya me reh gaye
Jinn rooh ko dekh pate hai
Sid magic se Sana ke mom dad ke rooh ko samne lata hai jiski vajh se Sana unhe dekh paye
Sid.. Aap hi apne bete se baat karo ab vo ap logo ko dekh payegw
Sultana.. Sona
Sana apne maa ke awaj soon samne dekhte hai jaha uske mom dad khare the
Sana bhag kar unhe hug karne jate hai par kar nahi pate hai
Sulta... Beta hu tumse bahut dur chale gaye hai ab tum hume chu nahi paoge
Sana.. Kyu maa kyu chali gaye mujhe akele chor kar mujhe bhi apne sath le chalo mujhse iss duniya me nahi rehna yaha ke sab hecan hai
Rashid... Nahi beta allah ne hume jindagi di haiaur allha ke hath hi humew maut hai hum apne aap ko nahi maar sakte beta musibat to ate rehte hai tumhe jina hoaga akele jina hoa aur tumhare sath ye jinn hai hume ab koi fikar nahi hai kyuki hum jante hai ye tumhe bahut khush rakhwga
Sana jinn ka nam soon kar apne maa papa ko dekhte hai
Rasid...Humne socha ki ye tumhe taklif pahuchyega apr isne to Tumhe uss insaniyat janvar se bacaya hai jisse dar kar humne tumhare shadi karvaye vo hi tumhara rakshak bana hai beta tumhe jina hoga aur khusi se jina hoga humre ye hi akheri khwaish hai
Sultana.. Sid ki aur dekh kar... Humne tumhe bahut galat samjha mere bete ko tum se nahi iss jalim duniya ke insano se bachna hai tum mere bete ko bacana vo nandan hai..
Sid.. Humm
Rasis aur sultana kisi rooh piche ki aur jane lagte hai
Sana..maa papa
Sultana rasid... Khush rehna bache... Aur unki rooh akash me hawaon me mil jate hai
Sana wahi beth kar rone lagte hai
❣️ plz like & comment & follow ❣️