7. aaya jamayi raja 🤭

105 7 8
                                    

Then suddenly auto stopped
Sumedh : kya hua
Driver : pata nahi sir start nahi ho raha hai
Auto driver came out
Sumellika also came out
Auto driver : sir yeh bohot time lagega
Sumedh : achha.....
Thik hai
He gave money to him
Sumedh : yaha ke aas paas autos milte hai kya
Auto driver : nahi sir 5,6 km tak koi autos hi nahi hote
Mallika : waha tak toh meri ghar aajaati hai
Ab kya karenge
Sumedh : aur kya kare chalke jaayenge chalo
They started walking
Mallika : mere ghar itni dur hai??!!
Sumedh : chal rahi ho na isiliye aisa lag raha hai
Mallika : meine kabhi itna dur nahi chali
School keliye bhi nahi
Sumedh : thodi hi der mein pohuch jaayenge
Mallika : kya pohuch jaayenge
Abhi 5km hai ghar
After sometime she stopped
Sumedh : kya hua
Mallika : paav dukh rahe hai thodi der rukte hai
Sumedh : thik hai yaha aao
There is a bench
He made her sit on that and he also sat besides of her
Mallika : ek baat bataoge
Sumedh : kya
Mallika : tumhare gharwale matlab maa papa ke alawa tumhe aur aanchal ko hate kyu karte
Tum dono bhi toh unka hi khun ho na
Agar tumhare bade bhaiya se pyar karte toh tum dono se kyu nahi
Sumedh : wajah mai bhi nahi jaanta
Lekin maa ne ekbaar bola ki bachpan mein humse aisa galti hogayi jisse unko humare liye nafrat hi hua hai
Mallika : kitni ajeeb hai tumhare family
2 din mein shadi
Beta ki teen bachhe hai lekin ek hi bachhe se pyar hai
Subah 7 baje office kholna
Bahu ko taane maarna woh bhi itni ajeeb baaton par
Aisa family toh meine jindagi mein kabhi nahi dekha
Sumedh : tum toh aisa bol rahi ho jaise tumne puri duniya ko dekhli
mallika : ha dekhi na mai
Sumedh : kya dekhi ho tum batao
Mallika : aree... Meri khudki family ko dekhi hu
Meri itne friends hai unhe dekhi hu unke families ko dekhi hu
Meri school ki teachers ko dekhi hu unke families ko dekhi hu
Meri padosi ko dekhi hu unke family ko bhi dekhi hu
he getting laugh but he controlled
Mallika : aur itna dekhne ke baad tumhare family ko dekhi hu
Sumedh : ha ha bohot bohot dekhliya tumne
Mallika : tum mere mazak uda rahe ho 🤨
Sumedh : aree nahi mai kaha tumhare mazak uda Raha hu
Agar mazak udaata toh hasta hu na
Dekho hass nahi Raha hu mai
Mallika : hmm....... Yeh bhi hai
Achha ab chalo late ho jaayegi fir
Then they again started
While going
Mallika : tum kabhi itne dur chala
Sumedh : nahi
Mallika : kyu?
Sumedh : tum kyu nahi chali?
Mallika : aree mai toh school padh rahi thi na
He stopped and seeing her confusingly
Sumedh : kya... Mai samjha nahi
Mallika : aree kitne budhhu ho tum
Meine 12 tak hi padhi thi bachpan se bas ghar aur school yehi tha mera life
Ha bahar bhi gayi thi lekin mere papa kabhi mujhe itna chalne nahi diya
Lekin tum toh 24 saal ki ho graduation pura kiya ab job bhi kar rahe ho toh socha ki kabhi chale hoge
Sumedh : mere parents na tumhare hi parents ki tarah bohot pyaare hai
Mujhe itna dur toh nahi le jaa sakte samjhi
Ab chalo
After sometime her legs started paining again
Sumedh : firse paav dukh rahe hai?
Mallika : haaa bohot....
