Baatein badal gayi,
silsila badal gaya,
Dosti ka voh phool poora,
Khil ke bhi jal gaya.
Mehfil raaton mein jamate the,
Haath ek doosre ko thamate the,
Ab raatein bhi ansoo se bhar gayi,
Aur haath bhi kaanp jate hai.
YOU ARE READING
Khwaab-E-Kavita
PoetryDil Se Nikli Awaz, Khwaab ke Alfaaz, Voh Chupe Rustam Raaz, Jab Kavita Ban Jate Hai, Sirf Muskurahat Late Hai ~
~badla badla~
Baatein badal gayi,
silsila badal gaya,
Dosti ka voh phool poora,
Khil ke bhi jal gaya.
Mehfil raaton mein jamate the,
Haath ek doosre ko thamate the,
Ab raatein bhi ansoo se bhar gayi,
Aur haath bhi kaanp jate hai.