Mahi looking at aarush...without blinking, aarush after looking himself into mirror he trun and find mahi who is looking at him only...
Aarush:- Mahi!!
Mahi:- abb haan
Aarush:- kaha kho gai??
Mahi:- kuch nahi rajkumar.. par ab yadi aapki agya ho toh mein jaun
Aarush:- thik hai
Priya came and get stunned seeing shreya
Priya:- shreya...
Shreya look at him
Priya:- kitni sundar lag rahi ho....
Shreya smile at her
Priya:- aaj toh tumpar se nazre hatengi hi nahi..
Naira:- haan aaj toh bhrata gaya..
Tara chuckled
Tara;- mujhe toh dar hai ki kahi bhrata behosh na ho jaya
Naira:- hmm
HEY BHAGWAAN!!!
the four ladies get flinched with sudden shout, Siddharth came with shocking expressions
Siddharth:- mata ye kya anarth karne ja rahi hai aap
Priya:- kya??
Siddharth:- mata shreya kaha hai
Priya:- ye samne toh khadi hai
Siddharth:- mein murkh lagta hoon aapko ye shreya nahi... itni sundar ladki shreya nahi ho sakti
Shreya glare at him and Siddharth chuckled
Priya:- shuru ho gaya tum dono...
Siddharth:- aww meri behnaa
Siddharth hug shreya who pouts at him
Siddharth:- accha ab chal... rajkumar tayar hai sagai karni haina
Priya and naira take shreya.. Siddharth saw tara who is looking at him only
Siddharth:- kya hua rajkumari.. aap mujhe aisa kyun dekh rahi hai
Tara:- nahi wo mujhe naira ki baat pe pehle yakin nahi hua ab thoda lag raha hai
Siddharth (frown):- kya??
Tara:- aap satya mein dekhna mein bohut sundar lagta hai
Siddharth get suprised and tara leave from there
Siddharth:- rajkumari ne mujhe sundar kaha
A blush appear on his face...
❤️
YOU ARE READING
ꜱᴀɪʏᴀᴀɴ
Fanfictionᴛʜᴇ ꜱᴛᴏʀʏ ɪꜱ ᴛᴏᴛᴀʟʟʏ ꜰᴀɴ ꜰɪᴄᴛɪᴏɴ ꜰᴏʀ ꜱᴜᴍᴇᴅʜ ᴍᴀʟʟɪᴋᴀ ꜰᴀɴꜱ & ꜱᴜᴍᴇᴅʜ ᴢᴀʟᴀᴋ ꜰᴀɴꜱ ɢɪᴠᴇ ʏᴏᴜʀ ʀᴇꜱᴘᴏɴꜱᴇ ꜱʜᴀʀᴇ & ꜱᴜᴘᴘᴏʀᴛ