He thought for a while
Sumedh : agar tumhe uthaunga toh tumhe koi problem nahi hogi na
Mallika : tum mujhe uthaaoge 😳
Sumedh : aur koi raasta hai?
Mallika : nahi but haatho mein mat uthaao peet pe uthaao haatho se zyada peet behtar hai
Sumedh : thik hai aao
Then he picked up her on his back and started going
However they reached her house
Then he brought her down
She became so so happy
Sumedh : suno
Kisiko mat batao ki mai tumhe uthaake laaya hu
Mallika : kyu?
Sumedh : aree bola na nahi batana hai
Aisa nahi batate hai kyuki sabko lagega ki hum.....
Over kar rahe hai
Mallika : humne kaha over kiya
Sumedh : aree dimag mat khaao aur chalo andar
Milna nahi hai mumma papa se?
Mallika : aree milne keliye hi aaye na
Sumedh : toh yeh discussion band karo aur chalo andar
She nodded like a kid
They went inside
Mallika : mumma ......
Revathi and pankaj seen at outside
They became so happy
Revathi : mallika....
They went to them
Revathi hugged mallika
Revathi getting tears
She wiped those and broke the hug
Revathi : meri bachhi tu aagayi
She kissed at her forehead
Mallika : papa
She hugged her father
He kissed at her forehead
Pankaj : kaise ho beta
Mallika : bohot achhi hu
Revathi : kya achhi ho dekho kaise dikh rahi ho thik se khana kha rahi na
Mallika : aap bhi na mumma khana nahi khati toh baat karne ki energy kaha se aayegi
Revathi glared her
Pankaj laughed
Revathi : aise faaltu jawab dene keliye humesha aage hoti hai
Then she noticed sumedh
He is seeing them with a smile
Revathi : aree sumedh beta bahar kya khade ho andar aao
Then he went inside
Pankaj : aree woh... Maaf karna beta woh mallika ko dekhne ke khushi mein tumko...
Sumedh : aree nahi nahi papa
Koi baat nahi mai samajh sakta hu
Agar beti Ghar aati toh kaisa lagta hai
Mallika : tumhe kaise pata hai tumhe toh beti bhi nahi hai na 😳
Sumedh hitted his forehead
Revathi : mallika..... Kaisi baatein kar rahi ho
Sumedh : meri beti nahi lekin behen toh hai jisse mai bohot pyar karta hu
Woh toh itne din hostel mein rahi recently aayi na
Mallika : ha toh ladki bolni chahiye beti nahi 😒
Sumedh : ji aage se dhyaan rakhenge aap chaliye jaake baithiye
then they all sat on sofas
Mallika sat besides of her father
And sumedh sat in another sofa
revathi : aap log baat karke rahiye mai jaake kuch banake laati hu
Pankaj : a...b itni achanak se aagaye phone bhi nahi ki
Agar karte hote toh pehle hi kuch banake rakhte na
Sumedh : aree nahi iska kya zarurat woh actually mallika ko aap logo ki yaad aayi toh leke aaya
mallika : pata hai papa raaste mein na auto ruk gaya hai
He understood what she about to saying
Sumedh (inside) : yeh batane wali hai!!
Mallika : aur tab hum dono chalte aaye hai fir meri paav dukhne lag gaye toh isne mujhe apne peet par utha liya
Sumedh hitted his head
Pankaj surprisingly seen at sumedh
Sumedh : woh iska paav dukhne lage toh isiliye.....
Sumedh glaring mallika
Then she remembered what he said
Mallika (inside) : bhul gayi 🤦
Pankaj : chalo achha hai tum dono kaise na kaise aa toh gaye
Mallika : ha papa aapko pata hai waha na mujhe ek achhi friend mili hai
Sumedh ki behen aanchal
Woh bhi meri tarah 12th boards likhi thi recently aur pata hai papa usko bhi meri tarah green colour hi pasand hai aur usko wahi sweet pasand hai jo mujhe pasand hai
Usse bhi wahi stall ka noodles pasand hai jo mujhe pasand hai!....
