Rishi : it's ok...
Ahana read the massage and she was very happy..
Isse pehle ahana usse or koi massage karti tanuja byy ka massage karke laptop chin leti haiAhana : dii...itni jaldi kyu....
Tanuja : tu pagal ho gayi hai kya...agar tu usse sach nhi batati toh...usse pata hai kitni galat fehmi hoti...or yeh sahi nhi hota...na uske liye na mere liya... kyunki Mai usse pyar nhi karti hu....or agar usse aaisa lagat ki mai usse pyar karti hu..or yeh massage mai kar rahi hu..toh wo apne dimag mai pata nhi kya kya galat fehmi pal leta...or yeh sahi nhi hota..... isliye aainda se..tu usse koi massage nhi karegi samjhi...🤨
Ahana : di mai kyu bhala aaisa krungi..bass normal' massage...
Tanuja : maine bolana nhi....🤨
And wo laptop lekar bed par beith jati hai and kuch kaam karne lagti hai
After sometime
Tanuja or ahana dono so jate haiNext day
Tanuja jaldi se ready ho jati hai
Tanuja's outfit
Amrita : tanuja ahana ko bhi jaldi bol ki ready ho jaye..mandir nhi Jana kya...🗣️
Tanuja : haa bolti hu...
And tanuja bed ke pass jati hai and ahana ko uthane ki koshish karti hai
Tanuja : ahana...uth mandir nhi Jana kya...
Ahana : sleepy tone) thodi der or please.....
Tanuja : oye uth...raat bhar massage karegi..or aab mandir ke time par gadhe bech ke soyegi..pata nhi kaisi ladki hai....uth
And ahana ka haath pakad kar usse khichti hai and bed ke niche beitha deti hai
Ahana : dii...tujhe kya ho jata hai subha subha...jo tu mere piche padi rehti hai...
Tanuja : oye hogaya na..
Chal jaldi ready ho...mandir Jana hai...Ahana : tch... theek hai...tu konsa meri baat sunne wali hai...🤨
And uth kar bhag jati hai and and tanuja bed theek karne lagti hai after sometime ahana ready hokar aati hai and apne hair comb karne lagi hai
And thodi der baad dono mandir ke liye nikal jate hai
Pan to rishi
Rishi apni car Mai tha tabhi wo car rokta hai and apna phone par kisi ka number dial karne lagta hai tabhi ek old lady uske car ki window par knock karti hai
And rishi window open karta hai
Rishi : aa..kahiye...apko kuch kaam hai..
Lady : beta yeh phool Lelo...
Rishi : mai bhala phool ka kya karunga...aap rehne dijiye...or yeh paise rakhiye...
Lady : nhi beta...mai aaise paise nhi lungi...tum phool Lelo..or tum jisse pyar karta ho usse de Dena...beta...🙂
Rishi kuch sochta hai and phool le leta hai and unhe paise deta hai and car se bahar aata hai
Rishi : pyar ko de Dena...par kaise du...wo milegi toh dunga na......tch...
And tabhi tanuja or ahana waha aa jte hai and tanuja Rishi ke piche se hokar jati hai and uska Dupatta rishi ke face par aa jata hai and wo wapas se dupatta mai kho jata hai but Tanuja ka dhyan uspar nhi tha because wo ahana se baat kar rahi thi and wo aage Jane lagti hai
Rishi : yeh toh...tanuja..?
And uss aage ki taraf dekhta hai and he was very happy to see her
Rishi : aunty ki dua kaam aayi...😍
And wo uske pass jata hai and uske aage Jake khada ho jata hai and tanuja usse dekh kar ruk jati hai and shock ho jati hai and ahana was very happy
Ahana : dii...dekh
Tanuja : dekh hi Rahi hu .🤨
Rishi : aa..hi..☺️
Ahana : hi...☺️
Tanuja : tum yaha subha subha kya kar rahe ho..
Rishi : aa..Mai bass yaha se jaa rha tha..tabhi..arey haa..yeh phool tumhare liye...
And usse phool deta hai and tanuja uske haath se phool leti hai and she was canfuse
Tanuja : phool...yeh kis Khushi Mai...?
Rishi : aa..darasal yeh mujhe ek lady ne Diya or kaha ki..yeh mai usse du..jisse mai oyar karta hu..toh maine dekha tum yehi ho..toh maine tumhe de diya..and isse pahle tum mujhe kaho ki tum mujhe pyar nhi karti...Mai bata du..ki tum karo na karo par mai karta hu.. isliye meri taraf se..☺️
YOU ARE READING
love Connection 💕
Fanficrishi Singh bedi a very handsome boy and very famous business man but suddenly he fallin love for tanuja tanuja was a cute and inocent girl she loves her sister and her work