Sumedh (inside) : yeh sab kon bolta hai 🤦
Mallika : papa aap jaante hai mujhe na saadi pehnne mein bohot dikkat ho rahi thi tab aanchal aake help Kiya lekin baad mein chali gayi aur mujhse pin rakha nahi jaa raha tha tab
sumedh mujhe help Kiya hai saree ko pin rakhne
Then sumedh started coughing
Pankaj : aree beta paani peeyo
Revathi paani leke aao
Mallika : kya hogaya abhi tak thik ho achanak se khasi kyu aa rahi hai
Ice cream khaye the kya ?
He seen at her
Sumedh(inside) : iss khasi se zyada tumhare questions ko sunna hi bada mushkil lag raha hai
Revathi : beta paani lo
He taken that water and drank it
Then mallika continued talking with her father
Sumedh : ek minute ek baar
Revathi came to him
Revathi : kya beta
Sumedh : yeh mallika.... Sach mein 19 saal ki hai?
Revathi : ab... Haa beta kyu?
Sumedh : 9 saal ki lag rahe hai uske baatein
Revathi smiling
Revathi : nahi beta woh usko bolna bohot pasand hai khaskar uske papa se
Isiliye yeh sab baatein bolti hai thaki uski Mann halka hojaye
Agar koi baatein nahi milte toh aise hi bachho wali baatein bolti hai
Sumedh : aur aaplog bakwas samajhkar sunn lete hai
Hai na
Revathi : haha sabhi ko na uske bakwas sunne ka bohot mann karta hai beta
By saying this she left from there
Sumedh (inside) : mujhe toh headache aata hai iski bakwas se
Mallika (low voice) : papa
bolo na
pankaj : ha ha
A....b sumedh beta woh aaj aap dono dinner yehi kijiye
Sumedh : yaha!!!
Pankaj : ha beta mana mat karna
Sumedh : lekin.....
Mallika rukegi na mai kyu papa
Waha maa intzaar kar rahi hogi meri
Mallika : toh bataado maa se
mana thodi na karegi
Sumedh : mana nahi karegi lekin.....
Agar usko hurt laga toh
Mallika : hurt kyu lagega?
Sumedh : woh....
Aaj tak mai kahi bhi jaaun raat tak ghar pohuch jaata hu
Aur maa toh mujhe khana rakhe bina nahi khaati
mallika : toh mujhe do mai baat karti hu
Sumedh : tum?? Kaise baat karogi
Dekho tum usko mana nahi sakti
Mallika (angrily) : bola na mujhe do mai baat karungi samajh nahi aata kya
He is so shocked with her sudden behaviour
Then he gave his mobile
She dailed to yashoda
Mallika : papa aap baat kijiye
Sumedh : hai??!!!
Toh itna build up kyu di thi
Mallika (angrily) : shhhuuu
Baat kar rahi na mai papa se
Papa aap baat kijiye
Pankaj : ha ha... Thik hai
He taken that phone
On the other side
Yashoda mobile starting ranging
She lifted the call
Yashoda : ha kanha bol
Pankaj : a...b behen ji mai mallika ke papa hu
Yashoda : aree Bhai sahab aap
Namaste
pankaj : ji namste
Woh darasal baat yeh hai ki
Mallika aur sumedh aaj dinner keliye ruk sakte hai?
Yashoda : aree kyu nahi bhai sahab
Yeh koi puchne wali baat hai kya
pankaj : ji bohot shukriya
Yashoda : aree shukriya kyu
Aapke hi beti damad hai na
kahi yeh sumedh kuch bol raha hai kya
Isiliye aap itna keh rahe hai
Usko phone dijiye aap
Then he gave phone to sumedh
Sumedh : ha maa
Yashoda : tu mana kar raha hai kya waha khana khaane keliye
Sumedh : nahi mujhe koi problem nahi lekin tumhe bura nahi lagega
Yashoda : paagal hai kya
Mujhe kyu bura lagega
Aree daamad ho unke pehli baar Ghar gaye ho
Itna toh chahte hai na ki beti aur damad ko khana rakhe
Dekho shadi ke baad pehli baar tum dono unke Ghar gaye hai
Yaha aane ki itni bhi jaldi nahi hai
tum dono waha raho khana khaao
Kal aaram se aao
unhe bhi achha lagega na ki unke beti damad itni rehe unke sath
Samjhe?
Sumedh : lekin dadaji kya woh kya bolenge
Yashoda : dekho yaha mujhe bohot kaam hai tu meri dimaag garam mat kar
Aree woh sab mai sambhaal lungi
Abhi mujhe bohot kaam hai phone rakh
Call cutted
Mallika : kya bola unhone?
Sumedh : maa ne boli ki hum aaj yehi ruke aur kal aaram se waha jaaye
She and pankaj became so so happy
Mallika : sachhi?!!!
He nodded like yes
Mallika : mai yeh baat mumma ko batake aati hu
Mumma.......
Then she left from there
He keep seeing her
Pankaj : sumedh beta
Kya hua kya dekh rahe hai
Sumedh : aah... Nahi kuch nahi
Mallika aapki bohot laadli hai na
Pankaj : ji ek loti beti hai na toh laad toh hoga hi
Kuch pareshan wagera karti hai kya
Sumedh : ji bilkul nahi bilkul pareshan nahi karti
Bachhi thodi na hai jo pareshan karti
Bilkul nahi karti
Bas thodi bachho wali baatein karti hai
pankaj laughed
Pankaj : laga hi tha ki aapse yehi answer milegi
Beta hum na humare sabhi apno se dur hogaye hai
Sach kahe toh woh humare apne hai hi nahi
Kehte hai na jo humare buri waqt mein gayab ho jaate woh toh humare nahi hote
Humare wahi hote hai jo humare buri waqt pe bhi humare saath dete hai
Aisa toh koi bhi nahi humara
Unn sabse dur hone ke baad agar koi humare hai jo hume itni Khushi dete hai toh humare mallika hi hai
Jabse woh paida hui uss din se lekar
hum ussi keliye jee rahe hai
Aaj bhi humare yeh praan ussi keliye hai
sumedh is just speechless
Pankaj : isiliye beta
Aap kabhi usko aahat mat pohuchaaiye ga
Dikhne mein aisa dikhti hai lekin bohot zyada sensitive hai andar se
Sumedh : aapke iss baat ko
mai samajh sakta hu
waise mai aisa himmat kaise kar sakta hu
agar aisa kuch karta na pehle yeh cheekti hai bada sa
Fir mujhe dar lagne lagta hai
Pankaj laughed for his words
Mallika : mere bare mein bol rahe the 🤨
He got little jerk
Sumedh : tum kab aayi?
Mallika : abhi aayi isiliye puch rahi na kya baat kar rahe ho mere papa se
Sumedh : a.....b yehi ki tum bohot achhi ho
Hai na papa yehi baat kar rahe the na
Pankaj : ha beta yehi
Revathi : sabhi aaiye dinner ready hai
Mallika : chalo chalo
Then they all went to dining hall
revathi feeding mallika
pankaj also feeding her in between
Sumedh is just admiring them
Revathi : aree beta tum toh khaa hi nahi rahe ho
mallika : shayad khilaana hoga
He glared her and she became silent
Revathi : chalo mai khilaati hu
Sumedh : nahi nahi mumma iska zarurat nahi hai mai khaa leta hu
Revathi : aree khilaati toh kya ho jaata
Aap aaiye
Then she started feeding him
He felt so so good
Then suddenly...

T B C

So, how is this chapter?
Tell me in comments ☺️
And yeah I know I know that I'm doing so late of this story 🤧
But will try to focus on it also 🙃
If you liked this story stay tune for forward chapters ✨
Till then Radhe Radhe 🤍

A knot tied by god Where stories live. Discover now